part 2

15 0 0
                                    

Hello readers here the 2nd part of the story let's have a recap

That girl huged him to console and to feel calm Darshan was shoked that who is she why she hugged me we don't know eachother?

Girl: kya soach rahe ho ? Yahi na ki Mein kon hu , tumhe aise gale kyu lagayi ?.

Mein tho tumhe jaanti bhi nahi Fir bhi kyu tumhe Roka? Yahi na

Darshan : haa , kyuki mein kabhi dekha nahi kisi ko aise anjaan logo ki madat karte hue yaha sab ke sab bas apne kaam se kaam rakhte hai koi kisi ke liye zara bhi nahi sochta aur iss dor mein tum ho ki logo ki madat karti ho

Girl: har insaan ek jesa nahi hota aur haa suno meri baat ye zindagi hai yaha nakamiyabi tumhe bhaut milegi Kai baar aisa bhi waqt aayega jaha sirf tum hi akele rahe jaoge apni zindagi mein aur tumhe khud se ladna hoga na koi sath dene wala hoga na koi haat thamne wala.

Ab aise situation mein do tarha ke log hote hai phele vo log jo nakamiyabi face nahi kar paate jo parehsniyon se jujh kar har jaate hai na koi umeed hoti hai unhe aur khud ko akela paa kar vo iss zindagi se accha maut ko chahte hai..

Darshan : aur dusre log ? Girl: dusre vo jo bhale hi kitne namaiyab ho bhale hi kitne akele ho chahe rahene ke liye Ghar ho ya sadak ya khane ke liye khana ho ya hava vo har halaton se ladte hai har situation ko face karte hai kyuki unhe apni zindagi khud badalne ka junoon hota hai vo jaante hai ki iss duniya mein koi apna nahi islye vo khud hi khud ki zindagi banate hai aur ye jo nakamiyabi ka waqt hota hai na ye unhe sab se zayada motivate karta hai apne target ko pura karne ka apne achivement ko hasil karne ka vo ladte hai khud se vo ladte hai khud ki zindagi ko savarne ke liye aur unka kabhi haar ba maane wala junun hi unhe humse alag bana ta hai vo hai tho insaan hi magar vo humari tarha haar kabhi nahi maanta hai...

Ab tumhare hat mein hai ki tum kya banna chate ho?
Ya tho auro ki tarha dar kar bhag jao Ya fir khud se lad kar khud ko sabit karo

(Darshan huged her) thank you very much 💙 mujhe meri rah fir se dikahne ke liye mein darta nahi bas jaldi mein jaldbazi kar nakamiyabi ko face nahi kar paya

Girl: it's ok ye tho human nature hai aksar insan jald baazi mein aakar gakat kadam utha ta hi hai.. TBC

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Mar 28, 2023 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Ye Judaiyaan Where stories live. Discover now