Chapter 2

1K 43 7
                                    

Khan haveli
Morning 8 o'clock

Meerub and Murtasim's room

Meerub is trying to wake up from sleep but her eyes are not supporting her in that her kids are screaming from ten minutes at Murtasim because he can't handle two kids at the same time Meerub wants to sleep more

Meerub:- Murtasim please Mujhe irritation horahi hai le jau in dono koh baher

Murtasim:- Meerub uth jau na nahi sambhal rahe hai yaar

Ruhaan:- ammi Mujhe school nahi jana aap bolo na baba koh' baba mujh par chikh rahe hai lekin ruhi kuch nahi bol rahe hai

Ruhaan was screaming and crying at the same time and he sat on meerub's stomach and complained to her about his father behaviour, in the end Meerub has to wake up from her sleep

Meerub:- chalo ruhaan me ready karti hu aapko

Ruhaan:- ammi please aaj nahi jana

Murtasim:- Ruhaan bohot hogaya ab mar padegi

Ruhaan then goes from there with Meerub towards his room with grumpy face

Ruhaan's  room

Meerub:- kya hogaya mera baccha Kyu tang kar rahe the baba koh, ammi koh batao

Ruhaan:- baba ab Mujhe waqt nahi dete sirf ruhi koh hi pyar karte hai

Meerub:- esa nahi hai beta kisne keh diya aapko esa

Ruhaan:- sab keh abbu school aate hai unko chodne bas mere hi abbu nahi aate me hi driver chacha keh sath jata kisi keh driver nahi aate ammi sab mujhe kehte hai ki mere abbu mujhse pyar nahi karte

Meerub:- esa nahi hai meri jaan aap se to sab bohot pyar karte hai dadi dada jaan apke abbu phopho badi dadi me ruhi aap count karo kitne sare log aapse mohabbat karte hai, aap toh kitne lucky ho meri jaan, chalo nahle ab

Dining hall

Everyone was engrossed in their breakfast but murtasim notice meerub was angry at him for some unknown reasons and he got scared because he knew whenever she got angry that night she will sleep in ruhaan's room

Shabana:- kab nikal rahe ho tum sab aisha ke yaha

Salma:- amma bas nasta ho jaye sab ka fir hum nikalte hai

Shabana:- jyada waqt na ho aane me dhyan rahe

Salma:- jee amma

Feena comes to inform that ruhaan car is ready abd he is running late for school and driver has already put Ruhaan's bag in car, ruhaan looks at his mother with sad eyes

Meerub:- ah feena driver se bolo murtasim ki gaadi ready karaye aaj ruhaan koh murtasim chod denge, bohot din hogaye baap bete ne sath me waqt nahi gujara

Salma:- ha murtasim usse chod aaye fir hum bhi nikalte hai, aate waqt ruhaan ko school se hum sab sath me le aayenge

Shahnawaz:- meerub thik keh rahi hai murtasim yaad hai tumhe bachpan me kese zid karte the tum keh abba aap hi aaye Mujhe chod

Murtasim:-jee abba .... Chalo beta late horahe hai na hum

Ruhaan:- Haa.. allah hafiz sabko

He screamed at everyone and ran away from there, everyone wished him back

In the car

Murtasim has been driving for some time now and notice ruhaan did not utter a single word from his mouth

Murtasim:- kya hua mera baccha aap kuch keh nahi rahe

Ruhaan:- kuch nahi baba

Murtasim:- baba se naraz ho, subah ki bat se?

Ruhaan:- nahi

Murtasim stop his car near footpath, he reach out for ruhaan and takes him in his arms he then put him on his laps and kiss him on his forehead

Murtasim:- baba aapse bohot mohabbat karte hai ruhaan, aapne galti ki isliye mene data na aapko choti behen koh koi thappar marta hai ese, aap ne dekha mene kabhi phopho koh thappar mara ho

Ruhaan:- Mujhe maaf karde aainda esa nahi karunga me

Murtasim:- Mujhe pata hai aap esa nahi karenge

He kiss on his cheeks and put him on passenger seat and starts his car again

Humdard Où les histoires vivent. Découvrez maintenant