10. The struggles we faced .

114 11 21
                                    

Hello 🤗 everyone I know ki meri previous updated bohut hi zyada ghatiya thi so I deleted that instead replaced it with this updated , hope you all like this one ..

********************************"*************************************************************

At midnight

Vivaan and debu were sleeping in his room but the things of debu waking up , their pretendence , etc had taken a toll on vivaan and thus he couldn't sleep so he decided to go to the terrace
The place were he usually found peace or atleast could get relaxed and not get suffocated or get drowned in the memories of past .

In terrace

Vivaan just sat there silently starring at the moon 🌙 lost in his thoughts .

Masti pari who saw this sence from veer lok decided to join hum and make sure that he is relaxed and not getting lost again

So she appeared on the terrace and sat beside him

MP - kya huva vivaan yaha kyu bethe ho

Vivaan got started by her sudden appearance and that  question but he soon composed himself

Vivaan knew he couldn't hide anything from Masti pari infact she was his best friend to whom he could share infact the truth to be told then he actually shared , they were each other's  secret keeper , listener and counselor , their bond was very different yet beautiful.

Vivaan - kuch nahi Masti bas purani baate yaad a gayi .

MP- kesi baat

Vivaan - woh bhaiya ne jab pucha tha ki hum yaha kyu hai bas toh joh humare saath huva woh yaad a Gaya .

MP - hala ki mujhe pata hai par tum fir bhi tum mujhse keh sakte ho .

Vivaan chuckled sadly - mai kya hi bolu masti

After a minute he again started speaking .

Pata hai maati humari aali struggle yaha ake nahi balki tab shuru huvi thi jab uss Mr.Mishra ne apne bete ke kaam ko undekha kar ke mujhe pe aur meri family or sawal Kiya tha infact ek asi ghatiya chal chali thi ki  un Bharat nagar ke logo ko laga tha ki humne unke gehane chori Kiya hai aur us kaam mai unhone apne bete ka sahra Kiya  tha

Chukeling sadly

Apne hi bache ko yeh sikhaya yeh sab aur meri maa ki  parvarish par sawal uthane ko bolte hai
Aur fir kya tha us waqt toh meri saari shaktiya uss sarwakal ko khatam karne mai hi chali gayi thi toh humare paas Bharat nagar se Jane ke ilawa koi aur option nahi tha
Pata hai mujhe utna bura unke allegations se nahi laga jitna mai jinhe apne sache dost manata tha un logo ke distrust se laga tha

Pari maa puchti  hai  na ki tum duniye ke no.1 business man aur no.1 company le malik hoke bhi itna kaam kyu karte ho
Woh isliye Masti kyuki Maine dekha hai maa ko dusri ke Ghar mai khana Banta sirf isliye taking woh meri feez bhar sake , di ne toh almost dropout hi kar liya tha school se takI woh maa ko aur kaam na de aur financial burden na hoo

Koi nahi aya tha ray ke ilawa humari madat karne ko woh Bharat nagar Wale toh bilkul nahi infact woh toh maze lete re humari halat ke
Hum sadka par the Masti humara Ghar , humari izat sab humse chin Chuka tha par woh logo maze late rahe humari halat ka

Dada ji ke ek waqt dawai kharid ne ke bhi kya  kya karna pada tha  mai tum logo ko bula bhi nahi pata tha kyu ki powers nahi thi na hi tum log USS sareakal ke atma ko yese hi chod a sakte the

I can't just forget the struggles we faced never .
Na hi ,mai un logo ko maaf kar sakta hu

pata hai dada ji na chupa te the ki unko kya problem ho rha hai taki hum zayada kaam na kare

Those people broke us
Sabse bura toh ananya di aur Khushi di ke sath hone wala tha , their mai USS bare Mai bat nahi karna chata .


Hello so hope you liked this update
comments are mandatory so do give me your  feedbacks and vote if you liked it
Bye 🖐️

Connecting Souls ♥️Kde žijí příběhy. Začni objevovat