Toh dono bat kr rhy hoty hai tabhi sab andar a jaate Hain aur unhen dekh kar muskurate hain aur FIR thodi der bad doctor
doctor-dekhiae aapko Inka acche se khyal rakhna hoga thodi der mein aap inhen ghar le ja sakte hain
jiju-yah to acchi baat Kahi aapane varna hamen to Laga tha dusra bhi abhi le Jana padta
sidrth-aapko jyada nahin lagne Laga
shnz-chup kar Teri harkatein Hain aise Hain
Sabke sath Khel rahe hote hain Siddharth dawai aur baki jaruri saman gadi mein rakhta hai dekhna didi hai na lekar aati hai aur FIR usko piche baithati hai