• 𝘗𝘳𝘰𝘭𝘰𝘨𝘶𝘦

15 2 2
                                    

🌹🌹🌹

"The day my life changed forever... The day I first saw you."

"جس دن میری زندگی ہمیشہ کے لیے بدل گئی... جس دن
میں نے تمہیں پہلی بار دیکھا۔"

- Kamran Ahmed

"Mainey keh diya na toh keh diya main ussey shadi nhi krunga mujhay pasand nhi woh " He shouted his voice was echoed in their whole house

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


"Mainey keh diya na toh keh diya main ussey shadi nhi krunga mujhay pasand nhi woh " He shouted his voice was echoed in their whole house.

"lekin beta koi toh wajah hogi na usse sahdi na karney ki tum toh ussey bhot pasand kartey the fir aisa kyu keh rhe ho woh bhot Achh-"... his mother said but she was cut off by his son.

"Mom aap samajh kyu nhi rhi hain jab main bacha tha sahi galat ki pehchan nhi thi jab mujhay but ab hogyi hai aap kya soch keh rhi hai mujhay usse shadi karney ke liye woh kahan aur Main kahan uski height choti hai mujsey woh nhi jachegi mere sath ... ussey tameez bhi nhi hai kisi bhi cheez ki ... kitni clumpsy hai woh aur janey pata nhi kisi kis ko fasa rakha hai usne apni ada- " ... now he was cutt off by his mother only when she slapped him.

" shut up just shut up now enough is enough bss bhot hogaya hai itni der se sun rhi hu mai aapki betameezi mai aap do char saal bahar kya pad ke aagye ho aapne aapko kya saajh rhe ho haa ... tumhari himmat kaise huyi meri beti ke barey m aisi baat karney ki haa jaantey hi kya ho tum uskey barey mai agar uskey bhai ney yeh bat sun lina toh zinda dafan krdega woh tumhey bhot pyaar karta hai woh apni bhen se usse ek lafz bhi bardasht nhi hai apni bhen ke khilaf aur woh clumpsy nhi hai bht samjhdar aur bht Mature bachi hai meri kam se kam mere jazbaaton ko toh smjhti hai tumhari tarah nhi hai jo apni Maa ko chor gaya tha..." she had said her all feelings just everyhthing that everything she was holding and controlling for years. And but soon she realized what just she said

"Seriously Mom bachpan se Aj tak aapney sirf ek bar mere upar hath uthaya tha jb bbi uss ki wajah se jo main yahan par apna sab kuchh chor ke chala gaya tha aur aaj tak mai uss thappar ko bhula nhi hu kyuki aapney kbhi bhi mainey aisi glti ki hi nhi thi jo aap mujh pr hath uthayein lekin aj fir yhi hua hai sirf us ki wajah s aapney fir mujhpr hath uthaya hai Mom ...Mujhay aapkey hath uthaney ka dukh nhi blki dukh iss bat ka hai aap mere se zyada usse pyaar karti hai jis mohabbat ke loye mai tarasta raha woh aapney uss ko diya hai ...AND YOU KNOW SOMETHING MOM MAIN USSEY SHADI SIRF ISSI WAJAH SE NHI KARRHA HU kyuki ussney chhen liya hai aapko mere se " He also blabber out everything his every feeling which he was holding from years and and he went out somewhere with his car without any emotion on his face.

But Unnoticed by them There was someone who had heared their whole conversation.



💜💜💜

𝑴𝒓. 𝑷𝒆𝒓𝒇𝒆𝒄𝒕 𝒂𝒏𝒅 𝑴𝒔. 𝒄𝒂𝒔𝒖𝒂𝒍Where stories live. Discover now