chap 22- Love Rains ... ❤️❤️

570 30 2
                                    

Naira- tum mujhe yaha kyu Laaye ho kartik..

Kartik- kuch baate karni hai tum se ..

Naira- hmm sun Rahi ho Mai kaho na ..

Kartik- tum sirf suno mat Mai chahta hu tum meri baato per trust bhi karo please..

Naira- tum kaho to pehle..

Kartik- naira kya tum mujh per trust Karti ho ..?

Naira- per tum ye question kyu pooch rahe ho ..?

Kartik- sawal Maine Kiya hai to tum jawab do na tum kya question kar Rahi ho please..

Naira- kartik yes i trust you kyuki tum jaise bhi ho bure nahi ho..

Kartik- what do you mean by jaise bhi ho .. kaisa hu Mai..

Naira- tum naughty ho .. ha lekin Dil ke acche to ho ..

Kartik- ohh..

Naira- ab bolo na kya bolna tha Tum Ko ..

Kartik- Mai kaise bolu i don't know tum kaise react karogi..

Naira- kyu Aisa kya bolna hai tum ko .. Irritate mat Karo na bolo please Mai sun Rahi hu ..

Kartik- naira ek or question hai mere Mann me ..

Naira- hmm kya ..

Kartik- do you love me ..?

Naira- kyu ..

Kartik- answer do na tum fir question kar Rahi ho mujhse..

Naira- tum ne mujhe samajh kya rakha hai tum questions karte rahoge or Mai answers Deti rahungi .. 😩

Kartik- accha sorry lekin bolo na please do you love me naira.. ?

Naira- tum ko Aisa lagta hai ..

Kartik- naira please bolo na ..

Naira- tum bolo na kab se sun Rahi hu Mai lekin tum bol hi nahi rahe ho jo tum ko bolna hai ..

Kartik- naira.. 😢

Naira wipes Kartik's tears ..

Naira- tum roo rahe ho ..? Kya hua kartik bolo na ..

Kartik holds Naira's hand..

Kartik- please trust me naira Mai tum se bahot pyar karta hu i love you Mai jhoot nahi bol Raha hu sach me Mai tum ko chahne laga hu .. tum achhi lagti ho mujhe..

Naira gets a call..

Naira leaves Kartik's hand ..

It's Swarna..

Naira picks up the call..

Naira- ji ma..

Swarna- naira tum dono kaha ho beta ..

Naira- ma hum ..

Swarna- jaha bhi ho wahi rehna abhi to bahot toofan aa raha hai beta is time drive kar ke Ghar mat aana ..

Naira- okay ma ..

Naira looks from the window..

Naira- ha toofan to aa raha hai ..

Swarna- tum dono theek ho na ..?

Naira- hmm hum dono bilkul theek hai..

Swarna- okay ..

Naira- okay ma bye ..

Naira cuts the call ..

Kartik- naira..

Arranged To DevilWhere stories live. Discover now