Good wins over evils

112 12 8
                                    

At night

Kids were crying even elders. Karishma angrily went toward Shagun Kamini

Karishma: Tum dono k kadam hi asubh hai phirse aag laga diya mere bhaiyon k life mei

Rambhav: Behena shant hojao....dono sachmei sudar gaye hai

Anubhav: Jyesth hume kuch sochna padega taki hum dono ko sahi shalamat Ghar le aye

Raman nodded: Haan par abhi bacchon ko shamalna hoga

_____________

Haseena: Bhabhi bacchon ki bohot chinta horehi hai. Bhaiya Anubhav aur pura parivaar hai par jabtak hum dono unhe sula nhi dete tabtak nhi sote

Ishita: Chinta toh mujhe bhi horehi hai

Subbu Ayub come with food

Subbu: Lo pyaari ex lovers Khana khao acche se

Hasihita: Nhi chahiye hume

Ayub: Dekho agar tum dono Khana nhi khaogi time pe toh sayad miscarriage hojaye aur agar phirse banjh ban gayi toh dekho we need our heirs so we can't take risk. Jaldi se Khana khao

Haseena look at Ishita: Bhabhi kha lete hai apne patio k liye bacchon k liye parivaar wale k liye

Ishita look at Subbu: Tumne bhi Ayub ki tarah mujhse Pyaar ka natak Kiya hai saccha Pyaar Raman karte hai mujhse bhalai hi hum Charon ko teesre k khatir ek samjhota karna pada tha shuru mei par baadmei woh rishta Pyaar mei badal gayi aur Raman Anubhav ne hum dono k shahir se nhi maan se Pyaar Kiya hai

Haseena: Aur Subbu tumne bhabhi ko Kya kaha tha ki mai Ishita se bohot Pyaar karta hoon lekin  Shaadi k 2 ya 4 saal baad Pyaar khatam hojata hai aur uss pyaar ko ek baccha rakhta hai par Raman bhaiya aur bhabhi k rishtey ko 8 saal hogaye hai unn dono k beech Pyaar kabhi khatam nhi hua balki ab bhi dono utna hi Pyaar karte hai jitna Pihu Ishaan k hone se pehele the aur Ayub tumne bhi same cheez humse kahi thi na par Anubhav toh humse ab bhi Pyaar karte hai bacche k liye nhi balki sachmei karte hai......tum dono ne Pyaar ka Mazak banaya tha par Raman bhaiya aur Anubhav ne Pyaar ko nibhaya hai har pal har samaye balki woh Pyaar kabhi khatam nhi hota

Ayub: Bohot Bashan deti ho tum dono yaar.....kaan kharap hojayenge yaar Subbu chalo aur haan khana kha lena

Both Subbu Ayub left

Hasihita painfully eating food while remembering their family

They hear RamBhav voice: Kuch der aur hum dono jaldi ayenge iss nark se bachane

Hasihita: Jaldi ayiye

________________

At Bhalla Singh house

Anubhav: Aap sab Khana kha lijiye hum dono Bhai ka vachan hai Kal hum kisi bhi haal mei dono ko lekar ayenge

All nodded painfully

Raman: Mujhe bohot tension horehi hai Anu

Karishma: Ab Ram Lakshman saath hai toh ek saath hokar ladhenge sabhi muskhilon ko par kar payenge

Rambhav hug their sister Karishma tightly

Kids: Aap dono Khana nhi khayenge

Rambhav didn't replied

Bhavna: Baba Chachu Hasimaa aur Ishimaa k liye kha lijiye.....warna aap dono kaise adharam k virudh ladhenge aur dharam ki Vijay karayenge

Bhavna and Ruhi make their fathers eat food for their mothers

Shagun Kamini notice that they were never true lovers of RamBhav it was Hasihita not them.  Hasihita bring happiness in RamBhav's life not them

Next day RamBhav went with force

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now