NINE

2.1K 114 13
                                    

Meerab gets Ruhail's call.

Ruhail:Kaal kyun nahi aayi?
Meerab:Tha kuch majburi mein aa nahi saki.
Ruhail:Kaisi majburi?Aur tum Mujhe kuch bata kyun nahi rahe ho?Kiya hua tumhe Meerab?
Meerab:Yeh samaj lo aab mein jaha hu waha se wapsi ka rasta mushkil hai.
Ruhail:Matlab kya hai tumhara?
Meerab:Meri shaadi ho gayi hai yaha pe apni cousin ke sath.
Ruhail:Yun Achanak sab kuch.Mujhe to kuch samaj mein nahi aa raha.Meerab tum khush to ho.
Meerab:Khushi ka pata nahi.Kismat mein hoga to mil jayega.
Ruhail:Accha suno.
Meerab:Hmm.
Ruhail:Final exam ki results kaal ayega.Mein tumhe update de dunga.
Meerab:Ok Thank you.Filhal rakhti hu Allah hafiz.
Ruhail:Allah hafiz.

Meerab cut the call and Maid coming to her and said;

Maid:Bibiji,aap ko maa begum niche bula rahe hai.
Meerab:Aap jai mein aati.

Meerab coming to downstairs and find Maa begum is sitting with murtasim.

Meerab comes there and asked;

Meerab:Aap ne bulaya?
Maa begum:Haa kehna yeh tha ki humari Khandan ki rewaz hai shaadi ke dusre din nayi bahu Mithe mein Kuch banati hai.Mein chahta hu tum aaj kheer banau.
Meerab:Lekin Mujhe kheer banana nahi aata.
Maa begum:Tumhari maa ne zaban chalane ke ilawa aur kuch nahi sikhaya tumhe.Anila se Aur ummed bhi kiya jaa sakta hai.Jaise woh thi beti bhi Bilkul waisi hi hogi.
Meerab:Agar meri maa se itna chid thi to unke beti ko bahu banane ke liye itna bechain kyun ho rahe the.Agar mein aisi hu to na banate apni bahu.Mein to mari nahi jaa rahi thi aap ke bete se shaadi karne ke liye.
Maa begum:Suno miah apni biwi ki baten.Pehle to ghar se kuch sikke nahi ayi upar se zaban lada rahi hai.
Meerab:Woh mera ghar tha koi training centre nahi jaha meri maa Mujhe karai bunai silai sikhati.Aur Waise bhi unhe thodi na pata tha unki beti ki kismat mein aisi sasural aanewali hai.Agar pata hota to zarur sikhati.

Maa begum is hell angered.

Maa begum:Filhal jao kitchen mein mulazma kheer bana degi.Tum bas chamach hila dena aise hi rasm puri ho jayegi.Aur khade hoke sikh bhi lena kheer banate kaise hai.
Meerab:Thik hai.

Meerab go to the kitchen.

Maa begum looks at Murtasim and said;

Maa begum:Socha tha shaadi ke baad yeh pagal ghura qabu mein ayegi Lekin tum to use khula chod diya.
Murtasim:Kehna kya chahte hai aap?
Maa begum:Kehna kiya hai aab.Dekha nahi kaise Baittamizi se baat kiya hai mujhse.Tum to bas dekhte reh gaye apni maa ki baizzati.Tumse Mujhe yeh ummed nahi thi beta.
Murtasim:Aap ne bhi to baat uske maa ke bade mein kaha hai to woh chup kaise rehti.Har baat pe uske maa ki tane maat diya kare maa.
Maa begum:Tum to shaadi ke turand baad hi zanmurid ban gaye ho.Kya jadu kiya hai usne.
Murtasim:Biwi ki haqok mein do lafz bol dena zunmuridi kehte hai kya.Ap ko jo lagta hai lage Lekin mere liye biwi ki izzat ko qayem rakhna bhi shohar ka farz hota hai.
Maa begum:Apne bete ko pehchanne mein dhoka kha gaya.Mujhe laga agar Meerab se tumhari shaadi hogi to woh samhal ke chalegi Lekin tum to abhi se uske zaban bolne lag gaye ho.
Murtasim:Aap is liye chahti thi ke main usse shaadi karo ta ki mein usko daba ke rakho?
Maa begum:Haa.
Murtasim:Mujhe to Yakeen hi nahi aa raha maa aap aise baat kar rahe hai.Aurat ko daba ke rakhnewala mard mere nazar mein na mard hai.Jo sirf taqat apni apne sath rehnewali aurat pe azmata hai.Mein woh kamjur nahi hu maa.Mujhe Meerab ke sath ghar basani hai koi jang nahi ladna.
Maa begum:Tum bhi apne marhum chacha ke nakshe qadam pe chal rahe ho.Woh bhi Bilkul aisa hi tha.
Murtasim:Phir to mein kahunga woh Bilkul sahi the apni jaga.Biwi ke izzat ke khatir sab se nata toda hai.Pure Zindegi galat samjha mein unhe jab ki woh galat the bhi nahi.Maa biwi humari sirf mohabbat ki nahi izzat ki bhi haqdar hote hai.Aab meerab koi aam ladki nahi hai is gadde ki jaa nashin ki biwi hai.Uske izzat kariyega aap se yehi ummed rahega mera.

Murtasim gets up and go towards upstairs.

Maa begum gets furious how murtasim gives tight answers on her face.

After spending time in the kitchen,Meerab gets sweating.She never stay longer time in the kitchen.

She comes to the and direct go to the washroom to take the shower.

Meerab comes out from the shower Wrap a towel on her head.

Murtasim comes to the room and mesmerised to see her like this.

He comes to her.Meerab remove the towel from the head and her hair hits on his face.

A beautiful fragrance comes to his nose.

Meerab turned around and said;

Meerab:Tum yaha kyun khade ho?
Murtasim:Kamra mera hai Jaha marzi waha honga mein.
Meerab:Haa hoge tum is kamre ka Malik Lekin mere pas maat aana.Dur raho mujhse.
Murtasim:Tum koi baat dang se nahi kar sakte ho kya?Har baat pe chik chik karna jaruri hota hai kya.
Meerab:Tumhari harqate hi aisi hai ke mein chup nahi reh sakti.
Murtasim:Tum chaho to humari kabhi ladai hoga hi nahi.
Meerab:To tum chahte ho aab mein Tumhare sath pyare bhare baten karo?
Murtasim:Shohar hu pyari bhare baten sunne ka haq rakhta hu.Gunah nahi milega tumhe.
Meerab:Shohar Aur tum?Us waqt tumhe khayal nahi aaya mein tumhari biwi hu jab tumhare maa Mujhe itni baten suna rahe the.
Murtasim:Bade hai mein kiya keh sakta tha.Tum bhi apni zaban ko thoda control mein rakha karo.Har baat pe behes karna jaruri nahi hota.
Meerab:Seriously yeh baat tum Mujhe keh rahe ho ke mein bardast karo unke woh karwi baten.Mein bhi kisse baat kar rahi ho.Is qaid khane ka to qaidi hu mein.Meri parwah kis ko hogi yaha.
Murtasim:Tum Mujhe apnao sab tumhara ho jayenge.
Meerab:Muft mein bhi na apnao tumhe.Yeh sab jo mere sath ho raha hai in sab ki zimmedar tum ho woh baat itni asani se kaise bhul sakti hu mein.Tumhe to mein chodungi nahi.

Murtasim holds her hand and said;

Murtasim:Please Mujhe maat chodna.Agar tum Mujhe chod doge to kya hoga mera.

Meerab released her hand and said;

Meerab:Ayenda hath pakadne ki Galti bhi maat karna.

Meerab about to go but murtasim again holds her hand;

Murtasim:Hath ke sath sath pura ka pura insaan hi mera hai to kaise na pakdu hath.

Murtasim comes to her and smells her hair;

Murtasim:Pata hai tumhari balo ke kushboo mein Kuch nasha hai.Banda beqabu ho raha hai.Pata nahi kab kya kar jai.

Meerab surprised to see his this avatar.

𝑩𝒂𝒏𝒅𝒊𝒔𝒉 𝒆 𝑴𝒐𝒉𝒂𝒃𝒃𝒂𝒕 Where stories live. Discover now