jeolousy

273 45 14
                                    

Some days passed..

dishi came back to home... and busy in their work.. drishti busy in classical dance and rakshit in office...


In evening..

Drishti happily wait for rakshit...and he came...

Rakshit:- aaj bahut khush lag rahi ho drishti..

Drishti:- haa.. mumbai me mera dance competition he.. me pehli baar mumbai jaungi...

Rakshit:- tumne haa bol diya kya?

Drishti:- haa...

Rakshit:- but me tumhe waha akeke nai jane de sakta.. sorry tum nai ja sakti..

Drishti Shocked and sad..

Rakshit busy in his work on couch..

Drishti:- are but... me... aap to..

Rakshit:- ye kaisi language me baat kar rahi ho..

Drishti:- me akeli nai hu.. aapko bhi aana he pl chaliye na..

Rakshit:- noo..

Drishti:- rak..

Rakshit:- i said.. no means no..

Drishti silent and sit on bed..

Rakshit laugh on her she irrited..

Rakshit:- me to mazaak kar raha tha... tum to serious ho gayi..

Drishti's tears rolling down..

Drishti:- aisa bhi koi mazaak karta he kya..jaiye me aapse baat nai karti..

Rakshit:- okk.. sorry sorry... hum jayenge... tum tension mat lo... okk..

Drishti happy..

Drishti:- thank you...me packing karti hu..

Rakshit smile...

Next day..

Rakshit said about her dance competition to everyone.. all congratulate to drishti..

Mahima:- waha jakar rakshkt ka bhi khayal rakhna...

Drishti:- ji mom..

Rakshit:- me apna kaam khud kar sakta hu...

Mahima:- haa kar to sakte ho but fir bhi ho to wheel chair par hi..

Chetan:- mahima enough...

Mahima came near rakshit and said in his ear...

Mahima:- apni biwi ko koi khushi nai de sakte... kami to tum me he hi...

Rakshit angry and sad.. but he was silent

Mahima went from there.. dishi hug driskshit.. she took blessings from chetan...

Next day...

Drikshit caught flyght for mumbai...

In flyght..

Drishti:- ek baat puchu rakshit?

Rakshit:- hmm pucho..

Drishti:- mom aapse itni kadwi baaten kyo karti he..

Rakshit took deep breath.. he did not like her question but she has right to know about family..

Rakshit:- wo meri step mom he our shikher ki real mom..

Drishti:- ohh...koi baat nai aap kisi ki bhi baat ko dil se mat lagana... aap life ko sahi tarike se jee rahe he.. aapka positive attitude... aapko bahut help karega..

Only Yours✔Where stories live. Discover now