Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav

306 28 40
                                    

At morning

Haseena: Suniye.....aj Dopehar ko maa k kuch dost ayenge toh aap jaldi ana shaam ko.....jaldi issilye kyunki maa chahati hai ki hum dono unka welcome kare toh ajana

Anubhav: Thik hai ajayenge Jhansi ki Rani

Anubhav left for work

Bhavna: Aj hum vidhyala nhi jayenge kya Hasimaa

Haseena was about to answer but Karishma answer it

Karishma: Nhi Bhav....aj na aapke liye ek surprise hai bata hi dete hai aapke bhratashree Aditya aur badi Didi Ruhi aur aapke umar k do chote Bhai behen unka naam hai Pihu aur Ishaan saath mei aapke Chachu Raman aur Chachi Ishita. Darasal yeh surprised aapke liye nhi aapke baba k liye hai

Bhavna: Hum toh unse pratham baar milenge

Karishma: Par unhone aapko dekha hai dur se....hum Delhi jaya karte the tab hum aapki videos aur photos dikhate the....aj real life Karan Arjun milne wale hai

Bhavna: Kab ayenge

Karishma: 2 ghante baad

After 2 hours Ishra and their kids reach Lucknow. Viyom received them

Viyom: Ayiye car mei baithte hai....oh haan aapki behen ne dhamki di hai Lucknow akar hi unko phone kar dena

They sat at car. Raman called Karishma

Raman: Agaye humlog.....bass Ghar arehe hai

Karishma: Thik hai aur haan aap dono ka milane ka mast plan hai mere pass jisse Anu bhaiya sirf chup rahenge gussa nhi karenge.....jaldi aao Bhai

Pihu and Ishaan: Hum sachmei Chachu se milenge

Ishra: Haan

Pihu: Ru di Adi bhaiya aap dono bhi mile honge na unse

Adi and Ruhi: Nhi....woh transfer joh hogaya tha issilye

Viyom: Karu bohot khush hogi aapka aur Saale shahab ka milan dekh kar

Raman: Janta hoon par woh baat karega ya nhi uspar depend karta hai Viyom. Behena ne bataya ki Anu ne use dhamki di ki woh agar Delhi ya humse milne ki khoish ki toh uska bina wajah suspension kara dega uska daar hai mujhe

Viyom: Kuch nhi hoga....Karu ne plan socha hai....bass bacchon ko include karna hoga aur phir aap apni baat rakhenge phir main point par ana

They reach the society Ishra look at the whole society

Raman: Chakri admi ne jan bhujkar same society dhunda hai Viyom....bhula nhi hai mujhe balki bhulne ka dikhawa karraha hai...bacchpan se uske har harkatein janta hoon 20 saal saath mei guzare hai school life college life ek saath kiya hai

Viyom: Ghar bhi same hai....balki renovation bhi karayi same rakhne k liye....unka room apke room se match bhi karta hai. Bed sofa tv sab same jagah pe rakha hua hai

Raman: Mast Jhakta mil gaya mujhe uss Suddh Hindi Punjabi se

They reach home. Karishma open the door with smiling face she hug Ishra and kids. Karishma introduce them to Haseena

Karishma: Haseena yehi hai mera woh Bhai joh kho gaya tha aur Ishu bhabhi k karan wapas mila 2014 mei....mile nhi phone pe baat hui kyunki tab Kamini apna jalwa dikha rehi thi

Raman: Mood thik kar apna....chote papa choti maa ko bula bol ki unka bada beta agaya

Maa and baba with Bhavna come.....Maa and baba hug Raman

Baba: Kitne saalon baad mil rehe hai hum

Raman: Bacchon pair chuyo Dadaji  aur Dadi k

Kids take blessing from them

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now