Karishma approved new law on child custody in final hearing

204 24 30
                                    

1 day before

Shagun and Kamini get notice from court

Shagun and Kamini: Matlab woh judge agayi hai jinhone Ruhi Bhavna ka custody ka faisla sunaya tha

Ashok and Arman didn't show any interest as they don't want kids from another man they are just doing for taking revenge

Adi listen it and tell to Ruhi and Bhavna. Trio get peace as they are going to soon meet their parents

Child custody case final hearing day

Vikrant come after talking with judge: Guys judge se baat hogayi hai meri aur Kari notice par sabka sign liya na

Karishma: Haan Bhai.....aur aj ek behen ya Bua bankar nhi balki ek maa bankar ayi hoon insaaf lene ayi hoon....dono pita ko insaaf dilayenge ayi hoon

Cheetosh are in Anubhav's house for Pihu Ishaan

Pihu Ishaan: Hume bhi jana tha unke saath ghumne

Cheetah: Bacchon ghumne nhi gaye sab.....Kuch kaam hai zaruri issilye

Santosh: Pata hai aj aap dono apne bhaiya didi Bhav ko lekar apne pure parivar ko lekar humesha k liye Delhi jarehe ho

Pihu Ishaan get happy

At court

Adi Ruhi Bhavna come alone they didn't come with them. They run toward their parents and hug them tightly

Anuseena: Ab bass kuch ghante insaaf milega hume

Bhavna: Hasimaa baba Chachu Ishimaa hume iss seher mei nhi rehna yehaan sab hume aap dono se alag karte hai iss baar toh Bhaiya Didi ko bhi nhi choda

Ishra and Anuseena: Aj hi hum sab humesha k liye Delhi jayenge.....udhar hume koi Juda nhi karenge

Vikrant: Guys chalo courtroom mei. Aur bacchon tumlog alag jagah baithna.....unlogo saath baithne ki zarurat nhi hai

Karishma look at Viyom with tearly eyes. Viyom wipe her tears

Viyom: Aj aapko maa bankar insaaf dilana hoga ek misal kayam karna hoga

Fb

Viyom read the notice carefully then look at Karishma

Viyom: Karu

Karishma: Mai kabhi aapko ya humare ane wale bacchon ko chodkar nhi jaungi....bass ek misal kayam karna hoga issilye sign chahiye aapki....aur Ram bhaiya Anu bhaiya aur Ishu bhabhi Haseena ki bhi

Viyom salute her: Humne kaha tha na ki aap joh bhi karegi hum humesha aapka saath denge

Karishma hug Viyom

Fb end

Medias too come in courtroom

At courtroom

Vikrant: Ma'am mere client DSP Anubhav Singh aur Mr Raman Kumar Bhalla ko Shaadi karni padi thi baachon k liye unke permanent custody mil jaye issilye par aj court se mera ek sawal hai ki kya ek pita bacchon ka khayal ek maa k tarah nhi rakhshakta. Kyun court humesha maa ko custody dete hai ek pita ko kyun nhi. Pure child custody cases mei zadya tar sabse bura asar toh bacchon par hi padhta haina aur agar aj dono pita ko insaaf nhi mila toh age jakar koi bhi acche pita joh apne bacchon se bohot Pyaar karte hai woh log kabhi court mei apne bacchon k liye ladhne nhi aa payenge. Iss baar aapko phirse insaaf dilana hoga. Aap chahe toh baachon se pooch shakte hai woh kis vyakti k saath rehna chahate hai aur dono pita ka bhi paksh sun shakte hai aur dono maa ka bhi

Adi Ruhi Bhavna come to witness box

Judge: Bacchon bina dare hume yeh bataiye kiske saath aapko rehna hai humesha k liye

Yeh hai mohabbatein✅जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें