chapter 3

571 23 8
                                    

Lakshmi: ahana ye itna zyada ready hone  ki kya  zarurat hai. Simple plain look bhi toh sahi tha infact ready hone ki koi zrurt ni thi aise hi chali jati me.

Ahana: bhabhi ye basic look hai itna kya simple simple kar rahin hai aap. Vihaan Suryavanshi se milne jaa rahi hain. Hazaaro ladkiyon ki dil ki dhadkan badh jaati hai use dekh kar aur usne aapko meet and greet ke liye choose kiya hai. It's like u have to dress to impress.

Lakshmi: par tumhe nahin lagta ye sab bohot jaldi hai. RISHI KO....

Ahana: Rishi bhai ko accha nahin lagega, unki shakal dekhi thi aapne jaise kisi ne  unke pairon se zameen kheech li ho.

Lakshmi: isme itna khush hone ki baat nahi hai.

Ahana: come on bhabhi bhai bhi toh malishka ke saath aapke saamne shaadi kar rahe the. Aapko bhi jeene ka haq hai. Chalo 7 baj gaye hai ab aap niklo u should not be late....

Rishi was sitting in the hall fidgeting while pretending to do his office work. Lakshmi came down the stairs and Rishi was awestruck for a moment . Lakshmi looked so pretty but this time she wasn't so dressed up for him this time she was going to be someone else's date or love interest in the matrimonial app language..

Rishi: Gorgeous

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rishi: Gorgeous...... Umm Mera matlab  hai mangalsutra kaha hai tumhara.

Lakshmi knitted her eyebrows

Ahana: Aree rishi bhai bhabhi date per aise sindur aur mangalsutra me jaayegi kyaa? Cmon i didn't knew aapke paas itna sa common sense nahi..

Rishi: me toh aise hi keh raha tha tu aur ayush kuch zyada hi karne lage ho...... Chalo Lakshmi
Rishi holds Lakshmi's hand while she brushes it off.

Lakshmi: ye haath pakadne ka haq kho chuke ho tum.

And she walks away.

Rishmi sat in the car and left for the cafe ..there was an awkward silence and Lakshmi was really tensed she decided to move onn but it was really difficult for her and so it was for Rishi to accept it.

Rishi: hum agaye hain.

Lakshmi nods and leaves silently without a single word. Rishi booked a corner table which was almost invisible from Vihaan and Lakshmi's Table.

Lakshmi: umm Mr. Vihaan. ?

Vihaan: yess Miss Bajwa?

Vihaan pulls the  chair for her: have a seat flowers for the pretty lady (gives her a bouquet of red roses).

Lakshmi: this was not needed thanks.

Vihaan: so let's order.

Lakshmi: yaa.

Vihaan: excuse me... May we have 2 plates of chole kulche.

Lakshmi: aapko kaise pata mujhe chole kulche pasand hai.

Vihaan: actually woh mere bhi favorite hai but gym freak hone ki wajah se usually khaa nahi sakta but aapke saath me apni real side hi share karna chahta tha u know.. No secrets..

Lakshmi: yaa.

Vihaan: aap bas aise hi one word answer me baat karti hain kya? Nahi actually me itnaa sara bolta hoon aur aap itna kam.

Lakshmi: Nahi woh mere samjh hi nahi ara hai kya baat karun actually me itni jaldi logo ke saath comfortable nahi ho paati hoon.

Vihaan: ohh i understand aap nervous hai me bhi tha infact hoon aur me nervousness mein hadd se zyada bolne lagta hoon. Aap bohot beautiful hoo aap agar mujh jaise me interested hui toh meri nervousness double ho jayegi......... Sorry sorry i didn't mean it ... Me aapse flirt nahi kar raha nai kya keh raha hoon me....... Sorry aap naraz toh nahi hainaa.

Lakshmi: smiles : calm down Mr. Vihaan aap toh itna zyada nervous hai. Mujhe kisi baat ka bura nahi laga.

Vihaan: waise ek baat bolu

Lakshmi: ji bilkul.

Vihaan: aap jab white pehenti haina toh woh white colour aur bhi zyada accha lagta hai. Aap iss colour ki beauty ko aur zyada badha deti hain.

Lakshmi: not bad aap nervous hoke bhi compliments acche dete hain.

Vihaan: haan shaadi ke baad bhi aise hi compliments milenge aapko don't worry.

Lakshmi's smile disappears

Vihaan: mene kuch zyada hi bol diya. Aaj hi mile hai hum dono aur me shaadi tak pohoch gaye sorry. U take ur time.

Lakshmi: thanks for being so understanding.

Waiter: here sir your  order.

Lakshmi and Vihaan enjoy there food. Lakshmi ate like a baby as usual she was very elegant while she ate any other foods but this was her childhood favorite dish.

Vihaan adored her and couldn't stop falling for her. He noticed there's a spot on Lakshmi's cheeks. And gestured lakshmi to clean it up. Lakshmi struggled to clean that tiny spot.

Vihaan: may I?

Rishi was burning in anger : ab ye creepy harqat karega Lakshmi ko touch karega uska spot saaf karne ke bahane.

Lakshmi with hesitation: ya yes yess.

Vihan stands up and pulls out his phone and sits down he opens the front camera and hands Lakshmi a new tissue.

Lakshmi smiles and cleans her face.

Their Date ends on A good note. Lakshmi takes out her phone to call rishi to pick her up. While vihaan interrupted.

Vihaan: aap ghar jane ke liye kisi ko call kar rahi hain. If u don't mind me drop kardo aapko. Agar aap comfortable ho toh.

Lakshmi: umm. It's okay me chali jaungi.

Vihaan: I understand hum abhi itna bhi close nahi hue hai but friends toh ban hi gaye hai uss haq se hi sahi. Agar aap kahe toh.

Lakshmi: okay. But sirf iss baar.

Vihaan smiles: matlab hum fir milenge.

Lakshmi: woh me aapko soch kar batati hoon.

Vihaan take ur time ma'am. Aapka wait me puri life kar sakta hoon.

Lakshmi: kaafi cheesy line hai ye. Aapki original nai lagri.

Vihaan: line original nahi but emotions saare original hai.

Vihaan opens the car door and lets Lakshmi sit inside.

Rishi stands there sulking .

Vihaan drops Lakshmi home and rishi follows them like a stalker and then leaves for his office.






Really sorry for keeping u guys waiting for soooo long. I had too much happening in the past few days. Alot of family functions and one sad death. And then I fell sick . I am still sick had 101.7 fever but just recovered an hour ago so I updated please bear my sickness with me . And Will try my best to post here.

RISHMIIIIWhere stories live. Discover now