"kesi mahila hai ye Hiya ji....samjhti kya hai ye khud ko...matlab uchaadhikari hai humari toh apna gulam samjhne lgti hai...aab aap hi btaiye esa hota hai kya" Anubhav said angrily to Hiya who was standing with a fake sad expression and smirk inside
"Aab kya hi Batye...boss hai isiliye karni padti hai chap lusi...Varna iss jesi arrogant aurat ko toh mai muh Tak naa lgau" Hiya said with a fake sadness
"Toh aap bhi chod dijiye ye naukri...wada karte hai isse lakh Guna zyada achi naukri dilayenge apko...humara ek mitr hai jise aap jesi kaushal mahila ki avashyakta hai "
"No ways... aree jo maza tede ho kar pith mai chura ghup kar naukri karne mai aata hai vo ache baan kar kha aata hai"
"Ye baat toh apne sauna Ane saath khi.....vese Aisa kya kya kar chuki hai aab Tak aap jo hume lge ki aap bhi humari shrini ki karam chari hai"
"Sh..shirni .....what?????"
"Shrini shrini... level "
"Mera chodo apna batao tumne Aisa kya Kiya hai??? Yha toh sab tumhare gun gaan karte nhi thakte...even vo gussal chodail...humari vo 2 Kodi ki boss...bhi tumhare itna close hai"
"Aree aise hi toh apne uchaadhikari ka dil jeeta jata hai...unhe mithi mithi baato mai fasao...unke karib jaao aur fir mauka milte hi kar do apna asli karye purn"
"Ohho tum toh merse bhi 2kadam aage nikle...mujhe toh lga tha ki tum sidhe sadhe, imandar naukri karne wale insaan ho...but who knows ki tum bhot tedi kheer ho"
"Vo toh hai... parantu humare swal toh vhi ka vhi rhe gya...bataiye apne kya kya Kiya hai Aaj Tak jise hum apko Ani shreni arthat level ka bula sake????"
"Aree ye pucho kya nhi Kiya hai....iss office mai jitne bhi naukriya gyi hai naa uska 50% credit mere ko jata hai....bichare bade imandar the isiliye naukri se haat dho bethe....aur toh aur tumse phele Jo accountant tha usse bhi mene hi nikalvaya tha...uss Haseena Mallik ka trust Jeet kar Kai logo pai juthe allegations lgvaye hai...aur bevakof Maan bhi leti thi....arre aur bhi bhot kuch karte iski naak ke niche se aur isko pta bhi nhi chalta ""Accha itna sarre kaam kar kar thak gyi hogi...lo Pani pii lo" someone tapped Hiya's shoulder while forwarding a glass of water
Hiya without looking back took the glass and mumumed thanks and start drinking water
But suddenly she felt some wrong and turned to find the biggest shock of her life
Haseena was standing interlocking her arms over her chest and glaring Hiya with calm but angry blood shot eyes... beside her Datta ji was too standing with a little tensed face
"So miss Hiya Bajaj...abhi bhi kuch khena chati hai aap???"
She nods her head in no
"Finally aab apko aur koi jhut nhi bolna...Shak toh Hume phele se tha ki khi na khi tum achi ladki ho hi nhi...but aaj ye sabit bhi hogya ki I was absolutely correct...andaza bhi hai tumhe ki kitne begunaho ko tumhari wajah se humne saza de hai???...par tumhe kya hi farak padega...tum jese toh insaan khelvane ke layak bhi nhi ho...." She said calmly and bit angrily"I m sor..." Hiya cut off by Haseena
"I don't want ur sorry... just leave from the front of my eyes....and remember agar aaj ke baad tum mujhe meri ankho ke samne bhi dekhi yaa meri company ke aas paas dikhi toh Mai tumhara kya haal karungi ye shyad tumne kbhi apne bhayanak se bhayanak sapne Mai bhi nhi socha hoga....and itne saalo se mere saath kaam kar rhi ho so u might well aware that I own my words" Haseena said angrily and dangerously
"But ma......" She again cut off
"I said leave" Haseena roared
Hiya started going out and glanced Datta ji who blinked his eyes and assured her
"I m sorry Anubhav tumhe itna sab kuch sunna pada apne Barre mai...and thank u iss plan mai saath liye"
Haseena said Anubhav softly
"Nhi nhi mam iski avashakta nhi hai...aur vese bhi aap humari mitr hai aur mitrta mai no sorry no thank u" He said smilingly
She too smiled a bit and it was first time she smiled in front of someone.... Anubhav and Datta ji both got shocked to see her smiling and thought "ye smile bhi karti hai"______________________________________
Anubhav .... in his cabin..... engaged with his deep thoughts while her elbows resting on the table
Anubhav POV
Pheli baar Samjh nhi aa rha ki asli apradhi kon hai....ek taraf Haseena ji hai jinhe dekh kar ya unse baat kar kar kbhi lgta hi nhi ki vo apradhi ho bhi sakti hai....jo insaan khud anyay ke khilaf ho vo kese itna bada apradh kar sakta hai....aur dusri taraf humare uchaadhikari jinhe ye lgta hai ki apradhi aur koi nhi blki Haseena ji hi hai....samjh nhi aa rha agar apradhi khud haseena ji hi hai toh vo hiya ko jo ki unki drug dealing gang ka ek enhm (important) hisa hai usse naukri se kyu niklti...upar se sir ki vo baat
Flashback of the day when Anubhav went to meet up his friend from the Haseena's car
"Jai Hind Sir" "Jai Hind"
"Khaiye sir iss wakt aap yha...kese???" Anubhav asked to his senior
"Kya bhana bnaya apni boss madam se???" His senior asked smilingly
"Ki hum apne ek mitr se Milne Jaa rhe hai...sir jldi btaiye zyada samay nhi hai humare pass... Haseena Mallik apne samay ki bhot pkki insaan hai...unhone hume sirf 2 minute ka samay de kar yha Ane ki anumati di hai"
"Intelligence ki khabar hai ki 2 din baad Haseena Mallik aur uski gang ek bhot badi meeting karne Wale hai aur vo bhi uski company mai hi...taki kisi ko Kano kan kbhar bhi naa lge"
"Hum samajh gye sir"
"Vese aab Tak kya kya pta lgaya hai tumne???"
"Sir sach khe toh Hume toh abhi bhi unpar rati bhar ka Shak nhi hua...par haa ye pta lgaya hai ki vo kisi par zyada bharosa nhi karti sivaye 2logo ke...unke PA Datta ji jo humesha unke saath rhekar office samhalte hai aur dusri unki maa saman head servant Aunt Clara...pta nhi kyu par vo unse bhavnatmak roop se Judi Hui hai...apne kisi atit ke karan"
"Thik hai aur pta lgao aur 2din baad hume report Karo"
"Ji sir...Jai Hind Sir "His chain of thoughts were broken by billu from whom he ordered a cup of tea
As sip the tea hi splits away from his mouth and asked billu "shriman hume Marne ki vyavastha ki hai kya apne""Mera naam shriman nhi billu hai...billu champat"
"Shriman arthat mahudye... Mr ""Ohhhh....Sir apka toh ye chai first time hai...baki sab ko toh adat ho gyi hai...vo kya hai naa company ke bhar ek hi chai wala hai... badnam chai wala...vo bechta toh isse special chai bolke hai lekin bnata zher ko compete karte huye...par koi baat nhi dhere dhere aadat ho jayegi apko...relax"
"Aab iski avashakta nhi hai...hume bina chai ke rhe lenge....kyuki agar ye piya toh hum sidha swarg sidhar jayenge"
"As u wish" He left the cabin
"Yha sab ek se ek mahan vyakti ka chyan hua hua hai" Anubhav shook his head in disbelief....He then goes to Haseena's cabin with some files
To be continued....
Upcoming: Reliving Past✨
So aaj pyare pyare readers ke liye ek vishesh sochna...kal se ur fav writer ji ka school khul rha hai so shyad update late ho skti...so pls co-operate ...and vote and comment zarur karke jaye.... plssssssss
So aajke liye Namaste Khuda Hafeez Byee byee Tata 👋✨❤️

YOU ARE READING
TOGETHER....BUT WHY????
RomanceANUBHAV SINGH A sweet, orphan,BHADRPURUSH(gentleman 🤭) and handsome man who loves to talk in his mother tongue Hindi. He is an IB agent ... A true patriot of his country and believes in country love than loving a girl HASEENA MALIK A strong headed...