tejran ki maan ki baat

849 125 4
                                    

pls comment....


At room

Both kids were sleeping...

Tejran went in the balcony

kar=ladoo.....jab tak ek baggage hamare dil mai rahega na tab tak hum iss rishte mai aage nhi badh payenge.....

teju=u are right...toh aaj maan ki baat keh hi dete hai..

kar=itne saal jo humne hamare dil mai daba ke rakha tha aaj bol hi dete hai

Both saw each other

teju=u know..jab maine tumhara ko letter padha na....mai blank ki hogayi.....muje samaj hi nhi aaya ki achanak tumhe kya hogaya?? Jiss bache ke liye tumne roz prarthna ki...uske sath tum..aaise kaise kar sakte the? But then tumhari dadi bhi toh thi...isiliye mai Taswi ko leke vaha se bhag gayi...dil mai har pal yahi sochti reheti thi ki kahi tum hamari dusri bachi ko toh vaha bech.....(she could not say it...karan was also in tears) mai Taswi ko leke mere purane ghar aagayi.....phir 2 din baad mom dad (karan;s parents) bhi vaha aagaye.....maine unse kaha ki vo tumhare pass aajaye par unhone nhi suna....toh muje kavya ki aur chinta hone lagi......par phir Taswi ki zimmedari bhi mere upar thi....usse mai zyada khilone nhi dila saki par family ka pyaar khud sara mila hume....hum chawl mai rehete the toh vo ek extended family hi thi..par jab taswi ko papa bhi hote hai ye pata chala..toh vo mujse pucha bhi karti thi ki uske papa kaha hai?? Mai ye sawal sun ke..ro jaati thi...aur vo kuch aur keh hi nhi payi thi ...usmai na muje har pal tumhari hi chavi dikhti thi..muje defend karna..mere liye fight karna...kisi se nhi daarna...aapni maa ki himmat bani vo.......mai tumse nafrat bohot karti thi par ye bhi soch ti thi ki kash hum uss vakt bhi sath hote....

kar=jab tu taswi ko lekar gayi thi na uske 10 mins baad mai tere hospital room mai aaya tha....pink aur white balloons ke sath...vo chote baby frock ke sath.....ek tere liye vo bada frock..jo same tha...maine bhi same t shirt laya tha...ki hum chaaro same same pehenege...par jab mai room mai aaya toh tu aur taswi nhi the vaha...vaha thi toh bas ek bachi...jo bohot roo rahi thi......Kavya.....doctor aur pura staff ne tuje bohot dhundha..par tu nhi mili..mom dad bhi vaha se chale gaye the tere pass....mere pass toh koi tha bhi nhi...phir doc ne bola ki maa ka dhudh toh aab nhi mil payega toh maine usse milk powder aur bahar se hi dudh lake pilaya..jiske vajah se uski immunity power weak hogayi...muje tuj pe bohot gussa aaya tha ki teri wajah se meri Kavu ki yeh halat hai aur meri dusri beti mujse dur hai....beti hi kya?? Mom dad bhi tere pass aagaye the....kavu ko kaise sambhalna hai muje pata hi nhi tha...par ha ye pata tha ki aab jo bhi karna hai muje hi karna hai..maine youtube video dekhe aur naye naye experiments kiye...Kavu na teri tarah hi hai..soft,innocent,caring.....thoda bhi gussa kar lu na toh roone lagti hai....meri narazgi seh hi nhi sakti......phir maine new business khola......aur Omi as mera manager aaya.....Omi ne bohot help ki meri Kavya ko sambhalne ki..maine soch liya tha ki family ka sukh bhale hi mai usse nhi de saka par ha.....jiss bhi cheeze pe meri beti ki nazar jayegi...jo bhi usse acha lagega vo mai usse lake dunga......i hated u...but deep down i missed staying with u

Both were crying till now

Teju hugged him

teju=promise me ki aab hum alag nhi honge

kar=kabhi nhiiii

After some time

kar=acha abhi....biwi ji..ye toh boliye ki honeymoon pe kaha jana hai?

Teju blushed

teju=honeymoon pe jayenge par bacho ke sath....

kar=wow...honeymoon pe bacho ke sath ...what a funn(sarcasm)

teju=sunny...

kar=par jaye kaha?

teju=dekho...kal weekend hai toh yahi kaha pass mai jaate hai...bacho ke school bhi hai..unke vacations mai jate hai kahi aur ghumne

kar=ok....hm...manali chalte hai...mai villa bhi book karta hu

teju=done,....now lets sleep

kar=suhagraat ke din..

teju=ayeee....bache soo rahe haii

kar=ha toh hum yaha chupke se...

teju=andar jake soo jate hai..bye sunny...

She went to sleep

kar=huh..bye sunny(mimicking him)

teju=balcony mai sone ka irada hai kya??

kar=aaya maiiii

Teju chuckled

And all 4 slept peacefully 


pls vote and comment 

next part= trip to manali

RELATIONSWhere stories live. Discover now