Antim Adhaye

180 14 4
                                    

20 saal baad

Anubhav pov: Inn 20 varshon mei kitna kuch badal gaya hai. Haseenaji k karan hum aj apne sampurn parivaar k saath hai apne jyesth k saath hai. Haseenaji ka ana humare Jeevan mei ek vardan hai Bhagwan se. Jab Jyesth se dur hogaye the tab sabkuch kho gaya tha parantu Haseenaji woh sabkuch lauta diya humare Jeevan mei pravesh karke. Hum jitna bhi unka Dhanyawad kare kaam hai. Aj 20 varsh guzar gaye. Sab bacche apne apne career mei lag gaye hai. Par Bhav aur Ishaan unn dono ne toh jina hi chod diya. Bade papa k tarah Jyesth bhi pichle 6 varshon se baat nhi karrehe hai Ishaan se aur Ishaan bhi Jyesth k bhati barabari karne ki prayas ki. Aur Bhav bhi humare bhati keval apne desh ko age rakhti hai parivaar ko bhula diya hum Khush hai ki Bhav desh ki Raksha karrehi hai par apne bacche ko undekha karrehi hai. Jante hai ateet se bahar nikalna bohot kathin par bhulna toh padega na. Unka parivaar roz unki pratiksha karti hai. Aj samajh aya ki maa baba bade papa badimaa pe kya beeti hogi apne dono Beto se dur rehkar

Haseena's pov: Anubhav k saath humne bohot accha yaadein banai hai itne saalon mei. Unke karan Bhavna ki maa ban payi itna bada aur itna Pyaar karne wala parivaar mila. Behen jaisi Pyaar karne wali bhabhi mili. Par aj sabkuch thik hokar bhi sabkuch thik nhi hai aur woh hai Bhav aur Ishaan kya itihas phirse dohra raha hai dono k saath ek nayi tarike se. Allah se yehi Dua karti hoon ki humare bacchon ko unke ateet se bahar nikale. Sab bacchon ne apne career or dhyaan derehe hai aur Shaadi bhi ki par yeh dono hai ki......jante hai ateet se bahar nikalna bohot muskhil hota hai akhir humne woh din dekha hai

Anuseena's thought stop by little 5 years cute girl Avni daughter of Bhavna

Avni: Bade nanu phirse ladai karrehe hai Ishaan mama k saath. Mujhe bohot daar lagraha hai

Anubhav: Aap yehi baitho abhi dekhkar ate hai

Haseena look at Anubhav who said stay with Avni he will handle the matter

Haseena take Avni in arms and pov: Yeh roz ka hogaya hai bhaiya aur Ishaan k beech. Bhaiya bhi Galat nhi hai par Ishaan joh karraha hai woh bhi thik nhi hai. 10 saal pehele pure Bhalla Singh Lyer Mallik parivar ki hatya hui ek bomb blast mei sirf bacche aur hum Charon hai iss Ghar mei. Bhavna aap kyun apni beti ko undekha karrehi ho. 6 saal pehele joh hua ismei iss bacchi ki kya galati hai. Roz taras jati aapke saath rehne k liye

At hall

Anushma and Ishita are trying to calm down Raman

Raman: Tune phirse Adi se competition ki na dusre client k saath milkar. Kya hogaya hai tujhe apne Bade Bhai k saath competition yeh sikhaya tha maine aur Ishita ne tujhe

Ishaan: Please papa maine company k liye accha hi socha hai. Lagta hai aapko mujhse zadya Adi bhaiya se lagav hai because woh aapke khudke bete hai pehla beta issilye

Raman slap him hardly: Mata pita kabhi apne bacchon mei bhedbhav nhi karte sab bacche ek saman hote hai unke liye samjhe dusri baat company ka mallik mai aur Ishita hai iss hisab se joh bhi faisla hoga company k liye woh hum dono decided karenge tum nhi

Ishaan: Aap bhedbhav karte hai issilye toh Adi bhaiya CEO hai aur mai chairman

Ishaan left

Anubhav: Jyesth shant hojayiye

Raman: Use samjha kuch waise Bhav arehi haina aj ek hafte hogaye hai ayi nhi

Anubhav: Jyesth aap toh jante hai humari baat sunti kaha hai ajkal woh

Karishma observe everything

Karishma pov: Joh parivaar kitne muskhil se ek hua tha aj phirse bichar gaya. Bhavna k saath dhoka hua Ishaan k saath bhi dhoka hua

Anubhav called Bhavna: Kitne bhaje arehi hai aap Bhavna

Bhavna: Kal sayad

Anubhav: Avni aapse baat karna chahati hai....ek baar uss masoom ki awaaz sunlo

Bhavna: Kya baat kare hum unse baba....aur waise bhi aapke karan Hasimaa k karan use jaman dena pada hume warna

Anubhav yelled: Bhavna

Bhavna cut the called

Haseena come toward Anubhav

Haseena: Baat hui Bhav se.....Kitne bhaje ayigi

Avni: Maa arehi hai

Anubhav: Nhi Kal ayigi

Avni's smile vanish keep her head on Haseena's shoulder

Haseena: Par Kya hua humari sehazadi kal toh arehi haina aapki maa

Anubhav: Accha aap abhi kaksh mei jayiye aur drawing kijiye

Avni: Kya mai neeche jaun khelne

Anuseena agreed: Jao

Avni run toward clubhouse but suddenly hit with a man

Anirudh: I am sorry princess aapko laga toh nhi

Avni: Nhi

Anirudh: Apka naam kya hai

Avni: Avni Bhavna Singh

Anirudh hug her: Avni bohot sundar naam hai ekdam aapke tarah

Meanwhile Ishaan was going to office suddenly he hit a car

Nishika with her daughter Ishaani come out

Nishika: Aapko dikhta nhi mistar

Ishaan: I am sorry for it

Ishaani: Uncle yeh lo chocolate aapki car thik ho jayigi

Ishaan look at Ishaani and feel different connection with her

Ishaan: Thank you

Ishra and Anuseena witness it and look each other

Khamoshiyan gungunane lage
Tanhaiyaan muskurane lage

_____________________

Anirudh with her sister Nishika and her daughter Ishaani shift in society and went to Bhalla Singh house as Ishaani and Avni become friends

Ishaani hold Ishaan and Nishika's hands and Avni hold Anirudh and Bhavna's hands and look at families

Karishma smile pov: Ek aur chahatein aur mohabbatein ki daastan shuru phirse do nanhi si jaan char tute huye dilon ko milane ayi hai

__________________

Bhavna: Yeh vivah keval Avni k liye horehi hai

Anirudh: Wohi maine bhi kaha sirf Avni k liye

___________

Nishika: Sirf Ishaani k liye hogi

Ishaan: Haan sirf Ishaani k liye hogi

__________

Both couples get married for the custody of Avni and Ishaani

Dil kahin rukta nahi
Dil mera sunta nhi
Chalte jaye tere aur
Kabhi kaam na hogi yeh chahatein
Pal pal badhe yeh hai mohabbatein

Anubhav: Haseenaji itihas ka panna punah kholraha hai woh bhi ek nayi tarike se

Haseena: Haan phirse Chahatein aur mohabbatein ki daastan shuru horehi hai woh bhi teesre k khatir

Ishra and Anuseena smile and look at both couples and their cupid Avni and Ishaani

35 saal baad

Great grandsons of Ishra and Anuseena write biography on their great grandparents Ishra and Anuseena Chahatein aur mohabbatein ki daastan

Ram Bhalla and his wife Sita Bhalla and Lakshman Singh and his wife Urmila Singh while giving the books to readers: 3rd December 2013 ko jab shuru hui thi tab kise pata tha ki yeh hai mohabbatein

Jai Hind

Sequel - Chahatein aur mohabbatein ki daastan coming soon

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: May 06 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Yeh hai mohabbatein✅Where stories live. Discover now