Dear Anuseena second love can be true too

175 25 25
                                    

25th May 2021

Haseena: Anubhav aapne gift le liya na Ruhi k liye

Anubhav: Bohot sara gift liye humne kyunki itne saalon se hum in sabse bohot zadya dur the na

Haseena: Aur Bhav k liye

Anubhav: Unke liye bhi liya haina....pratham baar unka janamdin manayenge woh Khushi khushi....Aj jakar thik se apni putri ka iss duniya mei ane ka thik se khushi manayenge.....accha yeh sare gifts Romi k haath de denge taki samasya na ho aur Bhav ka gift ustav k baad denge

Haseena smile pov: Khadoos Kumar ka yeh andaaz bhi kamal hai

Anuseena went to society hall. Ruhi and Bhavna already present in princess dresses everyone is blessing them. Maa and Badimaa take Anuseena to introduce them to other guests

Viyom come stage: Suniye suniye suniye cake cutting k pehele aap sabko ek kahani dekhne ko milegi.....yeh Kahani shuru hui thi 3 December 2013 mei do tute huye dilon ko milane k liye ek nanhi si jaan ayi thi uska naam hai Ruhi the luhi toh dekhiye ek samjhota wala rishta kaise ban gayi prem kahani aur dekhiye Ruhi kaise ban gayi inki prem ki neev

Karishma make Anuseena infront chairs and Ruhi sat beside Anubhav and Bhavna sat beside Haseena

Ishra and Pihu give their story in 1 hour with giving YHM title songs

Ishita: Sometimes we think first love is always perfect but untill we meet second love who become true and perfect love

Raman: Sometimes second love that make you truly understand the real meaning of true love

Anuseena's eyes develop tears but they wipe it and start looking each other and think about second chance. Ishra and Viyomshma understand that their plan going successfully

Haseena pov: Kya sachmei dusra Pyaar saccha hota hai

Anubhav pov: Kya hume vishwaas karna chahiye dusre prem mei. Kya satya mei dusra prem bhi aapko prem ka sahi manye batate hai

Ishra come toward Anuseena and take them to other sides of stage

Raman: Tune uss din mujhse ek sawal kiya tha na toh aj uska jawab deta hoon ki ek mauka de apne Dil ko dubara Pyaar karne k liye.....Haseena sachmei acchi ladki hai

Anubhav: Par Bhai humare hriday mei aisa kuch hai hi nhi

Raman: Woh issilye kyunki tune iss Dil ko chupa diya hai aur usmei sirf beti aur desh hai....aj mai Ruhi k taraf se ek gift manraha hoon naya DSP Anubhav Singh bankar ab laut aao apne parivaar k pass. Saath mei Pyaar Shaadi mei phirse bharosha karo dekhna tere jyesth ki baat ek din tujhe yeh eshaas dilayega ki sachmei dubara Pyaar dhoka nhi deta balki zakhm ko mita deta hai

Anubhav: Hum Bhav k liye sochenge

Raman: Iss baar Bhav k liye balki khud k liye socho....ismei tum dono k saath Bhav ka bhi bhalai hai

Ishita: Janti hoon tum sirf Bhav ki maa ho lekin ab wakt agaya hai move on Karne ka. Agar tumhare samme phirse Pyaar araha hai toh use ignore maat karo balki use ek chance do kahi der na hojaye

Haseena: Par bhabhi Anubhav k liye kuch hai hi nhi humare Dil mei

Ishita: Sayad tumne iss Dil ko mar diya ho issilye tumhe aisa lagraha hai....ek baar iss Dil ko khol do dekhna phirse agar Pyaar hua na toh tumhe guilty feel nhi hoga balki ek Khubsurat eshaas hoga ki haan joh ladki banjh se tana sunti thi aj use phirse ek Pyaar karne wala Dil mil gaya jaise mera aur Raman ko mila hai

Ishra left Anuseena in deep thoughts

Haseena pov: Kya sachmei dusra Pyaar bhi saccha hota hai

Anubhav pov: Jabse Delhi aye hai aur inko dekhte hai toh hriday ko Shanti prapt kyun hoti hai. Kya satya mei Ram Bhai sahi kehrehe hai

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now