Hearts are healing from wounds

267 24 36
                                    

Anubhav: Sakha aap baithiye....hum abhi ate hai aapke liye aur Bhabhishree k liye kuch saman lana hai.....Hume aap dono k liye....bacchon k liye aj hum apne haathon se bhojan ka ayojan karna chahate the.....ate hai

Ishita: Rukiye devarji.....aapke bhai ko aapse kuch aur bhi poochna hai

Anubhav look at his bestfriend: Boliye chup kyun hai aap

Karishma meanwhile called the children to come

Raman: Aap hume kripia batane ka kasht karenge ki kaise society same dhunda aur Ghar ka renovations same hai balki aapka kaksh bhi bilkul humare kaksh ki bhati ekdum same hai balki har cheez same jagah pe rakhi hui hai aur inn 5 varshon mei keval behena ati thi milne toh aapko Ghar ka map kaise mila. Hume kyun aisa pratik horaha hai ki aap Delhi aye the chupke se Ghar mei bhi aye parantu mile nhi

Anubhav again looking here and there and was about to take out his the chota hatiyaar

Raman: Bachpan ki adadat abhi tak nhi gayi na....use andar rakho aur jawab do mujhe

Anubhav: Woh Bhavna jab 2 saal ki hui aur behena Raksha Bandhan ane se pehele jhoot bolkar Delhi gayi thi toh dekha ki woh aapke Ghar mei thi aur aap sab unhe lekar kahi bahar gaye liken darwaza band karna bhul gaye the toh humne andar pravesh kiya aur pure Ghar ki tasveere lene lage the aur phir chale aye wapas Lucknow

Viyomshma and Ishra forcefully smile on his brave plan: Bohot acche

Anubhav: Toh kya karte hum....hum apne sakha apne Bhai ko bhule nhi the bass naraz the natfart nhi thi darasal humne diwar par inka aur Bhabhishree aur bacchon ki tasveere dekhli thi toh hume gyaat hogaya tha ki Bhabhishree ne hi CEO Raman Kumar Bhalla ko badal diya aur humare Bhai ko wapas laye....Khush the hum issilye same renovations Kiya akar kyunki hume bohot akelapan mehsoos hota tha....ghutan mehsoos hoti thi....Hume humare Bachpan ka dost chahiye tha issilye aisa karke unke hone ka Ghar mei eshaas pane hetu hume aisa kiya

Raman hug him: Shanti hogayi....ek baar ajate....itne kho nhi jate mujhse milkar accha lagta tumhe...sare sawalon ka jawab milta tumhe

Karishma: Ohh Ram Lakshman mujhe bhookh lagi hai......aur haan Simmi di ka call aya tha news janne k liye....toh humare dusre jyesth bhratashree Anubhav bhaiya aap swayam unse vartalap karenge

Ishita: Aur sara saman already Kashi ne Viyom ko kehkar mangwa liya hai.....kitchen mei hai....Jake bhojan ka ayojan kijiye devarji

Meanwhile children come. Bhavna went toward Raman and Pihu and Ishaan come toward Anubhav.....Anubhav meet Ishra's kids

Anubhav: Bohot bade hogaye Adi aur Ruhi....aur Pihu bhi Ruhi k tarah Bhai pe gayi hai...aur Adi aur Ishaan Bhabhishree pe gaya hai

Raman: Aur tumne Bhavna ko apne tarah hi sudh Hindi Punjabi banaya diya hai....itni se bacchi itni bhari bhari sudh Hindi kaise bol leti hai

Anubhav: Humare saath rehti thi toh shikh gayi aur hum bhi balpan mei sudh Hindi mei vartalap karte the na

Raman: Patani Choti maa ne kya khaya tha ki tumhe sudh Hindi bachpan se bolne lage the aur chote papa bhi itna sudh Hindi mei nhi bolte the jitna tum bolte ho

Anubhav: Aap bhi toh sudh Punjabi bolte haina....badimaa bade papa bhi itna accha sudh Punjabi nhi bolte the jitna aap bolte ho

Raman: Abhi jakar Khana banao....bohot bhukh lagi hai hum sabko toh Haseena ki madadat karne ki kripia kijiye

Ishita: Ayiye Ravan Kumar kurkur Kumar Kashi k saath baithte hai....bohot mehnat ki hum sabne

Raman: Aya Madrashan Jhansi ki Rani

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now