chapter 35

1.4K 226 47
                                    


Sidnaaz ki naye ghar me aaj pahli Diwali thi. Sana ne khude sab shopping ki thi. Ghar ko ek dulhan ki taraha sana ne sajaya tha. Curtain se leke ghar ke sofe ke cushions covers bhi naye the.

Sidharath roj shooting se aake Ghar ko thodi thodi lighting kar raha tha. Is baar sana ne dress se jada saree ki shopping ki thi. Ghar ka har Kona lighta ya diye se sajaya gaya tha

Char din sidharth ko compulsary chuti thi. Wo chaar din ke plan bhi ban chuke the. First din laxmi Pujan ka tha. Obviously use din Puja karane wale the

Second day sid mahi aur Gauri ke ghar jane wale the aur evening me sid ek celebraty ke ghar sana ko leke party me Jana wala tha. Third din bhaiduj ke din har time ke tarha kushal aur Aaditya khana kahne aane wale the aur fourth day unhon un dono ke liye sambhal ke rakha tha. Jo wo dono sirf ek dusre ke saath bitane wale the.

While Sana is making tea in the kitchen, Sid comes and hugs her from behind.

Sid - good morning meri Jaan

Sana - ho gaya naha ke chal ek saath chai pite hai

Both came out and sat near the dining table and started having tea and breakfast

Sid - pata hai tujhe tere badan ki khusbu mujhe humesha pagal karti hai.

Sana - tu naha ke bahar aaya hai tere bath wash ki smell pure ghar me aarha hai. Mans fragness

Sid - ha bas wo nahane ke baad aati hai par Tera badan to har time mehakta rahata hai

Sana - Sidharth tu bhi na

Sid - par meri Jaan, aaj mera katal karane ka irada hai kya?

Sana - kyu?

Sid - saree kyu pehni hai?

Sana - Diwali hai issliye saree pehani. Tera jaisa thodi hai kuch bhi ho tere grey colour ka short Pehana nahi bhulata. Diwali pe bhi short me hi rahata hai

Sid - shenaaz tujhe yaad hai shaadi ki baad pahli Diwali me Laxmi Pujan ke din tujhe saree pehane nahi aati thi to YouTube se dekh kar maine tujhe saree pehani di thi. Aur Aaj khude saree pehani hai.

Sana - abhi me sab kuch kar sakati hu.

Sid - wo to pata hai mujhe .

In evening

Sid - shenaaz hume ek pic bhi leni hai

Sana - kyu?

Sid -; kyu kya sab upload karte hai Diwali ke photo apne family, wife ke saath. Fan Waite karate hai Jaan

Sana -; thik hai Puja hone ke baad photo lete hai chal Puja karate hai

After puja

Sid - tera gift shenaaz

Sid - tera gift shenaaz

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Forever Sid ❤️ NaazWhere stories live. Discover now