Anuseena's emotional conversation

173 19 25
                                    

At Kamini's house

Bhavna: Bhaiya Didi hume nhi rehna idhar....Hume accha nhi lagraha hume baba Hasimaa chahiye

Adi Ruhi hug her tightly

Ruhi: Shant hojao behena. Hum dono haina aapke pass. Bohot jald hum teeno yehaan se chale jayenge

Meanwhile Adi get called from Karishma

Karishma: Adi suno tum aur Ruhi milkar apne apne experience Bhav se share karo janti hoon choti hai lekin tum aur Ruhi bhi bohot chote the tab yeh sab hua tha. Bhav thoda shant hojayegi....aur haan tum teeno teen din unn charon se dur hi rehna humesha aur Ruhi bohot tut gayi hai yeh sab dekhkar tum bade ho issilye tum apne dono behen ka khayal rakho....Bua jaldi tum teeno ko lene ayigi

Adi: Thik hai Bua

Adi look at his sisters who are crying while hugging

At night

Anubhav's house

Raman: Anu Haseena tum dono kamre mei jao abhi

Anuseena left

Raman: Behena Viyom Ishita hume teen din baad hi nikalna hoga yehaan se mai Anubhav ko tute huye nhi dekhshakta.....mujhe pata hai abhi woh bohot zadya royega Bhav k liye

Pihu and Ishaan come: Papa maa subah se Bhaiya Didi aur Bhavna gayab hai....kaha hai woh log

Ishra and Viyomshma close their eyes in pain

Viyom: Bacchon woh teeno ghumne gaye hai....darasal Bhav k school mei picnic hai kisi bade ko rehna hoga issilye Adi Ruhi gaye hai...teen din baad ayenge

At Anuseena's room

Anuseena were hugging each other and crying by holding Bhavna's picture

Haseena: Phirse humari beti ko china hai....kyun....kyun ayi woh wapas....5 saal pehele uss nanhi si jaan ko choda tha ab kyun ayi hai  aur abhi apne matlab k liye humari beti ko istemal karrehi hai

Anubhav: Pehele 15 din Bhavna ne jaise bhi karke din nikal diya tha muskhil se ab yeh teen din kaise sehen karegi....use ghutan mehsoos hoga....bacche kya khelne ki cheez hai woh use istemal karrehi hai woh aurat

Haseena: Anubhavji use mere kesh k saath khelne se neend ati hai warna soti hi nhi hai....ab kaise karegi....teeno bacchon ko phirse nark mei jana pada aur hum kuch nhi kar parehe hai....hum apni beti bina nhi rehshakti....kaise rahun unke bina....humari Shaadi toh unke liye hui thi....maa ka Pyaar dene k liye hua tha ab woh nhi hai humare pass.....unn charon ne Rishton ka mazak bana kar rakh diya hai....kaise rehe honge woh teeno....Khana khaya bhi hoga ya nhi

Anubhav: Iss baar toh chupke se mil bhi nhi shakte hai bacchon se kyunki uss aurat ko pata chal gaya hai ki humari vivah mei Bhavna ati thi iss baar woh aur uski behen ab teeno ko bahar bhi nhi ane denge....Patani kya haal hua hoga....Bhavna bohot choti hai....Adi Ruhi hai par woh dono bhi tut gaye hai inn child custody cases ki silsile mei....teeno ko istemal karrehe hai ab

Haseena: Anubhavji hume apni beti Bhavna lauta dijiye na....hume apni Hasimaa banaya hai unhone maa banaya hai unhone.....maa banne ka sapna pura kiya hai unhone.....Hume apni beti chahiye Anubhavji....wapas layiye na unhe

Anubhav: Hum samajh rehe hai aapki jazbaat ko Haseenaji par iss baar unn logo ne chalaki se dusre judge se baat karke kathin rules banwaya hai agar rules tode toh teeno ko hum log kho denge humesha k liye

At hall Ishra and Viyomshma were sitting with tension face

Suddenly Ishra heard

Ishima Papa

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now