|•Kabutar•|✨

205 27 36
                                    

~•~•~•~•~•~•~•~•~•~

All characters and all the content in this story is totally fiction...there is no connection of it in reality with any religion,caste, culture,etc.

~•~•~•~•~•~•~•~•~•~

Continuing from previous....

In Mewar

Anubhav untie the thread around the letter and unrolled it carefully...

••••

Ye chithi agar aapko mili hai toh matlab shyad aap vhi insaan hai jiski hume iss vaqt sabse zyada zarurat hai...nhi jante ki aap kon hai aur naa hi aap kbhi Jaan payenge paruntu aapse apna dukh baatna chate hai...humne ek kitaab mai paada tha ki jab bhi koi mushkil yaa fir dukh sataye toh usse iss tarah chithi mai likh kar kabutar jii ko de do aur apni kismat ki chaabi bhagwan ke haatho Mai samarpit kardo...pta nhi aap kya soch rhe honge humare bare Mai par itna daave ke saath khe sakte hai ki hume murkh samajh rhe honge aap... paruntu kya kare...choti ayu se hi humne jis kaarye mai kushalta haasil Kari aaj jab ussi kaarye mai humare Bhasa ko humari sabse zyada avashyakta hai toh vo hume karne nhi de rhe vo bhi sirf humare ladki hone ke karan... socha nhi tha kbhi parantu aaj laag rha hai ki kaash hum bhi ladka hote toh shyad ye din naa dekhna padta...aur aap ka dhanyawad vo aapne humare iss khaat ko paada... agar aap ke paas humare iss pareshaani ka haal ho toh kripya jis madhyam se humne aap ko chithi likhi ussi madhyam se kripya aap bhi hume chithi likhe

~ Ek dukhi aur bebaas Mahila

••••

ANUBHAV POV

Ye kese mumkin hai...ye toh humari samasya thi...aab humari samasya bhi logo mai prashad ki tarah baat gyi kya... paruntu iss samasya ka nivaran kese dundhe...aur hume aapni samasya se aadhik iss chithi wali mahila ki samasya ki chinta kyu hone lgi ek dum se...par ek baat toh saaf hai ki ho sakta hai humari pareshani ka sahi samadhan shyad unki samasya ka bhi ho...par kya???

He engulfed in his thoughts for any possible solution

------------------

Meanwhile
In Jaipur

"Bhasa hum khe rhe hai naa apse ki ek baar hume prayas karne dijiye...hum sab thik kar denge...humare aandar aapki pure rajye ki Sena ko harane jitna Baal hai toh Mewar rajya ki Sena kya hai humare liye...ek baar hume koshish toh karne dijiye" Haseena plead to her father

"Bilkul bhi nhi Haseena...tum putri ho humari aur hum apni putri ko jaang mai ladne nhi Dene Jaa sakte...arre tum iss rajye ka saaman ho aur iss tarah ladki ko jaang ke maidan mai mardo ke samne ladne ke liye nhi chod sakte hum" Maharaj Shekhawat Mallik said in his dominate voice

"Toh Hume paida hote hi maar dena chahiye tha na apko taki essi samasya hi naa utpan ho" Haseena shouted in top of her voice

"HASEENA!!!!!!" Maharaj Shekhawat Mallik shouted to stop her saying any further
" Maharani sahiba...abhi ke abhi rajkumari Haseena ko nazar band kar diya jaye...aur jab Tak ye yudh khatam nhi hota inhe inke kaksh se bahar kadam bhi naa rakhne Diya Jaye" Maharaj Shekhawat Mallik ordered while Haseena's eye's were all red due to her uncontrollable anger and tears which currently started decending her soft cheeks due to her father's punishment for her

ANUSEENA ~ THE SAGA CONTINUES ✨Where stories live. Discover now