Tahir , Y/n ko upar se neeche tak dekh raha hota hai . Y/n apne lehanga ko clutch karke khadi hoti hai . Tahir uski side slowly ek kadam aage badhata hai aur y/n unintentionally backed off hoti hai .
Prakash ji turant y/n aur tahir ke beech me aakar khade ho jate hai .
Prakash ji - Ta...tahir .... Na..nahi
Tahir - Hat jao *deep voice*
Prakash ji - N...Nahi tah-
Tahir - MAINE KAHA HATOO!!!! *glaring him with red eyes*
Y/n - *flinch*
Prakash ji - M...meri beti ne kya ...ki...kiya hai ??
Tahir - *clenched fist* Ryaann...*greetning teeths*
Ryaan hadbadi me aage aata hai aur prakash ji ko side me karne ka try karta hai but vo y/n ko aise haiwaan ke samne nahi chodh sakte the .
Tahir ka gussa aur bhi badhta jaa raha tha . Vo apni eyes close karke apne temples ko rub kar raha hota hai . prakash ji ki minnate sunn kar usko aur jyada irritated feel ho raha tha . Vo immidiately apne hath me pakda hua knife unki gardan par press karta hai tabhi ,
Y/n - tahirrrrr !!!! *Sniff* N...Nahi... Please.... Nahi *joining hands*
Tahir ek deep breath ke sath apna pura force uss knife pe laga deta hai . Then gusse me usko phek ke marta hai .
Tahir - Maine kaha hatao isey *husky voice*
Tabhi bande dod kar aage aate hai aur prakash ji ko jabardasti side me leke jate hai . Y/n shivering kar rahi hoti hai . Tahir uski side slowly slowly badh raha hota hai . Aur y/n ghabra kar backed off hoti rahti hai .
Prakash ji , Apne aap ko chudhane ki koshish kar rahe hote hai but vo bande unko tightly pakadke rakhte hai . Y/n aur peeche hone wali hoti hai but tahir uski wrist pakad kar usey kheechta hai . Jis wajah se y/n ki soft body , tahir ki hard chest se takrati hai .
आप पढ़ रहे हैं
Jaan || kth ff || Hindi FF
FanfictionAaj tak tumne bahut si kahaniya padhi aur suni hogi . Kabhi Aisa hua hai ki hero hi apne pyaar ki jaan lene ke liye majboor ho ? Ek taraf vo usey puri duniya se bachana chahta hai aur dusri taraf uski maut bhi vo hi hai .... Vo hero hai ya villain...