Chapter 20

536 50 5
                                    

Lets leave MoRan alone.

Mumbai

CID Bureau

Abhijeet: Hame ismai sharp shooter ki jarurat pad sakhti hai.

Daya: Aur hamare pass sirf 2 sharp shooter hai. Kavin aur divya.

Abhijeet: Divya toh practice kar rahi hai. We only have kavin. Usse bulana hoga.

Daya: Hmm.

Delhi

Kavin came downstairs.

Kavin: Dad mujhe nikalna hoga.

Sooraj: Kya ho gaya? Saab thik?

Kavin: Haa saab thik hai. Duty bula rahi hai.

Sooraj: Thik hai Beta jao. Aur apna khayal rakhna.

Kavin: Ji dad.

He hugged him then neil.

Neil: Come soon.

Kavin: Jane dega tabhi toh vapis aaugana.

Neil: Haa mere baap. Jaa.

Then he side hugged Yuvika.

Kavin: Bhabhi apke sandwich ko bahoot miss karuga main.

Yuvika: Aur hum saab tumhe.

Kavin: Toh mai chalu?

Yuvika: Haa. Bye.

Kavin: Bye bhabhi bye neil bye dad.

3: Bye.

He left from there.

Mumbai

CID Bureau

Kavin came and with help of him the case was solved.

At Night

Delhi

Yuvil Room

Both were doing their work. Just than yuvika's phone rang. She received call.

Yuvika: Haa KM bolo.

Neil in mind: Ye Yuvika ko itne raat mai call kyu kar raha hai? Gadha kahi ka. Hamesha meri yuvi ke ass pass... ek min kya kaha maine? Meri yuvi... neil what's wrong with you yaar?

Yuvika was talking with him.

Neil: Yuvika so jao kal office nhi jana?

Yuvika: Haa. Bye Kartik. Mujhe sone jana hai.

She hang up.

She went to bed and layed on her side. And slept. Neil went to her side. And saw her cute, innocent face. He smiled and kissed on her forehead.

Neil: Yuvika. Pyaar ka natak karte karte kab sach mai tumse Pyaar ho gaya pata hi nhi chala. Haa Yuvika I really really love you. ❤

He again kissed on her forehead and slept while hugging her.

Next Day

Mumbai

CID Bureau

Kavin entered inside Bureau. And saw all were looking sad.

Kavin to Dushyant: Kya baat hai? Sabke chehere kyu itne utre huwe hai?

Dushyant looks at others. And nodded in no. Abhidaya also nodded in no. Same with girls.

Kavin: Aree huwa kya hai?

Purvi came there.

Purvi: Kya ho raha hai yahape?

Kavin: Pata nhi mam. Muh latka ke khade hai saab. Aur puch raha hu toh bata bhi nhi rahe hai.

Purvi understood why all were sad.

Purvi: Ab itne bhi saal nhi huwe hai mujhe yaha pe. Ki mere jane baad saab mujhe itna miss karoge.

Kavin: Ek min... ek min... aap kahi jaa rahi ho?

Purvi: Haa. Mizoram jaa rahi hu.

Kavin: Mission pe?

Purvi: Nhi.

Kavin: Toh phir?

Purvi: Transfer huwa hai mera.

Kavin became shocked and looked at everyone.

Kavin: Tran... transfer!

Purvi: Hmm. Kal reporting hai. Aaj raat ki flight hai. Chalti hu.

Sachin: Mam main apko Airport chor deta hu.

Purvi: Hmm.

Purvi meet with everyone in Bureau.

Purvi: I will miss you all.

All: We too.

Kavin hurriedly went to canteen. Tears were falling on his cheeks.

Purvi was aware of his feelings.

Purvi in mind: I know kavin ki tum mere liye kuch feel karte ho. Lekin mai kisi ko bhi apne liye feel karne nhi de sakhti. Mera past ki vajah se mai tumhara present aur future barbad nhi kar sakhti. I am sorry.

Canteen

Kavin Crying: I LOVE YOU ❤. I love you Purvi Mam. Zindagi mai pehli baar pyaar kiya tha. Aur... aap mujhe ese hi chor ke chali jaogi. No Mam. Mai esa nhi hone duga. Mai apko ese hi jane nhi duga.

He wiped his tears and went again to Bureau and saw purvi came out from acp sir cabin.

He went to her. All were present there.

Kavin: Mam mujhe apse baat karni hai.

Purvi: Haa bolo kavin.

Kavin: Mam...

He caught courage.

Kavin: Mam I love you ❤.

Purvi was not shocked because she was knowing this was upcoming story. And she was prepared to break his heart.

Purvi fake anger: Kavin. How dare you? Ye respect karte ho tum apne senior ko?

And like this she insulted him a lot and left from there leaving a shocked kavin and cid team back.

Kavin went to his home and cried a lot.

Purvi went to airport while crying and borded to mizoram.

Next Day

Kavin came to Bureau. He was all silent.

Deolali

Everything between MoRan was going good. They were living happily together.

TO BE CONTINUED

Ishq wala love Where stories live. Discover now