Chapter 7

118 6 2
                                    

In morning:
Abhi or sid subha jaldi uth jata haan ready hona k baad Meeting room jata haan mission ki planning k lia
In meeting room:

Chief enter hotay haan meeting room ma or sab kharay ho ker salute kartay haan Chief:Sit down everyone or start the meeting Captain abhi Abhi:abhi sara plan bata deta haan sab ko Chief:Good Plan Captain Abhi Ahhi:Thank you ChiefAbhi,kartik or sid ...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Chief enter hotay haan meeting room ma or sab kharay ho ker salute kartay haan
Chief:Sit down everyone or start the meeting Captain abhi
Abhi:abhi sara plan bata deta haan sab ko
Chief:Good Plan Captain Abhi
Ahhi:Thank you Chief
Abhi,kartik or sid teeno apni team k satt mission k lia rawana ho jatay haan
Ek bara mafia King ko pakkar na hota ha jo drug dealing child abuse ,Girls rape or ider tak k bacho ko maar ker unka spare parts bi sale karta hota ha and
Bhot se massom logo ki jaan bi li hoti ha mafia gang name Black Tigers
CHENTAN HANSRAJ :

Chief enter hotay haan meeting room ma or sab kharay ho ker salute kartay haan Chief:Sit down everyone or start the meeting Captain abhi Abhi:abhi sara plan bata deta haan sab ko Chief:Good Plan Captain Abhi Ahhi:Thank you ChiefAbhi,kartik or sid ...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Name:Chentan hansraj
As a leader name use:Raj
Gang name:Black tigers
Profession:King of mafia world
He is so merciless and rude person hè don't care for anyone He has no parents he is a orphange he kill people like killing machine He always in angry mood he don't leave anyone who betray him if anyone try to betray him then he/She will be dead in the next second he is a fighters ,Sharp shooter

Guys I don't hate him
But I use him just for fan fiction

Ab ma ap ko batati hoon k yeh mission karna teeno kui aya haan yeh mission karna iss lia aya haan kui k yeh jo raj ha na yeh chahta ha k president ko maar ker khud president ban jai or hukumat karay pura mulak par logo par zulam karay or najana kitna massom bacho ka spare parts sale karay

Aj raj ka plan ha k woh ek school par attack karay ga or phir president ko damki da ga ager president maan gaya toh theak warna phir sab bachay gaya apni jaan se
Raj na president ko kafi dafa damki di k tum resign kar do but president ek bhadur insan ha woh apna dash k logo ki hifazat karna chahta ha or unko k zalim insan k haat nahi lagna dena chahta iss lia president raj ki sab damkiyon se nahi darta but ab toh raj na haad he kar di ha raj na president ko damki di ha k ager president na aj yeh jaga chorna k lia resign nahi kia toh woh Ek High School ma attack karay ga or sab bacho ko apna bandi bana la ga or ager iss k baad bi president nahi mana toh bacho ko mar da ga
President bhot parshen hota ha iss lia president na military se rabta kia k woh bacho ko bacha lain
President:Chief mujhe Apni jaan ki parwa nahi lakin ma chahta hoon k ap mera dash k bacho ko bachao Chief Raj aj High School India par Attack karna wala ha or Iss School ma bhot massom bacha parta haan please ap sab ko bacha lo
Chief:President ap tension nahi lo ma aj he apni team ko tayar ker k bajta hoon bacho ko kuch nahi ho ga
President:Thank you so much Chief Mujhe yakeen ha k ap iss raj ko pakar lo ga or sab bacho ko bi bacha lo ga
Chief :Shukriya ki koi zarrort nahi kui k yeh bachay mera bachay bi haan or unki hifazat karna meri zamardari ha
Iss tarha Chief na apni team ko iss mission par baja ha
Lets start the mission
Raj or uss k sara guards school k bhr attack karta haan or Sab security guards ko maar deta haan or School ma enter hota he halchal micha deta ha school enter ho ker principal ko bolta haan k kamoish rehna or khabar der police ko call ki tho warna ma sab ko maar doon ga raj apna guards ko her class ma baj deta ha k ja ker her class ki teachers or bacho ko bandi bana lo lakin kisi ko kuch maat karna jab tak ma nahi kehta

Dosri side par abhi,Sid or kartik sochta haan k kaisa enter hou jai school ma kui k unki ek choti se galti se sab ki jaan ja sakti ha
Abhi:Captain sid tum ider rukho ga or try karo School k camera ko hack karna taka ka hamay pata chal saka kidr kidr raj k guards haan or ander sirf ma or captain kartik jain ga
Sid:But Captain ma ap dono ko akela nahi jana de sakta
Abhi:Captain sid meri baat ki samaj nahi ayi ma kia bola ha
Sid:But Captain phir bi
Abhi or kartik :kuch nahi ho ga hamay
Sid sab cameras ko hack karta ha or finally cameras hack ho jata haan ab sab nazar aa raha hota ha k kidr kidr guards haan or raj kis jaga par ha
Teeno micro phone lag leta haan
Abhi:Iss micro phone k zarya Captains sid tum hamay guide karo ga
Sid:Okay captain
Sid dono ko guide karta ha k ander kaisa jana ha
Abhi or kartik back gate se enter hota haan school ma enter hota he Jo jo guard unka samna hota ha uss ko maar deta haan dono abhi left side par or kartik right side par jata ha as per sid guideline abhi jata he rooms par attack karta ha or guards k satt fight karta ha or kartik bi asa krta ha iss tarha raj or uss k baki guards chukana ho jata haan guards abhi or kartik par attack karta haan fight hoti ha sab ki abhi or kartik zakmi bi hota haan lakin dono himat nahi harta abhi or kartik sab bacho or prof ko bacha ker ek room ma safe kar deta haan or sab k satt kartik rukta ha tab he ek teacher kehti ha mera ek student jo k raj k kabza ma ha woh bhot chota ha please ap uss ko bachao
Abhi:Ms ap tension nahi lain sab theak ho jai bs ap sab Captain kartik k satt rehna
Abhi bacha ho bachna k lia bhr jata ha toh deekhta ha k bacha raj k kabza ma hota ha
Raj :Aao Captain Bacha k deekhao iss bacho ko tum na sab ko toh bacha lia lakin iss bacha ko ma maar doon ga taka sab ko pata chalay k ek Captain massom bacho ko nahi bacha saka
Abhi:SHUT UP tumhari himat kaisa hoi yeh sab bolna ki iss bacha ko kuch hou na toh ma tumhara woh haal karo ga jis ko deekh ker bara bara mafias daray ga
Raj:Hasta ha Kia kar lo ga tum Captain
Abhi:Bakwas band karo or iss bacho ko choro
Raj:Bacha sakta ho toh bacha lo
Abhi aga barta ha lakin raj jaldi se bachay ka sir par gun rakh leta ha or kehta ha ager tum aga aya toh iss bacha ko maar doon ga
Abhi:Bakwas maat karo or choro iss bacha ko
Raj :Tum bachna Chahta ho na iss bacha ko toh apna President ko bolo k resign karay
Abhi:Okay tum jaisa bolo ga wasa he ho ga lakin iss bacha ko choro
Raj:Mujhe bacha samaj rakha ha kia pehla apni gun nicha rakho
Abhi apni gun nicha rakh deta ha raj bacha ko aga bajta ha abhi bi thora aga ata ha or bacha ho jaldi se bacha leta ha
Abhi micro phone k zarya kartik ko kehta ha k kartik mana bacha ko bacha lia ha tum jaldi se aa ker iss ko la jao taka phir ma iss raj ko deekh sako
Kartik bacha ko la
Jata ha aa ker
Raj:Mr Captain ab toh bacha bi safe ha ab bulao president ko ider or uss ko bolo k mera samna sign karay warna na apni dosri team ko bula loon ga jis ko sirf ek call karni ki zarrort ha or woh pura school par attack kar dai gi
Abhi:Kabar dar tum na asa kuch kia president woh he karay ga jo tum bolo ga
Abhi president ko phone karna lagta ha lakin tab he abhi deekhta ha k raj bi phone par kisi se baat kar raha hota ha muka pa ker abhi jaldi se gun utha ker nicha se raj ko holi marta ha or goli raj k shoulder par lagti ha iss ki waja se mobile bi nicha gur jata ha raj ko gussa ata ha
Raj:Tum na yeh acha nahi kia nahi choro ga ab ma Iss school ko
Abhi:Kuch tab karo ga na jab tumhe yeh phone mila ga
Raj bhot teez hota ha or jaldi se gun se attack karta ha abhi par but abhi bach jata ha or tab he raj bhag jata ha ider se
Raj:Captain ma abhi toh ider se ja raha hoon lakin next time ma asi jaga par attack karo ga k koi nahi bachay ga or tab tum log meri baat mana ga
Abhi:Ider se ja ker dikhao
Raj abhi par dobara attack karta ha or iss dafa goli abhi ki leg ko pag ker guzar jati ha
Abhi bhag ker raj ko pakar ja ki khosh karta ha lakin raj bhag jata ha bach ker
Jab k sid abhi k microphone ma bolta ha k Captain ager ap bolo toh ma iss par attack kar k iss ko pakar loon ga
Abhi:Nahi Captain sid iss par attack karna toh nukan ho sakta ha bacho ko iss lia abhi iss ko jana do
Sid :Okay captain
Kartik or abhi sab bacho ko bacha ker khush hota ha
Or sara bachay apna ghar safe pounch jata haan
Abhi or kartik bi wapis jata haan
Thats it for today
I don't know if you like it or not
sorry for mistakes
Stay safe and healthy

Military boys Where stories live. Discover now