Mai ye usse kabi nai kahugi
Ke muje tujhse mhbbat hai
Kyuki
Meri khamiya
Uski badaiyon se thodi Jada si haiYe kabi na kahugi ke
Yuh chah ke bi inn chittion ka jawab
Kyu nai deti
Ke sawalon ke ghar banne pade hai
Par jawab ki akal nai hai mere passYe kabi nai dikhaugi ke
Yuh bina dekhe bi
Chand me dikh hi jata hai
Koi na ho tb bi awaaz me naam guj hi jata hai
Par pagalpan ki ye nishaniyan
Bhut h mere passYe nai hoga
Ke iss wakiye ki
Khabar na dunia ko hogi na kisi or ko
Ye toh bus ek hadsa ban ke rahega
Mere or khuda ke bich kaKehne ko toh tarike bhut hai
Par na keh ke chupane ke kch jda khas nahi haiMagar kr ke bi kehne ko ye kambakht manta nahi h
Samjhdari jabse ayi h
Apni sehat se khilwad karta nahi haiYe thamta jaruri hai
Maujudgi me
Magar tham ke usse ke pass thehta nai haiBANSUREE
.....................
I hope you all are liking it so far
Suggestion are open for more
If you like it
Please share, like, vote and commentLove you 💜
Bansuree

YOU ARE READING
Jahaan 💜
PoetryWritten pieces on most used four letter feeling which is mostly misunderstood yet overused in world. Dive in world of poetry