Babymoon. Purani yaadein

158 15 20
                                    

Anuseena finally convinced Ishra for Babymoon and a picnic. On the happiness of their anniversary and new members will come soon in their life. Still Raman didn't overcome from his fear but Anubhav always said nothing will happen this time

All the families and couple sat on bus and singing songs

Anubhav: Jyesth Bhabhishree yeh bus ka driver humare special kabri Billu shreeman ka Bhai hai toh darne ki koi zarurat nhi

Raman nodded

Haseena: Hume na aap sabko ek sharayi sunani hai

Anubhav: Sunaiye Priye

Haseena smile: Shree toh sadev Narayan ki hriday mei hai
Dwapar yug Shree ne Narayan k liye do swaroop lekar yeh jataya ki jab aapki saathi ki baat aye tab unke peeda kaam karne hetu Kuch bhi kar lena chahiye jaise Krishn ne leela dikhayi waise hi Shree ne bhi apne do swaroop lekar leela dikhayi aur duniya ko yeh kaha jab baat prem pe baat aye toh ek premi sabkuch chodkar apne prem mei dukh kaam karne mei sahayata karni chahiye hum Radha bhi hai Rukmini bhi aur astabharya bhi jinhone Narayan ka Krishn avatar mei kabhi unka saath nhi choda

Families: Bohot sundar.....maan aur pravitra hogaya

Anubhav: Haseenaji aap Bhabhishree k saath baithiye hume jyesth k saath baithna hai....balpan ki kuch meethe yaadein bharna hai

Raman: Tu baithna Haseena k saath.....uska khayal rakh

Haseena: Jayiye Anubhav....aur bhaiya kuch nhi hoga hume....chinta maat kariye....Anubhav ne kaha na sab thik hoga iss baar kuch galat nhi hoga

Anuseena exchange their sit

Anubhav: Jyesth chaliye video game khelte hai jaise balpan mei picnic jane k samaye karte the

Raman: Mujhe yehaan tension horehi hai aur tujhe khelne ki padi hai

Anubhav: Jyesth kuch nhi hoga Kal aapki aur Bhabhishree ka anniversary hai hum dhoom dhaam se manana chahate hai

Raman: Thik hai

Karishma look at RamBhav with tearly eyes. Viyom wipe her tears

Viyom: Ab aapka parivaar pura hogaya hai Karu

Karishma: Bacchpan ki yaadein yaad agayi....jab hum sab Bhai behene milkar Badima bade papa baba maa k saath picnic jaya karte the apne farmhouse mei tab yeh dono humesha video game khelte hai

Raman look at Karishma and who tell her to smile from his eyes

Karishma smile and hug Viyom kids were in Pushpa's arm

Karishma: Mere yeh do Bhai ab saath hai toh har muskhilon se ladh lenge kyunki ab inhe alag koi nhi kar payega khud niyati bhi nhi

13 February 2022

Next morning they reach at resort and Anuseena surprised Ishra will rain of flowers

Families and kids: Happy Marriage Anniversary

Ishra blush like they marriage recently

Anubhav: Dekha kuch nhi hua aap bekar mei dar rehe the Jyesth

Raman: Accha sorry ab enjoy kare....raat ko nikalna bhi hai....aur haan Anu Haseena ka khayal rakhna

Anubhav: Ji Thik hai aapko Baar baar hume samaran karane ki zarurat nhi hai Jyesth

Haseena: Bhaiya aap aur bhabhi taiyaar hokar ayiye hum bhi ate hai

All enjoying the whole day at resort and click many pictures. At evening Anuseena arrangement cake cutting time. Anuseena ask them to cut the cake. Ishra cut the cake and feed each other

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now