Dear Comrade ch 22

58 1 6
                                    

Vijay:-Tum FIR shuru ho gai
Rashmi:- main sach bol rahi hoon yah sab kuchh log fate ke vajah se ho raha hai
Vijay:-dekho Mera dimag garm mat karo faltu mein gussa nahin karna hai mujhe tum raho tumhare use andhvishwas ke sath main chala
Vijay left from there
Rashmi:-aap sirf gussa hi karte Hain mere aapke liye fikar nahin dikhte I know you so fate ki vajah se hua
In hall
Tiyash:-Rashmi kahan per hai
Tiya:-uske room mein gai hai vah bahut tired thi
Riya:-kumbhkaran ko aur kya chahie Soni ke alava
Amit:-Rashmi Ko kumbhkaran mat bolo she is sweet 🧁
Vijay:-aur yah sab aur kitni der tak chalega
Rudra:-Aaj kisi ne Aaj ka newspaper pada
Rudrik:- kyu kya hua
Rudra:-Dada aap bhi dekho kya likha hai
Rudrik after reading the newspaper 📰:-what the hell is going yah sab kya likha hai ki professor Ki sath chakkar chalne ke dwara bich function mein lipata chapti Sen Parivar ki sabse chhoti beti or Hyderabad ki famous college ka professor Vijay Devroy
The photo was the accident incident
Rudra:-Dada aapane dekha Na Kiya sab likhe ja rahe Hain sab aur yah sab chhupaya kisne yahan per accident ka ek word Tak nahin Hai kya jaane man Garib baten likh diya ab Vijay da ka to kuchh nahin kahenge log per Rashmi Ko to nahin chhodenge bolate hue ulta Bhala upar se saj bhi nahin janenge aur usse bhi jyada nahin hua Hai vah bhi afwah phail ayenge
When Rashmi come
Rashmi:-kya hua yahan per sab itne serious kyon Hai
Rudra:-tere aur Vijay da photo newspaper ar aya hai
Rashmi:- kyaaa??
Rashmi read the article
Rashmi:-yah to cal ka accident ka photo hai iske sath kya kya jod Diya unhone a newspaper walo ki itni ulti si Di khabren dete kaun hai
R/m:- Rashmi beta tu chinta mat Kar kuchh nahin hoga
Parosh wali Aunty:- kya kuchh nahin hoga yah ladki hay Jab Hyderabad padhne gai thi tabhi hamen shauk tha ki vahan per vah kuchh locha karke aaenge aur dekh liya Ghar Parivar ke samne chi chi Besharam ladki
Vijay:-shut up your mouth ha un mein a rahe hain vah bole ja rahi hain aap ka photo ke sath kuchh bhi likh denge aur kuchh bhi Vishwas karenge
Aunty:-tumne rangraliyan banakar Rakha Hai Tum to kahan gai tumhari jaane pyari pyasi jo hai vah
Rudrik:-aunty aap humse bade Hain isiliye ham aapse dhang se baat kar rahe hain hamen hamare Vadh mat kijiye ki ham aapko Ghar se Nikal de
Aunty:-ab Jab sat samne a gaya hai to to Ghar se Nikal hi doge na
Rashmi start crying:- sab kuchh meri vajah se hua Hai main agar Hyderabad se aati nahin thi sab kuchh nahin hota
Rudra:-pahle to Rona mat Kar mujhe aur gussa mat dila tere koi galti nahin Hai tune sirf Vijay Dada ko sev kiya tha varnan ke Jaan bhi ja sakti thi yah sab to yah Bina mastishk walon ne samjhenge
After a long argument
Rudrik:-security security inhen lekar jao yahan se
Guard:- ok sir I aya ap mere sath
R/m,:-sab theek ho jaega beta hamen guruji se vedhan Lena hoga tu chinta mat Kar guruji to koi Na koi upay jarur bataenge
R/f:-thank you everyone sab ne maine meri beti ki ijjat bachane ke liye
Vijay:-uncle up thanks mat boliye aapke beti ke upar koi galat Insan ham aane hi nahin denge ine logon Ko chhodiye main nahin aane dunga yah meri student hai sirf yah nahin Riya tiya tiyash ine per bhi koi agar koi galat ilzaam lagaye to main nahin nahin manunga aur hamesha datkar samna karunga aur Inka sath dunga
R/f:-beta tum bahut acche ho Bhagwan tumhara Mangal Karen
Tithi:-sach mein bhaiya mujhe aaj Garv hai ki aapane bhaiya Hain
Vijay:-tune bhi kam pratirodh nahin Kiya aunty ke munh per pura dat kar samna Kiya Hai tune
Tithi:-meri nanad ko bachane ki jimmedari to mujhe leni hogi na aur society walon bolenge unhen to sirf ek masaledar khabar Ki intezar rahti hai agar kuchh Suna to Daud ke chale aate Hain sab ekadam utsuku kar rahe hai upar se Rashmi ek ladki Hai vah to aur bhi nochne aaenge ladki Hai Na vah aur aap to ladke Ho society mein ladke mahan aur ladkiyan ekadam sada kapda jaisa ek bar daag lag jaaye na jaldi jata nahin

Precap:- guruji ka vidhan
Word:-760
Vote comment and share

Dear Comrade Where stories live. Discover now