7

3.4K 235 121
                                    

Meerab holding her phone and thinking about his words,he will come home after her love confession.Is she love him?She don't know about her feelings.But don't know why she is craving to see him.Again and again Murtasim's vision comes to her eyes and his confession ringing in her ears.She comes to her room and sits on the bed with absent mind.Haya sees her and asked;

"Kis soch mein ho?"

Heard her words,Meerab regained consciousn and said;

"Murtasim tab tak ghar nahi lautenge jab tak mein unse mohabbat ka izhaar na kar du."

"Murtasim bhai se sidha murtasim.Love is in the air."Haya teased her.

"Bakwas nahi karo Haya.Mein unse mohabbat nahi karti to izhar kaise karu.Pata nahi unhe ghar kaise laau?"

"Jo dil mein chupake rakhi hai woh juban pe lee au."

Meerab looked at her then takes away her gaze.

"Nazre churane se sacchai se moh nahi mor sakte.Man jau tumko bhi unse mohabbat hai.Is liye to unki lautne ki intezar mein ho."

Meerab again looks at her and said;

"Ha hu mein unki lautne ki intezar mein.Kyun ki woh meri wajah se ghar chor kar gaye hai.Agar mein us din woh sab nahi kehti to shayed yeh sab kuch nahi hota.Yeh soch soch kar mujhe khud par gussa bhi aata hi taklif bhi ho rahi hai yaar.Kash mein unse woh sari chizen nahi kehti."

Haya smiles at her and said;

"Ek baat kahu tum khud ko to dilasa de sakti hu yeh kehke us din kahi hui karwi baton ke wajah se tum afsurda ho.Tum taklef mein ho.Tum is liye unke intezar mein ho kyun ki woh tumhari wajah ghar chor ke gaye hai.Lekin Meerab tumhari ankhon se saf jhalak raha hai tumhe unse mohabbat hai.Kab kaise tum unke liye kuch khas mehsos karne lagi ho shayed tumhe bhi nahi pata hoga.Mohabbat aise hi hota hai.Mere sath bhi aise hi hua tha Naurez se mohabbat se pehle bhi mujhe ittela nahi hui mujhe us shaks se mohabbat ho jayegi."

Saying last line she takes a deep breath and said;

"Tum apni pastave se jyada unke liye tarap rahi ho..

Meerab takes away her words and said;

"Nahi yaar mujhe nahi hai unse mohabbat."

"Sacchai se jitna chahe jhutla lo lekin sacchai to sacchai hoti hai.Tum yeh baat bhi nahi maan payi jab maine tumhe bataya tha unke dil mein tumhare liye kuch hai.Lekin akhir mein sacchai aa gayi na tumhare aage.Pata chal gaya kafi barson se woh tumse mohabbat karte hai.Abhi tumhe unse mohabbat hai aur tum man hi pa rahi ho lekin ankhon se saf jhalak rahi hai woh mohabbat.Is liye to har roz ro ro ke apni takiye ko apni ansu se bhigati ho.Jab se ghar chor kar gaye hai woh ek bhi din ya raat aisa nahi gaya ho jab tumne unka phone try nahi kiya ho.Har roz duayen mangti ho taki woh jaha hai mehfoz rahe.Yeh sab to koi pastave mein nahi kar sakta jab tak uske dil mein koi khas jaga na ho kisi ke liye."

Meerab closed her eyes and takes a deep breath and said;

"Nahi mujhe Murtasim se mohabbat bilkul nahi ho sakti.Mujhe bas apni kahi hui alfaz pe pastava hai is liye mein aisa mehsos kar rahi hu.Aur kuch nahi."

Meerab confused about her feelings.She also knows whatever she feeling about him its something very different.Is it just guilt or love she can't understand.

__________________________________

It's gone one month since Murtasim left the house.Every single day Meerab fights with her heart and mind for what she feels about him.Heart said she loves him but mind rejects it.After fighting with so long she finally admits,she fall in love with him.Whatever she feels past few days it's not just the guilt but the feeling towards him.

Meerab takes her phone and calls him.He takes the call after few rings.They didn't communicate after last conversation.Murtasim takes the call and asked;

"Bolo sun raha hu."

"Aap kab lautoge ghar?"She asked in low tone.

"Jab tum apni dil ki baat bologe."He replied him.

"Mein aap ko dekhne ke liye har waqt tarap rahi hu.Mein aap ki intezar mein ek ek paal guzar rahi hu.Aap ke begair mein ji to rahi hu lekin saans lena mushkil hai.Murtasim aap please ghar aa jai."

Murtasim understand her indirect confession and tears drop off his eyes out of happiness.He said in shivery voice;

"Aa jao ghar lekin kis ke liye?"

"Mere liye."She replied.

"Kaal tak laut aayunga ghar.Mere intezar karna."

__________________________________

Meerab is standing holding the barrier of the balcony. The vehicles that are running in the night city are watching intently.Her mind is not in the around.Watching people walk on the sidewalks on the side of the road.From behind,Murtasim is standing with his hands in his pockets for a long time.

"Agar bahar dekhna khatam ho gaya to kuch nazar is bande par bhi dal do."

After the confession,She feels shy to come infront of him.But when he requests her to meet him in the terrace,she can't resist herself to come.He comes to her and asked;

"Maa se suna pichle kuch din se tum thik se khaya piya nahi.Tabiyet bhi kuch thik nahi thi.Kiya hua tha tumhe."

Meerab looked at his eyes and said;

"Bahar ki bimari sab ko nazar aata hai lekin jinke liye andar hi andar tarap rahi thi unhe kya is baat ka ilm hai."

Meerab turned to the other side.Murtasim turned back to her and says in a normal voice;

"Yeh tarap ne ki wajah kiya hai?"

"Meri tarap ne ki wajah aap hai.Jab se aap gaye tab se mujhe raat ko neend nahi aayi.Aap ne meri phone nahi uthaya dil mein hazaron bure khayal aaye.Dar rahi thi kahin mein aap ko kho na du.

Murtasim pulled her hand and softened her face and said;

"Tumhari khushi ke khatir chala gaya tha yaha se.Mujhe laga mere mojudgi se shayed tumhe taklif hoti hai.Socha agar mere chale jane se hi tum khush rahoge to chala jata hu.Lekin pata nahi tha mere judai ki ghum ne kisi ko andar hi andar tarpa dega.Tumhe taklif dene ka hargiz irada nahi tha mera."

Meerab smiles and said;

"Jo hota hai acche ke liye hi hota hai.Aap se dur reh kar mujhe aap ki mojugdi ka ehsas hua hai.Mujhe pata chala aap mere liye kiya maine rakhte hai.Bohot mushkil se hi sahi lekin mein man gaya hu aap ke liye mein kya mehsos karta hu."

__________________________________
I will try my best to update regularly.

Don't forget to give me your feedback.

Keep voting.Your support means a lot.

𝗔𝗮𝗿𝘇𝗼𝗼Where stories live. Discover now