Chapter - 5

622 23 7
                                    

Next day they all got ready to leave for Hyderabad. In all this Meerab and milli were to excited to attend the functions because they love to attend them and dancing was what they enjoy the most at these events. They even took Sasha along with them as she was the only kid left in their family so they thought why to leave her too she should also enjoy a bit there with them .

As everyone was ready and luggage was kept in the car's trunk by the driver and now it was just them to settle down in the cars . So they decided that in one car elders will go and in adam's car Adam , Neha , Sarmad, milli , Sasha and maha , Mehar in her arms . While In Murtasim's car Meerab will accompany him .

Though Meerab and Murtasim felt little awkward but inside they were feeling giddy and excited to have a journey together without any trouble or teasing by their family.

Murtasim: are you ready to go with me miss Meerab ?

Meerab : of course I am ever ready to travel I just live travelling she said sitting herself on the passenger seat. Mr khan ab aap bhi aa jao aur chalo sab chale gaye hain . We will get late and I don't want to get late this time and give everyone a benefit of doubt about us .

Murtasim sat on drivers seat and started his car and said koi apko kuch nhi Kahega relax aur vese bhi hum dost hai Dotson main masti Mazak toh chahta hai nahi ?

Meerab : Haan chalta toh hai aur mujhsa bada mastikhor koi nhi hai tumhe pata hai main haya ki shadi ke liya itnib excited kyun hun ?

Murtasim: nahi aap Bolein kyun aap itni excited?

Meerab : Kyuki shadi main naach gana hota hai dholki hoti hai bhut sare log beautiful decor lights yummy food aur phir I love get ready ready for every occasion like i own it aur mehndi bhi toh flaunt karni hoti hai aur phir dher sari photographs .

Murtasim: mashallah apke toh bade Sapna hai shadi ke lagta hai apni shadi main kisi bhi cheez ki compromise nhi hona dengi aap .

Meerab : bilkul jitni extraordinary main hun itni hi extraordinary meri shadi hogi aur agar koi tokega toh Uska intezaam tum kar Lena Kyuki main apna shaunk kisi Ke liya chodne nhi wali hun after all shadi zindagi mein ek baar hoti hai isse ache se nhi jiya toh kya jiya . Because at the end of the day it will become a beautiful memory forever and whenever we will think or watch it we will be able remember good moments we spent the time of our special day . You know shadi ke liya mera Sapna bhut bade hain I don't know if anyone could be able to fulfill it but I hope so someday someone do it for me .

Murtasim: apki khwahishein sun ker acha laga . Main hun main Apki Jo bhi khwahish hogi voh main puri karunga chinta mat karo bas ek baar Haan toh bolo ek ek cheez puri hogi sabko manana meri zimmedari ha.

Meerab : Haan toh bol dungi uske liya thodi imtehaan toh deco khwahish bhi pata Chal jayegi itni Jaldi nhi kara karta murtasim kyuki you see Jaldi ka kaam Shaitan ka hota hai and I believe na main shaitan hun na tum toh Abhi philhal apna bhai bhen ki shadi enjoy karo apni shadi ke sapna thoda ruk ker sajana.

Murtasim: ab sabr karne keh Rahi hi rahi hi toh voh toh main kab se kar raha hun aur Rahi baat imtehaan ki toh hum imtehaan se nhi darta challenge hai khud se apko apni mohabaat main ek din giraftaar kar hi lenga aur voh din bhut Jaldi Ayega.

Meerab : acha aap toh esa bol rahe ho jaisa aap already meri mohabaat main giraftaar ho chuka hain esa hai kya ? Per agar esa hai bhi toh Maine toh esa kuch bhi nhi kiya hai jissa apko mujhsa mohabaat ho jaaye .

Murtasim: mohabaat ka toh pata nhi lekin apke Zarur ho chuka hain hume ab kisi aur ko dekhna dil gawahi nhi deta kuch toh hai aap main Jo yeh dil apko dekhe bin jee nahi pata . Aapki aankein wakai bhut khubsurat hai jee toh karta hai din bhar bas aapki Jheel si ghehri aankhon main hi dekhta Rahu . He said everything looking into her beautiful eyes .

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Feb 23 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

🌸 NASEEB SE 🌸 < M£€R@§|M FF > ( ON HOLD )Where stories live. Discover now