Love is in the air

241 23 25
                                    

It was a holiday families having chill in Ishra's house and children were playing at garden. Viyom wink at Karishma to start the final plan of the mission. Karishma smile and start. Anuseena was sat on sofa and was reading some book

Karishma: Ram bhaiya Ishu bhabhi mujhe na janna hai thik se ki aap dono ko kab laga ki aap dono ko Pyaar hogaya aur ek dusre k jaan ban gaye aur ek dusre mei kho gaye the

Ishra understood who were already sat with Anuseena

Raman: Mai pehele bolta hoon....yeh baat tabki hai jab Ishita ka dost Abhimanyu yeani Mani aya hua tha tab Ishita dheere dheere se mere Dil mei agayi thi. Uski aur Mani ki dosti dekh kar anjane mei jalan hoti thi....ek baar kya hua tha ki Madrasan Jhansi ki Rani k phone par Mani ka called aya tha mujhe laga koi ladki hogi phir phone utha kar dekha ki koi ladka hai....tab anjane mei phirse apna ateet yaad agaya ki kaise woh chod phir uss raat mai pura raat roya itna roya ki aisa laga ki koi mujhse mera khubsurat insaan se mujhse dur karraha hai....tab mai samajh gaya ki mujhe Ishita se Pyaar hogaya hai....aur meri pitai bhi hui thi kyunki mujhe laga ki Ishita se mujhse Pyaar nhi hai aur divorce ka letter dekar bhaag gaya tha tabhi airport mei Ishita ne bohot mara aur phir hum dono ka maan ka rishta ban gaya Pyaar Dil k pass agaya aur uss din Naya Raman samme agaya tha apne parivaar bacchon k pass....sabkuch thik hone k baad bhi ek insaan nhi tha jisse mai bol payun ki tera Bhai badal gaya hai laut aya hai apno k pass

Anubhav rolled his eyes toward him: Kshama karna sakha

Viyom: Ishita bhabhi aapko kab laga

Ishita blush: Woh....woh Ruhi ne yeh eshaas dilaya tha ki mai Raman se Pyaar karne lagi thi....I was totally lost in his love.....inhe dekhkar hi kuch kuch hone lagta tha

Anuseena look at them

Viyomshma: Hum dono ki Kahani bhi suno sablog

Karishma: Ek baar Viyomji ko Anu bhaiya k saath kaam karne ko mila tha toh woh aye the humare Ghar tabhi peheli Nazar mei inse Pyaar hogaya tha aur Viyomji mei mai kho gayi thi

Viyom: Mera bhi same hua tha....par bol nhi paraha tha....woh toh mere ek dost ne kaha ki baat toh karne ki khoish karo kahi Karu bhi mujhse Pyaar karti hai ya nhi....phir hum dono ki Shaadi hogayi....Meri maa bohot khush thi ki unhe ek bohot acchi bahu mili....dono humesha maa beti bankar rehte hai kabhi ladai nhi hui inn dono k beech....ek chota sa pyaara sa parivar mil gaya mera

Simmi: Chai lo sab

Anuseena drinking tea and looking each other

Anubhav pov: Inn logo ki baatein sunkar aisa kyun laga ki hume bhi anjane mei sahi Haseenaji se prem hogaya hai

Haseena pov: Kya hume bhi inke tarah hi anjane mei Anubhav se Pyaar toh nhi hogaya.....Kya sahi mei Pyaar hogaya kya unse

Anuseena then remembering their Study tour in Agra

Anubhav: Hi hum Anubhav hai...aapka naam

Haseena: Haseena naam hai humara

RamBhav make friendship with Hasihita

Anubhav: Bhai hume na Haseena bohot pasand ayi arthat bohot acchi ladki hai....Hume aisa lagraha hai ki hume unse prem hogaya hai....Kya yeh Galat hai ya

Raman: Nhi agar tere Dil mei Haseena k liye feelings hai toh bol de....mere tarah Dil nhi tutega

Anubhav: Samajh nhi aya Bhai

Raman: Actually I too like Ishita but she already have boyfriend name Subbu

Anubhav then start spending some time with Haseena. Anubhav didn't knew that Haseena too have a boyfriend name Ayub

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now