ch 1

258 24 19
                                    

Note : jo characters abhi tak nhi aye hai vo dhore dhire story mein ayenge.
___________________________________________

So hii guys I am back with a new chapter.
******
Yaha hum kaatelal ke episode 5 se start karenge but usme bhi bhaut kuch add hoga
___________________________________________

Yaha pe mujhe airport mein kuch specific teen log dekh rahe thoda dhyan se dekha to pata chala ki ye simod hai
Simod : Sid, monu, pramod.
Dekha jaye ki ye log kya kar rahe

Pramod: dad hum log Indira Gandhi international airport pe land kar Gaye hai ab yaha se rohtak kaise ayenge aur ye kaisi jagah hai log ek dusre ke upar Chalke jaa rahe ouch.. ye dekho hello dad kuch bolo bhi

Mr. Chautala: arey beta ye india hai yaha aise hi hota aur ab airport se bus stand aao aur vaha pe tumhe rohtak ki bus mil jayegi

Pramod: what!!
Bus aur vo bhi yaha ka dad or koi option nhi hai

Mr. Chautala: hai na 6 ghante railway station pe ruke ke train se aao

Pramod: what!!
6 hours nhi nhi hum dekhte hai ki kaise ayenge

Mr. Chautala: chalo bye tumhari mom ka phone hai
Bye

Pramod: ok bye

Call cuts

Simi: kya kaha mamaji ne

Pramod: do option hai yaa to bus se jana hoga yaa phir 6 hours wait karna hoga train ka

Mo: arey 6 hours waste karne se acha bus se chalte hai chalo guys

Sid: par bus kaha milega yaha

Mo: obviously bus stand mein

Pramod: or aisi jagah se hum bus stand jayenge kaise

Tabhi ek can driver aake : kaha Jana hai chalo main chhod deta hu while taking Sid's luggage

Sid: arey arey bro kaha le jaa rahe mera luggage hai hey bro mr.

Mo jo ki ye sab dekhke sare gayi thi andar se : hello sir arey aap aise kaise luggage le jaa sakte arey rukiye or hume kaha le jaa rahe

Cab vala: arey main cab driver hu aap log jaha jaunga vaha le jaunga

Pramod: bus stand chalenge

Cab vala: aap jaha chahe vaha le jaunga

Sid: bro pls mera luggage ko chod do 🥺
Please while pulling his suitcase from cab driver.

Cab vala: arey humare hote hue aap log kyu uthayenge saman hum hai na and he pulled all the three suitcases in once try only and took them with him and simod were following him silently.
Simod was terrified seeing this.

Sid: bro mujhe itni jaldi nhi marna hum kaha agaye

Pramod: bro ye india hai pata nhi yaha aur kya kya hoga

Monu jo ki Sid ka haath ko jor se pakdi hui thi Darke: bro hum sahi salamat mama ji ke paas pahuch jayenge na

Sid: bro what is this sala...salam...mat

Pramod: safely she means ki hum safely dad ke paas pahuch to jayenge na

Sid: pata nhi

Cab vala: arey kya hua aap log itna dhire kyu chal rahe agar koi problem hai to bataiye

Simod: nhiii
Nhi nhi koi problem nhi hai hum chal rhe dekhiye and ye kehke vo log bhagne lage

In cab pure time driver kuch na kuch bol raha tha and ye teeno bass dua kar rahe the ki kab vo bus stand pahuchenge

Jab tak ye bus stand pahuchte hum or jagah ghumke aate hai

To abhi main ek railway station pe hu vaha pe mujhe teen log dikh rahe umm ye to saranda ahi dekhte hai ki yeh yaha kya kar rahe

Faizi: yrrr hume teen tickets mil to jayegi na rohtak ke

Sanju: pata nhi kya hoga kyunki itni jaldi Monday ke din ticket milni to koi asan chiz hogo na sirji

Karan: sanju shubh shubh bol hume aaj kisi bhi haalat mein rohtak pahuchna hoga hum hi team ko lead kar rahe aur late pahuchenge to kya impression padega humara

Faizi: chalo hum ticket ka puchke aate hai online to ek bhi seat nhi mila yaha pe hi dekh lete hai

Saran: hmm ok

In counter

Faizi: yaha se rohtak jane vali koi bhi train ki ticket milegi kya

Person from other side: sorry aaj ki saari ticket already full hai saari train ki waiting ka bhi nhi hai.

Faizi: kal ki hai ?

Person from other side: nhi teen din tak ka koi bhi ticket nhi hai

Faizi: ok

Faizi vaapas ajata hai saran ke paas
Saran looks at him with hope

Faizi: aaj kya kal or parso tak koi bhi ticket nhi milegi waiting mein bhi nhi

Sanju: ab to ek hi option hai

Kaizi: hmm ab vahi chalna padega but vaha bhi bhaut bhid hoga aur itni der bus mein

Sanju: better option hai aap logo ke paas?

Kaizi shook their head and follow sanju outside of the station or inki gaadi bhi chal padi bus station.

Ab next part mein dekhte hai ki kya ye mil pate hai ek dusre se ki nhi.

Byee❤️

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Dec 22, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

zdmn×k&sWhere stories live. Discover now