Pyaar ke zakhm

346 10 0
                                    

scenario- Dhawal and Natasha are on the brink of loosing their love. They have let the silence be the language of love for too long now. The silence that created a deep crack inside their relationship. sometimes it were the destined painful paths that their love took over. Whilst other times they were impulsive decisions of dhawal that dragged their relationship to the staggering end. Now finally, it was time for their love language to be changed to healing.
Natasha's pov -
Natasha was lost looking deep into the darkness of the night which had engulfed the air. The darkness was the emptiness of her heart that had shivered her soul. It was the series of battles that she had been fighting herself and loosing it all. She single-handedly was battling through the tremors of their relationship and dhawal was far away from realization she thought.

Dhawal's pov-
Dhawal was engulfed in the same darkness too, the one that consumed the happiness of his life and filled it with layers of sorrow. Natasha was the only light who filled his heart up. The only source of happiness he ever had and today he has lost her to his fate. He has lost her because of the blunders and tremors of his actions which has devastated them. In the deep agony of circumstances and gameplays the love was knocked out. all he could do was stand there on the fire and watch his own devastation. In spite of wanting to stop everything he had the clutches of her happiness in his hands- which he let go off and she was the one who was burnt. If she was burnt he was blazing in the flames too.

Dhawal- Natasha mujhe tumse kuch baat karnihai. Kabse mai koshish kar raha hoon tumse Milne ki tumse baat karneki lekin tum meri baat sunna bhi nahin chahti ho. please Natasha sirf ekbaar mujhse baat karlo.
Natasha- ab baat karne ko bachha hi kya hai dhawal ab kyun aaye ho sab toh khatam kar chukey ho tum. Ab kya chahte ho. Ab Kya lene aaye ho mujhse? Ab kya cheen na chahte ho?
Dhawal- Natasha mai janta hoon ke Maine bhot si galitaan ki haï. Maine bhot baar Najaane kin kin karano se tumhara dil dukhaya hai. Kitni baar Maine tumhein khuddse durr kiya hai aur tumhein bhot rulayaa hai. Lekin please ek baar mujhe mauka do ke mai tumse baat kar sakun?
Natasha- dhawal please chale jaao yahase bhot Todd chukey ho tum mujhe bhot zakhm de chuke ho aur mai bardash nai kar paungi. Tumne meri izzat ko uchala, tumne mujhe thukraake humare Rishte ki numaaish ki. Tumne humare rishte ko kaanch ke tukdo ki Tarah Todd diya.
Tumne toh yeh hi nahin socha ke mai ek insaan hoon jiska dil tumne baar baar dukhaya haï. Tumne toh shayad mujhse kabhi pyaar kiya hi nahin na woh toh sirf maithi jo tumse pyaar karti thi.
Dhawal- Natasha mai janta hoon that annulment se lekar ab tak Maine tumhein aise aise zakhm diye hai jiska shayad koi marham nai hai. Lekin mai ab wohi galti dohrana nai chahta hoon. Mai tumhein yakeen dilana chahta hoon that I really love you Natasha. I really love you so much.
Natasha- dhawal yeh pyar karna bhot asaan hota haï aur nibhana aur bhi zyda mushkil. Tum toh nibha hi nahin paaye. Tum jante bhi ho pyaar ka matlab kya hota hai? Ekdusre ki izzat karna, ek dusre ko samjhna aur ek dusre pe bharosa karke sath rehna. Lekin tum toh kuch nahin karpaye inmein se.
Dhawal- Natasha mai janta hoon Maine pyaar nibhana kabhi seekha hi nahin. Kyunki mujhe kabhi mauka hi nahin mila tumse pyaar karneka aur iss Rishte ko sambhaalne ka. Moots ke shart ki wajahse Maine tumhein annulment notice bheja, mai tumhein tumhari saari khushiyan dena chahta tha.
Natasha- moots ke wjhse nai tum ne mujhe apne khudd ke wjhse khoya hai dhawal. Tum kehte ho tumne meri khushi keliye kiya yehsab lekin tumhein yeh kaise nahin pata chala ke meri khushi tum they dhawal. Meri khushiyan tumse Judi thi. Tumne soch liya ke mai pandya store ko itna zyada important manti hoon. Han mai manti hoon lekin iski numaaish humare rishte se kaise ki tumne?
Dhawal- sorry Natasha mai toh bas tumhein khushiyan dena chahta tha hamesha. Lekin aaj mai hi tumhare aansuon ki sabse badi wajahh hoon.
Natasha- chalo man bhi liya Maine ke tumne annulment meri khushi keliye kiya. Lekin iss rishte mai faisla sirf tumne kyun kiya? Mera haq kahan tha faisla karne ka ke mujhe kya chahiye.
Mai woh bhi bhul jaati hoon chalo. Tumne annulment ke baad Suhani se shadi karne ka faisla karliya achanak . Yeh kaise maanloon mai?
Dhawal- Maine tumhein haq nai diya faisla karneka kyunki mujhe lagta tha ke tum iss ghar mai moots ke wjhse kabhi khush nai reh paaogi. Tum kabhi bhi khuli saans nai le paaogi.
Natasha- isliye tumne socha ke chalo usko rishte se aazad kardeta hoon. Yeh kaisi azaadi thi dhawal jiske badle tumne humare rishte ko jalaa diya?
Dhawal- Aur mai suhani se bhi shadi nahin karna chahta tha lekin mai baar baar sochta raha ke tum mere sath iss family mai kabhi khush nai reh paaogi toh move on karwane tumhein Maine shadi keliye haan kardi thi.
Natasha- tumne sab kuch toh apne mann se soch liya tha na ke mai khush nahi hoon . Lekin kabhi mère pyaar ko samjha hota tumne toh yeh kabhini karte. Yeh zaroor jante ke meri khushiyan tumse thi Dhawal. Aur rahi baat pandya store ki toh woh hum milkar suljhaate. Lekin ek cheez suljhaane keliye tumne aur kahin saari gaanth daal di hai humare rishte mai.
Jinhein mai chahkar bi nai suljha sakti hoon.

Tum kehte ho that mujhe move on karwane tumne shadi karne ka faisla liya. Wapas wohi galti ki. Mère liye saare faisle tum hi karte Gaye.

Dhawal- Natasha tum samjhti kyun nai ho ke Maine yehsab sirf tumhare liye kiya. I am sorry to have taken all the decisions for you.

Natasha- acha tumne shadi keliye haan boldiya aur tumhein lagta tha ke yeh dekh kar mai move on kar jaungi. Jitna khokhla tum pyaar ko samjhte ho na utna khokhla nai hota pyaar. Shayad tumhare liye pyaar sirf shart aur saude ki baat hogi. But mère liye aisa nahin haï.
Tum yeh hamesha pyar ki baatein karte rehte ho na. Toh bharosa kaha haï isme? Esha didi ko Maine bhagaya yeh baat khudd hi assume krke tumne toh Karliya tha na faisla shadi krne ka. Sandeep aur mujhe kareeb dekh kar bhi tumne faisla karliya tha mujhe ghatiya samjhne ka. Toh batao dhawal yeh kaisa pyaar hai jisme mujhe baar baar khudd ko saabit karna padta haï?
Dhawal- Natasha esha didi aur cheeku ko dekh kar tumhare sath gussa agaya mujhe. Kyunki tumbi toh inka rishta karwana chahti thi. aur rahi baat Sandeep ki toh baar baar Maine tumhein uske paas dekha uske kareeb dekha. Bhot baar dil kiya ke mai tumse kahoon lekin mera toh koi haqq nahin tha. Ussdin Maine jab tumhein dekha toh. I was blank. I couldn't understand what happened and before I could react and understand moots came there. Everything was suddenly clouding up my mind and that blurred the lines of wrong and right for me. Before I could understand and respond it was done.

Natasha- tum toh mujhse baat karne bhi nai aaye they aur soch liya tha ke Maine sab kiya. Seedha ilzaam dene aagaye they. Ek baar bas ekbaar bharosa krke toh dekhte dhawal.
(She breaks down crying and falls on the floor, hugging and holding her knee)

(Dhawal takes her in his embrace and cries too)
Dhawal- softly crying and sobbing speaks-
Natasha please Mujhe maaf kardo please mujhe nahin pata tha ke yehsab aise bigadta jayega. Kaash Maine tumse baat ki hoti toh yehsab nai hota. I am extremely ashamed and sorry . I know that my words wouldn't be able to fix the scars. I don't want to even force you to come back to me. But please just please mujhe maaf karneki koshish karna.

(Natasha- slowly looks uptight and sees the ocean of love in his eyes and the truth that screamed through his eyes. She could see through the remorse he had)

Natasha- dhawal main tumhein maaf karti hoon lekin tumhein doobara nahin apna sakti hoon. Mujhe waqt lagega insab se ubharne mai. Mai promise nahin karti hoon lekin mai sochungi zaroor iss rishte ke baare mai.

Dhawal- Natasha mère liye tumhari happiness is the most important. Just know that I love you and I'm there for you. Jo mistakes Maine Pehle ki hai unhein mai doobara nahin hone dunga. (He hugs her)

Natasha- dhawal for me this relationship died the day you signed those papers. The day you questioned my loyalty and character assassinated me. The day you decided to move on and marry suhani.

Firbhi bewakoof toh mai hoon na ke Maine tumse pyaar kiya. Kaash nai kiya hota kabhi toh main aaj itni tutti hui na hoti.

Dhawal- i know that you're hurt but if love can break you it can heal you too. Please let me heal you? Please let me mend those scars with my love? Please let me love you Natasha. There is no dhawal without his Natasha and I don't want to be without you. I will patiently wait for you my entire life.

Natasha melts and gives a meek smile.
she finally says- dhawal I know love heals and you can heal me but for you to heal me I need to be happy first. Let's take it slow.

Dhawal- Natasha talk their hearts out under the darkness and now it's morning the light of their relationship is up- like they say if love breaks then it heals too.

Basking in the sunshine of their love, conquering their darkness. Love found its way back to the two lovers enveloped in each other's arms. silent hearts- silent love and only their laughter echoing the air.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Nawal -one shot Where stories live. Discover now