Saat janom ka maha vivah

136 19 20
                                    

After few days

Kids party come and demanding to watch their Ishra, Anuseena, Viyomshma, Romihika wedding

Ruhi: Mujhe Chachu Hasimaa ki Shaadi dekhni hai.....Mai nhi thi inke Shaadi mei

Bhavna: Hume bhi Chachu Ishimaa ki vivah dekhna hai....hum bhi nhi the inke vivah mei

Kids: Hume aap sabki Ishra Anuseena Viyomshma Romihika ki Shaadi dekhni hai

Four couples blush

Anubhav: Adi Ruhi Pihu Ishaan aaplog Jyesth aur Bhabhishree k punar vivah mei the aur Bhav aap bhi humare aur Haseenaji ki vivah thi na

Bhavna: Haan parantu aap k dono k vivah humare 6 Bhai behen nhi the  aur nahi Chachu Ishimaa k vivah mei hum the....hum sabko vivah dekhna hai arthat dekhna hai

Haseena: Aap toh bohot ziddi hogayi hai

Bhavna: Nhi kuch gyaat nhi hume dekhna hai

Maa and Badimaa: Are karlo na Shaadi hum do parivaar bhi nhi the

Badimaa: Anubhav k samaye mai nhi thi

Maa: Aur Raman k samaye mai nhi

Anubhav: Maa hume sab gyaat hai aap baba aur behena jijashree aye the Jyesth aur Bhabhishree k punar vivah mei

Maa: Toh kya hua nalayak....dono parivar wale phirse dekh lenge

Baba bade papa: Humlog mauhrat nikal rehe hai. Rasmei shuru hogi Shaadi toh hogi....bacche aap sab taiyaari shuru karo....aur tum sab apni peheli Shaadi k kapde nikal kar press karna shuru kardo

Pushpa: Lalla Karishma lage haath tum dono bhi karlo.....taki Raghu aur Vedu yeh na bole ki yeh dono bhi nhi the

Viyomshma nodded

Elders take 3 days of mauhrat. Wedding will be on Muslim culture, Hindu Punjabi culture and south indian culture

Raman: Priye Anuj ab tujhe eshaas hoga kyunki Madrasan log subah 5 bhaje Shaadi karte hai

Anubhav: Toh Kya hua humne bhi subah 8 bhaje vivah kiya tha.....ek kshan rukiye south indian log subah Shaadi karte yeh baat behena ko aapne hi batayi thi na

Raman: Haan actually tere Shaadi ki sari taiyaari maine aur Ishita ne ki hai dur rehkar

Anubhav hug him: Ajate ek baar.....nikal dete uss tuta hua Anubhav ko bana dete Hume naye Anubhav Singh

Kids: Suniye as per traditional grooms will be separated from brides for 3 days Jai Hind hum bacche log toh dono taraf se jab maan chahe jagah badal lenge

1st day Sagai and Sangeet done

Punjabi Ghar mei ayi Madrasan aur Muslim kanya kumari
Wah wah Ramji Jodi kya bani
Bhaiya aur bhabhi ko badhai ho badhai
Kashmir mai tu Kanyakumari

Chipak chipak ke chalti hain
Kabhi kabhi do raahein
Jude jude kuchh aise ke
Laga ho jaise gum
Double double hoti thi
Jo kabhi kabhi takleefein
Kisi ke sang mein chalne se
Hui half se kam
Ho tera-mera, mera-tera, tera-mera, mera-tera kissa atrangi
Kabhi kabhi chalti hai
Kabhi kabhi rukti kahani bedhangi

Kashmir main tu Kanyakumari
North-South ki kat gyi dekho doori hi saari
Kashmir tu main Kanyakumari
Fifty-fifty har situation mein hissedari.. hey hey..

Yeh hai mohabbatein✅Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ