Baba Bhav Hasimaa day

268 32 30
                                    

Singh and Mallik family return to home

Maa did puja of Anuseena and Bhavna

Karishma: Bhav aap apne kamre mei jao....aapke liye ek surprise hai

Bhavna: Haan kal Baba aur Hasimaa ne bataya tha hume....hum abhi ate hai

Bhavna run toward her room

Anuseena together speak: Bhav aaram se jayiye....then look each other

Both families smile

Haseena: Hum Khana garam karke table par rakhte hai

Karishma: Mai bhi ati hoon tumhare madadat karne

Haseena: Nhi aap baithiye....4 din aapne bohot kaam kiya hai.....pregnancy mei zadya kaam nhi karna chahiye....aap aaram kijiye abhi

Anubhav: Haseenaji sahi kehrehi hai behena aap vishram kijiye ab

Karishma nodded and smile

Bhavna look at her whole room.....she become most happiest at this moment....she again run toward hall to hug her Baba and Hasimaa

Bhavna: Baba Hasimaa....humare kaksh mei toh hum teeno ki ati sundar tasveere hai.....hum bohot prasant hai.....Dhanyawad Hasimaa humare Jeevan mei ane k liye

Haseena pull her nose: Aapko bhi Dhanyawad humare Jeevan mei ane k liye....aapne hume pura kar diya

Singh and Mallik family sat for lunch

Bhavna: Pehele Baba aur Hasimaa ek dusre ko khilayenge phir hume

Anuseena look each other then smile forcefully for their daughter

Haseena fed Anubhav kheer with her hand and Anubhav too fed Haseena kheer with his hand then fed their daughter

Bhavna: Aj hum sawayam apne haathon se bhojan karenge aap sabke saath

Maa: Karishma aj tu wapas apne sasural jarehi hai toh apna khayal rakhna

Pushpa: Are Samdhanji aap fikar maat kijiye hum Karishma ko bahu kaam beti mante hai....

Bhavna: Bua aap jarehi ho aj

Karishma: Haan Bhav par milne aaoungi apni pyaari Rajkumari k liye

Bhavna: Pushpa Dadi aapse ek baat bolun

Pushpa: Boliye Rajkumari

Bhavna: Pushpa Dadi kya aap fufaji aur bua iss society mei shift hojayiye na.....jaise Hasimaa ki maa baba yehaan rehte hai woh log Hasimaa se kabhi bhi milshakte hai par Bua nhi milshakte hume roz....agar aap log yehaan rehne aaoge toh Bua ka bhi maika idhar hi honge aur sasural bhi. Hume Bua ki bohot yaad ati hai....aur aapki bhi

Pushpa smile: Thik hai Rajkumari Bhavna hum ajse yehi ek flat lenge aur waha rahenge phir aap kabhi bhi apni Bua se milna

Viyom: Humari pyaari Bhav ko yeh idea aya kaha se

Bhavna: Baba Hasimaa k vivah k samaye parantu humne kaha nhi

Viyom: Thik hai....apke baba yeha ek flat ka intezam karenge tabtak aapke Fufaji apne ghar se saman lekar ayenge....tabtak aapki bua aur aapki favorite Pushpa Dadi yehi rahenge

Bhavna smile

Baba: Haseena ka kadam bohot subh hai....akar hi sabko mila diya....joh Anubhav pehele humesha sirf Bhavna aur kaam mei khoya rehta tha ab apne parivaar ko bhi samaye deta hai

Suddenly Anubhav remembered someone special person in his life who was his bestfriend in childhood

Anubhav pov: Kitna kuch badal gaya hai humare Jeevan mei....10 saal hogaye sakha Raman aapse bichar k.....asha karte hai aapke Jeevan mei bhi koi Dil agaya ho jisne aapko aapke parivar se mila diya ho.....sayad hum dono k Bhagya mei yehi likha tha....vivah aur prem mei dhoka khana.....humne aapko roka tha parantu aap nhi ruke

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now