The wrong intentions

125 10 12
                                    

Rambhav start looking the whole house. Karishma notice Ishra and Anuseena's picture are broken

Karishma pov: Kuch galat toh nhi hone wala

Anubhav get tension: Jyesth Haseenaji Ghar pe nhi hai

Raman: Aur Ishita bhi....kaha jashakte hai dono infact phone bhi nhi kiya

Romi: Last time humne unki awaaz suni thi dono chilla rehe the

Raman: Anubhav chal hume dono ko dhunda hoga

Rambhav went outside and notice the jewelleries of Hasihita

Anubhav: Jyesth yeh toh Bhabhishree aur Haseenaji ki jewellery hai

Raman: Sayad humare liye koi clue ho age chal

One by one RamBhav collect Hasihita's jewelleries then notice a man is laying on road they went to toward him

Jaidev: Raman sir Anubhav sir do admi ne Ishita madam Haseena madam ko kidnapped kiya hai aur Delhi se dur lekar gaye maine bachane ki khoish ki par I am sorry

Jaidev give a piece of part of Hasihita's sari and died. Rambhav holding it and shout in pain

Anubhav cry and shout in pain: Haseenaaajiiiiii

Raman cry and shout in pain: Ishitaaaaaa

At old house out of Delhi

Hasihita feel RamBhav voice

Haseena: Anubhav

Ishita: Raman

Haseena: Bhabhi abtak toh dono ko pata chal gaya hoga ki hum dono ka apaharan hua hai

Ishita nodded: Haan aur hume dhundrehe honge

Rambhav return to home while crying

Karishma: Kya hua Ram bhaiya Anu bhaiya

Rambhav: Dono ka apaharan hua hai

Karishma: Par aisa kon karega

Viyom: Ek minute hum abhi CCTV footage dekh kar ate hai.....Chalo Romi

After 5 minutes

Romi and Viyom come with tension face

Viyom: Dono ka Sita apaharan hua hai.....Matlab Subbu aur Ayub dono ko kidnapped kiya hai

At old house

Subbu Ayub wear fake mask of RamBhav and trying went toward Hasihita to touch them

Subbu Ayub as RamBhav: Ishita Haseenaji

Hasihita get confused and pov: Inhe itni jaldi pata chal gaya ki hum kaha hai

Subbu Ayub trying to holding their hands but Hasihita maintain distance

Subbu Ayub as RamBhav: Apne pati se koi dur bhagta hai kya

Hasihita: Hume yakeen nhi horaha ki aap dono ko itni jaldi address kaise mila

Subbu Ayub as RamBhav: Pata chal gaya toh chal gaya tum dono Subbu Ayub se bachna nhi chahate hum dono tum dono ko bachane aye hai

Haseena: Accha thik hai yeh boliye ki humara aur Anubhav ki Shaadi kab hui thi

Ayub: November

Ishita: Raman mujhe first time kya gift diya

Subbu: Sari

Hasihita: Galat tum dono hum dono k pati nhi ho.....balki Subbu Ayub ho joh jhalandar bankar hum par buri drishti dal raha hai

Haseena read ayatul kursi and teen kul meanwhile Ishita read mantra still Subbu Ayub trying to touch them. Unborn child inside Hasihita's womb kicks and Subbu Ayub couldn't touch them

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now