CHAPTER THREE

770 59 8
                                    

Baalveer and ananya were sitting near lake in parilok.......ananya's head was resting on his shoulder........

ananya : thankyou so much dabbu......aaj ka din main kabhi nahi bhulungi........

bv : main bhi sorry ananya subah tumpar thoda chid gaya tha.......

ananya : koi baat nahi main jaanti hu tumhe meri fikar hai lekin tum bilkul chinta mat karo........everything will be fine.......

bv : hmm.....

ananya : dabbu mujhe bohot bhuk lagi hai.......

bv : haa bhuk toh mujhe bhi lagi hai maine toh dinner bhi nahi kiya......

ananya : kyu.....?

bv : mann nahi tha......

ananya : kitni baar kaha hai khana skip mat kiya karo par nahi majaal hai meri suno.......

bv : accha baba sorry......ab chalo kuch khate hai......

ananya : kya khayenge.....?

bv : bass ek minute......

he done magic and food arrived.......

ananya : dabbu tum hi kehte ho ki khud ke liye kabhi jadui shaktiyon ka istemaal nahi karna chahiye aur tum khud hi......

bv : ms.ananya.......yeh maine khud apne haatho se banaya hai........

ananya : yeh sab tumne banaya hai.......

bv : haa ab chalo khao......

he open the lids......all were her favourite dishes......

ananya : kya baat hai noodles,pasta yeh sab toh mera favourite hai......

bv : isiliye toh banaya hai ab shuru kare.....

she nodded......both fed each other......they completed their dinner.......

bv : ab chalna chahiye subah hone wali hai......maa uth gayi aur mujhe nahi dekha toh bohot sawal karengi......

ananya : thankyou dabbu aaj ka din itna special banane ke liye......

she hugged him tightly......he smiled and reciprocated her hug.......after some time they broke the hug.......

bv : chale.....?

she nodded......

they teleports to bharat nagar........

ananya : bye.....!!!

he cupped her face and kissed her forehead.......

bv : bye.....!!!!

she went away blushing.......he also went home.......

In morning.......

they sat for breakfast......

bv came and sat with them.......

karuna : debu aaj zara peter's colony mein tiffin pohocha kar aaoge.......mujhe ek zaruri kaam hai.......

bv : ji maa......

Ananya entered......

karuna : arey ananya aao naashta kar lo......

ananya : nahi aunty khushi kaha hai hume late ho raha hai......

viv : kaha jaa rahe ho aap didi khushi didi ke saath......

ananya : shopping pe jaa rahe hai.....!!!!

viv : chalo.....!!!! bichara dukaandar.....!!!!

ananya : vivaan.....!!!!

khushi : hii didi chaliye main ready hu......

DEBANYA : TOGETHER TILL ETERNITYWhere stories live. Discover now