dil na jaaneya ( part 9 ) season finale

695 69 144
                                    

Hai ..

Hello .

Happy reading ..

"***************
February 14

Goa

St cathedral church...

Church is filled with candles and light ..

Monu was praying in front of Jesus by closing her eyes , suddenly Aditya  came and sat beside her ..

"Aur kithni dher aankhi band kardogi , aankhey kholo aur khud ki feelings ko samjo "

Monu opens her eyes and sees adi in front of her

Mo : ( angryly ) mujhe nahi janna hai , i dont have any feelings inside me ..

Adi  takes her both hands in his hands and said by seeing into her eyes ..

" Dekho yaar bagwaan ke paas bhi kabhi kabhi ithni time nahi hothi , isiliye kuch kahaniyon ko woh adhura hi chod detha hai jaise ki humari story , lekin iss ka matlab yeh nahi ki tum apni zindagi jeena band kar do , plz mujhe bhul jao aur life mein move on kardo "

Saying this adi  closes monu's eyes  and after some time he opens her yes and instead of him she sees karan   in front of her ..

Mo :adi  kaha hai ..

Karan : Woh chala gaya hai lekin mein tumhe chod kar kayi nahi javunga promise

NAHIIIIII ..

MONU SHOUT AND WOKES UP FROM HER DREAM ...

Monu uttkar date and time dekhthi hai usse kuch yaad aati hai , woh bhaag kar grave yard chali jathi hai , jaha karan and Lenin Adithya ke shrine ke upar fhool laga rahe hothe hai ..

Monu comes and sits near Aditya shrine and kept her head on his shrine ..

Karan : tum so rahi thi , isiliye tumhe jagaya nahi ..

Lenin also comes and sat beside monu and hugs her ..

Jaise ek beta apni maa ko console kar raha ho ...

Bahar ki duniya aaj valentine's day celebrate kar rahi thi lekin monu ki ander toofan hai , usse zhor zhor se rone ka Mann kar raha hai lekin jaise aankhon mein paani khatham hogayi ho ..

Karan monu ki halat ko samja aur usse  utakar ghar lekar gaya , woh pura din monu ke saath tha unhe pata tha issi ka din adi monu ko chod kar chala gaya , kabhi wapas nahi aaya tha , yaha tak monu akhari bhar bhi adi ko issi din dekhi thi , unka body bhi aaj tak kisi ko nahi mili thi ..

Ayisa hi kuch din beetne lage , karan monu ki jawaab keliye inthazaar karthe raha , kabhi kisi mamlein mein force nahi Kiya bus wait kartha raha ...

Fhir same wahi huva ek police officer ki zindagi mein hothi hai , ek important case ki wajese karan ko transfer hothi , as expected , ek sincere office ko sab se pehli priority apna vardi hothi hai ,, karan sab kuch chod kar Jane keliye thayyar hogaya tha .

*****************"""

Karan railway station mein monu keliye inthazaar kartha hai , shayad ek akhari baar usse dekhne ko miljaye , peeche ki ek dukhaan mein radio mein song play ho Rahi thi ..

Yeh sunkar karan ki aankhon se aasu rukhne ki naam nahi le rahe they ,

Here monu also in dilemma , woh kyu karan ke ithna kareeb hogayi thi , usse jab karan ke saath hothi toh usse ayise hothi ki she is with adi , woh batein woh harkate zyada had tak adi ko remind karthe hai , aasu toh abhi bhi nahi hai uski aankhon mein ,

Dil na jaaneya Where stories live. Discover now