Part 1

238 9 0
                                    

Ekam Harleen ke pass usko divorce paper dene ja Raha hota hai kyunki nahmat ne uske sath relationship mein Rahane se mana kar diya tha tabhi tabhi Naha mat vahan per aati hai aur ek kam ko rokti hai aur bolate ki mujhe tumhare sath relationship mein rahana manjur hai per meri ek shart hai ki tum harleen ke sath shaadi ka rishta pure acchhe se nibhaoge usko wife ka hak doge usko kabhi dukh nahin doge

Ekam - Theek hai me Harleen ko wife ka hak dunga par payar me hamesha tujhse hi karunga

Nehmat - yah pyar nahin pagalpan hai Tera ek am abhi vakt hai man Jana har din ke sath Khush raha hai aur mujhe bhi Sartaj ke sath Khush Rahane de

Ekam - ab Jo bhi Ho tune mere sath rishta nibhaane ke liye han to kar diya lekin agar tu apni baat se palti to tu dekh lena Fir harleen ke sath mein kya karta

Ekam leaves from there

Nehmat in mind - ab kya karun kaise nikalun situation se bahar main apni hi bahan Ko itna bada Dhokha nahin de sakti mujhe kuchh karna hoga

In Ekam room

Harleen in mind - kya ekam kabhi bhi Nehmat  ko bhul kar mujhe apna bhi payega Nehmat uska pyar hai agar vah Nehmat ke pass jana chahta hai to main use rokungi nahin per Aakar mujhse clear to Karen kya chahta kya hai

Tabhi ekam vahan per aata hai

Ekam recall Nehmat words ki tum Harleen ko Biwi ka darja doge

Ekam - Harleen kya Aaj se hum apne past ko bhul kar ek nayi shurwat kr sakte hai

Harleen - are you sure ekam

Ekam - Ha Harleen sach me mein main Apne aage ki jindagi tumhare sath bitana chahta hun main promise karta hun ki Nehmat Ko bhool jaunga

Harleen - tum sach bol rhe ho kya tum sach me mere saath aage badhna chahate ho

Ekam - Ha after all Tum wife hai meri tumhare sath aage badhunga main abse mein ab se hamesha tumhare sath rahunga

Then Ekam hugs Harleen

Ekam in mind - tu jaisa chahti thi maine vaisa kar diya hai nehmatb agar tu ab apni baton se palti to fir tu dekhna main kya Karta Harleen ke sath lekin kya main har leen ke sath Sahi kar raha hun uske emotions ke sath khelkar main bhi kya soch Raha Hun pyar mein sahi galat kuchh nahin hota agar harleen ke sath Rahane se mujhe Mera pyar mil Sakta hai to main kyon Na rahu

Nehmat is walking about thinking ekam words and about to fall but Sartaj come and hold her

Sartaj - kya kar rahi ho dekh kar nahin chal sakti abhi gir jaati to

Nehmat - are nahin vah actually main kuchh soch rahi thi tujhse Mera Dhyan nahin Raha aur pair fisal Gaya

Sartaj - to tumhen Dhyan rakhna chahie na ab tum Akeli nahin Ho tumhare sath ek nanhi si Jaan hai Tum pregnant Ho agar tumhare bacche ko kuchh ho jata to

Hearing this Nehmat is Shocked

Nehmat - kya kya kaha aapane fir se bolna

Sartaj - han Tum pregnant Ho

Nehmat -  me Ekam ke bacche ki man banne wali hun aapko yah baat kab se pata thi

Sartaj - tab jab Tum hospital mein thi

Nehmat - He Baba ji yah kya ho gaya ab kya karun

Sartaj - Nehmat tumhe ekam Ko Bata Dena chahie ki tum uske bacche ki man banne wali ho

Nehmat - nahi bilkul nahi main ekam  ko yah baat bilkul nahin bata sakte agar Ekam ko pata chal gaya to harleen aur kam ka rishta pura khatm ho jaega

Sartaj - lekin Nehmat yah baccha ek kam ka hai use baat jaane ka pura hak hai

Ekleen and Nehtaj Ki UdaariyanWhere stories live. Discover now