Anuseena told each other their painful past

371 39 32
                                    

Haseena's parents, Anubhav's parents and Viyomshma left them alone

Anubhav sat on sofa with Bhavna meanwhile Haseena come with coffee

Haseena: Lijiye aapki coffee....accha waise Bhavna ne kabhi apne maa k baremei poocha aapse

Anubhav: Bohot baar poocha tha parantu humne humesha baat ko taal dete the.....aur ab poochti bhi nhi balki humne kabhi uska naam tak inke samme zikr nhi karte

Haseena: Bhavna bikul aap par gayi hai.....itni si umar itni acchi sudh Hindi bol leti hai

Anubhav smile: Darasal Bhavi humesha humare saath rehti hai kabhi akela nhi choda inhe....aur aapko gyaat hai inke mukh se pehla sabh baba tha maa nhi

Haseena smile

Haseena: Aapko coffee kaisi lagi

Anubhav: Bohot accha hai jaise hume pasand hai

Haseena: Humare khayal se abhi aapko unke baremei bata dena chahiye Bhavna ko

Anubhav: Bohot choti hai Bhavna...bardhasht nhi par payigi....aur yeh sab inpar bohot bura asar par shakta hai

Haseena: Par court se order aya hai....ek hafte baad hearing hai....jante hai Bhavna ko bohot bada jhakta lagega par hume Vishwas hai Bhavna sirf aapko chunegi

Anubhav: Hum khoish karenge....accha abhi hum chalte hai

Haseena: Jii par ab iss baremei sochna zarur

Anubhav nodded and left for home

Karishma: Bhaiya Bhav ko hume dijiye hum inhe kamre mei chodkar ate hai

Karishma take Bhavna in her arms meanwhile Anubhav called best child specialist lawyer Vikrant khurana who was his college friend too

At Haseena's home

Abbu: Hoor tujhe Anubhav kaisa lagta hai humara matlab unhe pasand karti hai

Haseena: Abbu aisa kuch nhi hai jaisa aap soch rehe hai....Anubhavji sirf humare neighbor hai unki beti ko hum pasand hai issilye woh masoom ki jaan ati hai humare pass

Ammi: Sayad woh masoom ki jaan anjane mei sahi tum dono ko ek karne ki khoish karrehi ho

Haseena: Aisa kuch nhi hai Ammi aur Abbu aap dono ko pata haina hume bacche bohot acche lagte hai unke saath accha bonding banta hai humara par Bhavna k saath Dil ka rishta ban gaya woh bhi itni kaam samaye mei

Haseena recalled Bhavna's conversation "Agar aap humare baba k saath hoti toh hume bohot pyaari maa milti"

Ammi and Abbu: Dil kahin rukta nahi beta....jab Dil ko eshaas ho ki use samajhne k liye ek aur Dil agaya hai tab woh Dil kisi ka nhi sunta....sayad teesre k khatir ho ya toh Allah ki marzi

At night

At Anubhav's house

Anubhav: Dekhiye Vikrant uss aurat ne humari beti ka janam hote turant baad chod diya hai.....yeh baat aapko bhali bhati gyaat hai....hum apni putri ko use nhi saupne wale....humari putri keval humare saath hi rahegi

Vikrant: Bhai aap tension maat lo....humara case strong hai kyunki usne Bhavna ko chod diya tha aur ab 5 saal baad aise child custody case karna uske k liye ek bachtana harkat hai....use pehele yeh sabit karna hoga ki woh ek acchi maa hai....Kal hum head quarter ate hai aapse milne....abhi agar Bhavna ne sun liya toh sawal karegi

Anubhav: Khana kha kar jayiye

Vikrant: Abhi nhi....case jeetne k baad ek party de dena....chalte hai Jai Hind

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now