Part 17

352 24 3
                                    

And Sara goes

Ishan- tumhe nahi lagta aaj kuch aajeeb behave kar rahi hai
Shubman- muje bhi yahi lagta hai
Ishan- chalo...choda chalo chalte hai andar... Kuch khaya nahi hai na kuch piya hai
Shubman- ha chal

And they went inside and saw Sara hugging a man and laughing with him
Ishan- aaeee shubman ye kon hai
Shubman who was controlling his jealousy
Shubman- hoga koi... Koi friend hoga
Ishan- friend hhi hona chhiye..... Bhabhi kitna hass rahi hai dekh
Shubman sees it... The way that man is looking at her and she is smiling and talking with him... He can't control himself and went towards them

Sara- aare shubman tum
Shubman- yaaa.... Mein dekh raha hu bohot hasss rahe ho tum.... Joke mara hoga isne (seeing that man)
Sara- aare nahi he is Rohan... Rohan Verma... Yahi rehta hai
London mein
Rohan- hiii... (Giving his hand to him) nice meeting you buddy....
Shubman- (smiles but doesn't give for handshake)
Rohan- ohhh (takes his hands back and fake smiles)
Sara-(confused) Rohan tum shubman se milo... Ye hai shubman Gill mera dost... Cricketer hai
Rohan- ohh cricketer.. Sorry buddy I don't watch cricket that much... I just love seeing Sara's father (looking at sara and smiles) Sachin Tendulkar
Shubman- yaaa haar koi pasand karta hai unhe dekhna
Sara- Rohan you know what aab He is the Prince of cricket...
Kya khelta hai shubman.. Tumhe na jarur dekhna chahiye cricket
Rohan- oh come on Sara baby (Shubman glares and him shocked)
Sara-(fake smiles) Rohan be in your limits
Rohan- aare sara see... Mein cricket dekhna pasand nahi karta.... You know na
Sara- yaa i know
Rohan- toh come on (and side hugs her)
Shubman was just fuming in jealousy and was really angry on Rohan .... And went from there
Sara- shubman.....
And she also went to him

Sara- shubman.. Listen
Shubman turns
Shubman- what happens sara
Sara- tum aisa kyo chale aaye vaha se
Shubman- ghar jana hai muje
Sara- but why
Shubman- sara come on aab 6 baje tak toh nahi ruk sakta na
mein yaha pe
Sara- haa but mein bhi toh hu na yaha pe:
Shubman- nahi wo muje nind aa rahi hai (Sara can recognize from his face that he is jealous)
Sara- shubman
Shubman- yesss
Sara- are you jealous
Shubman- jealous aur mein...kisse
Sara- ofcourse Rohan se
Shubman- muje uss Rohan pohan se jealous hone ki jarurat nahi hai
Sara- jarurat nahi hai nahi tum ho chehere par saaf dikh raha hai (laughs)
Shubman- hasoo mat mein koi.jealous vagera nahi hu
Sara- tumne bol diya aur meine mana
Shubman- come on Sara muje uss Rohan se jealous hone ki jarurat nahi hai I am more handsome than him
Sara- tumhe nahi lagta tum khud ki tareef zyada kartr ho
Shubman- wo kya hai na ki mein khud ki bhi tareef karta hu aur log meri bhi treef karte hai
Sara- how funny
Shubman- sach hai yee.
Sara- wese tum ek baat batao

(Shubman sees that Rohan was coming outside the bar seeing his phone. He without wasting time takes Sara and drabs her somewhere and pinched her to the wall)

(They both were lost in each other eyes dedicating how much they love each other but Sara couldn't figure out the feeling what is she feeling but yaaa her eyes dedicate what he is to her)
( They were completely lost in each other eyes)

The only song I can sing is that
"Aakho mein teri aajab si aajab si aadayeine hai dil ko bana jo patang ohh sasse jo teri wo aadayein hai" (They both were very close to each other)

Shubman takes his both hands and keep on her cheeks. Both were lost in the moment looking in each other eyes. Shubman looks at her lips then again on Sara. He started coming close.
Sara was lost in the moment
They were about to kiss each other
but but Bijli ka kadakne ka aawaj aata hai and they parted from each other
Sara- (is scared of kadakadahat) muje ghar jana hai (and she leaves from there)
Shubman was watching her leaving and was feeling guilty for what he was trying to do

Ishan comes there
Ishan- kaha tha tu
Shubman look at Sara and Sara too looks at him
Ishan- bhabhi ko kyo dekh raha hai
Shubman- chal ghar chalte hai (still looking at her)
And they both went. Sara was looking at him and from inside she was feeling better but she can't understand her feelings mannnn and after sometimes she also went home

Shubman's side
He was thinking in his mind- yaar kya karte ho shubman control kar rakho na tum kya soch rahi hogi wo. Agar sachin sir ko bata diya toh mera career shuru hone se phele hhi khatam ho jayega nahi nahi Sara aesi nahi hai. But yaar aab kese samne aavu use godddd damit.
And he sleeps thinking that

Sara's side
In her mind- Muje kyo khushi ho rahi hai. Aacha kyo lag raha hai muje? Kya hai yee feeling muje kuch samaj nahi aa raha.
Ohh god. But shubman bohot aacha hai (smiles and she sleeps)

Morning---
Shubman decided to call Sara. He calls her and she picks it up
Shubman- hello Sara
Sara- bolo na
Shubman- tum. Tum... Matlab tum
Sara- ye tum tum kya laga rakha hai
Shubman- nahi wo tum
Sara- phir se tum... Shubman mein janti hu tum kya kehna chhate ho kal ke baare mein right jo huva wo
Shubman- yaa Sara I am sorry pata nahi muje kya hogaya...
But I am really very sorry
Sara- Hum dost hai right.. Aur tumhe sorry bolne ki jarurat nahi hai.. Ho jata hai I understand.. Ok so chill and have fun Shubman- (happy) tum sach mein gussa nahi ho
Sara- nahi shubman mein gussa nahi hu..
Shubman- thank you soo much sara
Sara- wow aaj sorry aur thank you ek sath
Shubman laughs
Ishan who was sleeping gets up but he is still in sleep and sees shubman laughing
Ishan- baat karke bhi maan nahi bharta haiiiiiii... Aabhi baat karke haass raha hai Shubman looks at him ( he sings)
Shubman- Sara mein badme call karta hu
Sara- kyo koi aaya hai kya
Shubman- haa wo mein badme karta hu
Sara- okk (they hanged the call)
Shubman- ishan tum muje bata sakte ho ye konsa gana tha
Ishan- ye meine banaya huva gana hai... Kaisa laga
Shubman- ekdum ghatiya
Ishan- aabhi tu muje ek baat bata.. Ek bar tune agar tareef ki toh tere kya jata hai
Shubman- tareef jaisa kuch ho toh hhi insaan tareef karta hai.. Khali fukat nahi karta
Ishan- aacha chod ye sab.. Itna kya baat kar raha tha bhabhi se ki itna hass raha hai
Shubman- kuch nahi
Ishan- hahhhh? Dosti nahi rahi kuch nahi batata tu muje
Shubman- aare kuch nahi baat kar rahe the hum.. Aise hhi the
Ishan- ok. Lekin aab tera bday aa raha hai party dega na
Shubman- of course
Ishan- ye huyi na baat.. Aaj 2 September hai matlab 6 din reh gaye hai tere bday ko yeeeee
Shubman- tu toh merese bhi khush ho raha hai
Ishan- toh hunga na.. Khane ko milega
Shubman- tu bass vahi dekh
Ishan- ha ha thik hai hume yaha se 6th ko nikalna hai na.
Shubman- haa(sad)
Ishan- haa mein samaj sakta hu ki Sara bhabhi nahi hogi vaha pe
Shubman- vahi na mein chhata tha ki mein uske sath manavu mera bday yaar
Ishan- koi baat nahi hum usse vaha se video call karenge
Shubman- hmmm ok

------------

Shubsara: the love story💗Where stories live. Discover now