Chapter 2

21 3 5
                                    

Mayavati stood at the rooftop recalling Vaibhav's hurtful words and crying bitterly.

M~aaj pehli baar ehsaas hua, ke hum se koi agar pyaar kar sakta hai toh wo bas humari family, aur koi nahi, ye pyaar vyaar sab filmi baatein hain, aur in baato'n mein kuchh nahi dhara, wo humein chhorein, is se pehle he hum unhein chhor dengay

M~aaj pehli baar ehsaas hua, ke hum se koi agar pyaar kar sakta hai toh wo bas humari family, aur koi nahi, ye pyaar vyaar sab filmi baatein hain, aur in baato'n mein kuchh nahi dhara, wo humein chhorein, is se pehle he hum unhein chhor dengay

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Rajeshwari and Chandramani both were returning to their house when their gaze went at Mayavati and they rushed upstairs seeing her standing at the edge of the roof and pulled her away in the nick of time.

Ch~ye aap kya karne ja rahi thi Mayavati? Galat hai ye

M~toh jo aap ke bhai ne humare saath kiya, kya wo galat nahi?

Ch~aap he un ke prem mein andhi thi, lekin phir bhi humein umeed thi ke aap un jaise pathar dil insaan ko pighla dengi, lekin aap toh khud he khud ko maarne chali thi

R~kiun aap ne khud ko maarne ki koshish ki? Bataiye humein

M~aap ke bhai ne bas hum se vivaah ke liye haan is liye ki kiun ke unhein takht chahiye tha jo ke vivaah ke baad unhein mil jaaye ga, aur phir humara kya? Hum toh un par bhoj ban jaaein gay, har pal ghutt ghutt kar jeeyengay, aur aisi zindagi se behtar mar jaana hai

M~aap ke bhai ne bas hum se vivaah ke liye haan is liye ki kiun ke unhein takht chahiye tha jo ke vivaah ke baad unhein mil jaaye ga, aur phir humara kya? Hum toh un par bhoj ban jaaein gay, har pal ghutt ghutt kar jeeyengay, aur aisi zindagi se b...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

R~kiun mar jaana behtar hai? Aap ko bss sirf apni pari hai? Apne bhaiya aur bhabhi ki nahi jinho'n ne aap ko paala posa bara kiya?

Ch~un ka kya ho ga jab aap ki khoon mein latpat laash ho gi un ke saamne? Wo toh zindagi bhar yahi sochengay ke as brother and sister in law wo fail ho gaye aur aap mein jhaank nahi sakay, jab ke galti saari aap ki ho gi ke aap ne unhein bataya nahi, aap toh chali jayengi, lekin apna sara dard unhein de jayengi, humare bhai ko koi fark nahi paray ga aap ke chalay jaane se, lekin aap ke bhai aur bhabhi ko wo dard mil jaaye ga jis se wo zindagi bhar nahi ubhar paayengay

R~aap waise he kiun nahi chhor deti humare bhai ko? Jaan dena zaroori hai? Apne bhai bhabhi ko dard dena zaroori hai? Khair aap ne toh humein bhi dard diya tha humari dosti aur humare bhai ke beech humare bhai ko chun kar, wo bhai jisay apne siva kisi ki nahi pari, yahan tak ke apni behno'n ki bhi nahi phir aap hain he kaun? Jo khoon ke rishto'n ko sharmsaar kar de, wo kisi bhi aur rishte ki kya khaak kadar karay ga?

Prem Ratan Dhan PayoWhere stories live. Discover now