Part 54

784 53 12
                                    

Monami left....

Sid:karan sir aapka toh wrat nahi hai na so aap lijiye......

Karan:main....main aaya....mujhe kisi ko urgent call karna hai.....

Karan left......

On monami 's side.....

Batra mam: monami abb tumhare bhi wrat hoga sabke saamne toh khol nahi paaugi so ek kaam karo tum aur karan dusri taraf jaa kar wrat khol Lena....

Monami:ji....

Mrs batra:tumhari Pooja ki taali kaha par hai.....

Monami:woh toh main banana hi bhul gayi....

Mrs batra:koi nahi waha hai....jaa kar Lelo....

Monami:ji.....

Mrs batra left.....

Monami plate leti hai...par aate waqt uski saree dive se lagne wali hoti hai par karan usse pakad leta hai.....

Karan:kya hai monami tumhara dyaan kaha par rehta hai....you know what musibat tumhare pass nahi aati....tum khud chal kar musibat ke pass jaati ho......

Monami:haa toh tum daat kyu rahe ho ho jaati hai insaano se galti.....

Karan:haa....tumse toh kuch jyada hi hoti rehti hai......dekna kahi gir sir na jaao.....

Monami :tumhe meri tension lene ki koi jarurat nahi hai....aaj toh bhar pet kyaaya hai maine kahi bhi nahi girne wali mai...

Karan:haa haa pata hai...kheer parathe achar aur pata nahi kya kya khaya hai tumne.....

Monami: kheer parathe achar ase kuch bhi nahi khaya hai maine...

Karan looks towards monami....

Monami:aa....woh....woh tum andaza bhi nahi laga sakte ki kya kya khaya hai maine.....

Karan:acha....

Monami:haa.....

Moran arranged marriage(Completed)Where stories live. Discover now