Ek dusre k dharam prati izzat

134 15 30
                                    

Day by day Hasihita is pampering more and more. Haseena nowadays feel new feelings in her body. Always talk with her baby. Kids too pampering Hasihita especially Bhavna and Anubhav pampered Haseena. Haseena feel lucky to have such a big family and her beloved daughter. After few days Mihika found that she is too pregnant with Romi's child it was a miracle for them too like this 2 month pass. Anubhav is thinking to do special for his family

Anubhav is listening what Haseena is telling their child

Haseena: Agar aap boy ho toh Mahadev aur Narayan k tarah burai ka anth karna. Ramji k tarah maryada purushotam banna aur Krishn k tarah natkat banna moral of the stories ki sabke tarah banna joh adharam ko hara k dharam ki suraksha karte hai

Anubhav smile: Agar aap ladki hui toh Khadija RA k tarah banna Ayesha RA k tarah banna Fatima RA k tarah banna moral of the stories is sehenshil aur yoddha banna

Haseena turn and saw Anubhav and smile and again said: Agar aap ladki hui toh Pravati k tarah veer banna Lakshmi k tarah sukh dena Saraswati k tarah gyaan dena Sita k tarah sehenshali banna Radha k tarah prem dena Rukmini k tarah shant swabhav ki rehna

Anubhav smile: Agar aap ladke huye toh Ibhrahim AS k tarah banna Ismail AS k tarah banna Mohammad SAW k tarah banna jabki hum sab unke barabar kabhi ban nhi payenge parantu unhone joh iss duniya ko sikh di hai use humesha yaad rakhna aur Mohammad SAW k Sunnah manna joh unhone har Muslim ko di hai. Ismail AS k tarah sehenshali putr banne ki khoish karna

Anubhav hug Haseena: Hum dekh rehe hai iss do mahine mei aap humari puran mei se har khata acche samajhti hai aur use izzat bhi deti hai. Bohot age ki sochti hai aap Priye

Haseena: Aap bhi toh mere nabiyon ko mere akhri aur Pyaare nabi Mohammad SAW ko kitna izzat dete hai. Aur haan hum na bohot age ki soch rakhte hai sabko izzat dete hai. Aur hum dono ne toh vachan diya tha na ek dusre ko 2 mahine pehele. Anu yeh do mahine kaise beet gaya pata bhi nhi chala

Anubhav: Haan dekhiye na 13 February ane wala hai Jyesth aur Bhabhishree ki Shaadi ki saalgirah hum bohot dhoom dhaam se manana chahate hai.....har choti badi yaadein joh hum do Bhai ne kho diya use punah pana chahate hai aur usmei acche yaadein bharna chahate hai

Haseena: Toh aapne kuch socha hai

Anubhav: Haan shishuchand arthat kyun na hum sab kahi bahar chale.....aapko Bhabhishree aur Mihika ko special feel karaye hum teeno Bhai.....hum jyesth se vartalap karna chahate hai parantu jyesth uss hadse k baad bohot darte hai issilye aap unko samjhayenge

Haseena: Thik hai hum aapki madadat karenge

Maa: Anubhav Haseena Aarti ki taiyaari hogayi hai ajao

They went to mandir

Haseena: Kya hum aj puja kare....humne bohot acche do bhajan yaad kiya hai aur humara bohot maan bhi hai

Maa and Badimaa nodded Ishita give aarti ki thali to her

Haseena: Ayi giri nandini nandhitha medhini
Viswa vinodhini nandanuthe
Girivara vindhya sirodhi nivasini
Vishnu Vilasini Jishnu nuthe
Bhagawathi hey sithi kanda kudumbini
Bhoori kudumbini bhoori kruthe
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini
Ramya Kapardini Shaila Suthe

Suravara varshini durdara darshini
Durmukhamarshani harsha rathe
Tribhuvana poshini Sankara thoshini
Kilbisisha moshini ghosha rathe
Danuja niroshini Dithisutha roshini
Durmatha soshini Sindhu suthe
Jaya Jaya Hey Mahishasura Mardini
Ramya Kapardini Shaila Suthe

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now