chapter 16

241 14 10
                                    

Hi gais hope you like today's chapter 🥰

Hoshiarchand pov

Sharma uncle - toh yn ki shadi ka toh hogaya abhi Neha

Hoshiarchand - ha uska bhi 1 saal baad ho jayega

Sharma uncle - ha ji waise aap badi dayalu ho

Hoshiarchand - kyu

Sharma uncle - woh aap se Amir na hoti huye bhi ye sab

Hoshiarchand - kon??

Sharama uncle - arey javin

Hoshiarchand - matlab mhuje nahi shamja

Sharma uncle - arey woh ladka na eik number ka Gunda hai . Jabse uske maa baap  maar gaye tabse gundagardi karta hai . Ye sab uske baap ke property hai. Lagta hai apne ghar dekh kar rista pakka kar diya
( Author - ha ha ). Uske papa ke company hai bhaut bade par usne usko dekha nahi woh company loss mai chale gaye Mishra ji ( javin ke papa) marne se . Haam sabne usko bola tha tum apne papa ke company sambalo but woh mana hi nahi . Woh abhi kuch kaam nahi karta. Ha par merko kal shamja I mean merko kaal news lagi ki woh abhi eik company mai jata hai as a employee kaam karne .

Hoshiarchand - kya woh aisa hai

Sharama uncle - ha apko pata nahi tha kya . Arey woh toh ciggerate bhi Peta hai.

Hoshiarchand -😮

Phir hoshiarchand gusse mai jata hai

Hall
Sabhi yn family aur javin family sofe par bethe hai

Hoshiarchand - ye shadi nahi hoge

Neha - kya

Hoshiarchand - sunai nahi deta ye shadi nahi hoge !!!!

Yn- papa par-

Hoshiarchand - YE SHADDI NAHI HOGI !!!

Geeta - beta hua kya hai par

Hoshiarchand javin ke collar pakad ta hai .

Hoshiarchand - teri himmat kaise hua merko fasane ki .

Javin- lagta hai apko pata chal gaya mai abhi apko wahi batane wala tha par aap nahi -

Hoshiarchand - chup

Javin- par meri baat toh suno.

Hoshiarchand - CHUP

Naman - arey hua kya hai koye bataye ga

Hoshiarchand - ye javin ne yn ko aur humko fasaya hai.

Naman- kaise ??

Hoshiarchand - *tells everything*

Yn ke akhon se aasu nikal rahi thi.

¡Ay! Esta imagen no sigue nuestras pautas de contenido. Para continuar la publicación, intente quitarla o subir otra.
bade baap ke beti ( Completed )Donde viven las historias. Descúbrelo ahora