The Broken Bet......

234 38 1
                                    

🌸🌸🌸🌸🌸🌸

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

🌸🌸🌸🌸🌸🌸

--6 Years Later--

MBA complete kerne ke baad Y/n ne apna khudka start-up shuru kia and they have been making money like anything and now the new idea was of a game manufacture, as pre-planned by her and her cousins she did the masters in business while bakiyo ne bhi jee Jaan Laga ke apne apne courses complete kia and Kartik is the HR of the company meanwhile Y/n is the CEO and the managing director, ek successful company khadi kerne ke baad they all decided to step foot in game world, abhi unhone ek chote scale pe start Kia hai aur ek game develope kerna start bhi ker Diya hai, aane Wale do month unke liye bhut crucial hone wale hai because 2 mahine baad hai, the meet of death and life.

"The Meet of Death and Life." Kartik says and apni presentation deke beth jata hai.

"But Bhai life aur death hota hai why death before." Rihan sabse chota cousin puchta hai.

Apne haath mein rakha Rubik's cube spin kerte hue,"Kyuki it's more of difficult than easy agar humara game select nhi hua toh......" Y/n gets up from her chair

"Toh it will be the end of this idea

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Toh it will be the end of this idea." Wo bahar ki taraf dekhte hue bolti hai.

"Per Didi humari baki companies ka kya?" Anjali bolti hai, jo ki Y/n ke chacha ki beti thi.

"Anjali gaming industry is not as simple aur Jo game hum develop ker rahe hai it's not candy crush type or something, bhut zada funding ki zaroorat hai." Kartik sabhi ko samjhata hai.

"Hmm well then sabhi jaruri cheeze collect ker li hai start kab kern hai?" Rahul bolta hai.

"Do din baad, hum sab Delhi Jaa rahe hai, Didi ki shadi ke functions ke beech bhi hume kaam kerna hoga" y/n bolti hai.

Tabhi koi kamre mein enter kerta hai,"bilkul nhi meri shadi ke time koi kaam waam nhi hoga."

Sabhi khade ho jate hai,"Lekin didi--" Y/n, Kartik ko hath dikha ke chup hone bolti hai.

"Jo hukum mere aaka." Y/n dramatically bow kerti hai meanwhile baki bhi same kerte hai.

__________________________

𝓗𝓲𝓼𝓽𝓸𝓲𝓻𝓮 𝓓'𝓪𝓶𝓸𝓾𝓻Where stories live. Discover now