Sorry for late...
Next Day..( Morning)
Simar - Papa lunch
Avinash - ha beta.. thank you
Avinash Gone
Reema - simmi
Simar - ha di
Reema - teri date kaisi thi aarav ke sath ( teasing )
Simar - hmm achi thi ik min kya
Reema - acha jii tum dono date kar rahe ho
Simar - dii aisa kuch nahi hai
Reema - aree yahi hai
Simar - dii ( Blushing )
Reema - ufff ye sharmana...Simmi tu maan ya na maan tu aarav ko kahi na kahi like karti hai
Simar - dii nahi wo sirf mere best friend hai
Reema - simmi main keh rahi na wo tere liye best friend se jyada hai
Simar - di buss karo
Reema - okayyy ( Start having breakfast )
Oswal Family -:
Aarav - chote uth ja
Vivaan - bhai buss 5 min
Aarav - aree acha rukk
Aarav throw some watar sprinkle on his face
Vivaan - bhagooo barishhhh
Aarav started laughing
Vivaan - bhai aap bohot bure ho
Aarav - acha tujhe itni derr utha raha hu tu utne ka naam hi nahi le raha tu mujhe yahi karna pada i am sorry
Vivaan - jao nahi karunga baat
Aarav - sorry please maf kar de
Vivaan - thik hai waise kal aap simar se milene gye the kaisi thi
Aarav - hmm achi thi ( dreaming )
Vivaan - acha ( teasing ) aur kaise dikh rahi thi
Aarav - bohot sundar bilkul ik Angel meri angel
Vivaan ( loudly ) - meriii angell
Aarav out of his world
Aarav - aaa wohh kuch nahi
Vivaan - nahi bhai aapne kya kaha meri kyaa
Aarav - kuch nahi kaha
Vivaan laugh - bhai mujhe lagta hai aapko simar ji se pyaar hone laga hai
Aarav ( shocked ) - kyaa nahi tu na kuch bhi keh raha hai
Vivaan - are sach keh raha hu acha aap batao ab aap unko dekhe bina reh sakte ho
Aarav - huhh
Vivaan - bolo
Aarav - nahi
Vivaan - acha aur agar aap unhe kho do to reh pauge
Aarav - kabhi nahi tu Aisa keh bhi kaise sakta hai
Vivaan - acha baba nahi bolunga lakin aap batao agar unhone kisi aur shadi ya pyaar kar liya thoo
Aarav - vivaannn simar sirf meri hai main usee kisi aur ka nahi hone dunga kabhi nahi she is mine only mine
Vivaan Smile - bhai you have fall in love ( vivaan started singing ) Tum kya milee tum kya mile hum na rahe hum tum kya mile...
Aarav in mind - sach main main simar se pyaar karta huu ( started Smiling)
Aarav - chote tu fresh ho ja
Vivaan - okay shahjahan main ja rah hu apni mumtaz ko yaad karo
Aarav - tu ja raha hai ya nahi
Vivaan - ja raha hu bhai bhadak kyu rahe ho
Vivaan gone -:
Aarav - pyaar simar se i can't believe simar..
I LOVE YOU...FOREVER AND EVEN. MAIN JAB TAK ZINDA HU ZAB TAK MERI SAANSE CHAL RAHI HAI TAB TAK MAIN TUMSE BEINTEHA , BEPANAH, BEHAD MOHOBBAT KARUGA..I LOVE YOU TILL THE END OF MY LIFE 🧿💟Vivaan from washroom - maine sunn liya
Aarav - chupp kar ( while blushing )
Aarav started remembering their moments..
Aarav - lakin agar simar mujhse pyaar nahi karti tho agar maine usee kho diya nahi main ye sehen nahi kar pauga wo mujhse naraz ho gyi tho main ye bardasht nahi kar pauga Main simar ko nahi batauga ki main usee pyaar karta hu
Gitanjali Heard Aarav and Vivaan conversation from door
Gitanjali - hyy matarani sukriya aapne aarav ko ehsas dila diya ab buss simar ko bhi ehsas ho jaye uski aankhon main hame aarav ke liye pyaar aur parwah dikhti hai hai aur hum jante hai simar bhi aarav se utna hi pyaar karti hai jitna aarav simar se...bus mata rani ab sab aapke haatho main hai
JAI MA DURGAPart End -:
- Byy have a great time
YOU ARE READING
Aap Hamari Jaan Ban Gye </3
FantasyAarav - Aapki tarif main kya kahe aap hamari jaan ban gye ❤️✨ Simar - Blushed 🌿 Bachpan Ke Best Friend....Ya Future Love ♾️💕