part 8

13 1 8
                                    

At night
Pan to tanuja

Tanuja apne room mai window ke paas beithi thi
And abhi bhi rishi ki baton ke bare mai soch rahi thi
Tanuja : akhir uske kahne ka matalab kya tha...ki wo jaldi mera kuch hone wala hai...kya hone wala hai...🤔

Vikram : tanuja..tanuja dinner ke liye aaja...

Tanuja apni sense Mai aati hai

Tanuja : aayi...

And jaldi se bhag kar niche jati hai and tabhi Vikram ka phone ring karne lagta hai par Vikram kitchen Mai tha isliye wo phone nhi pick kar pata
And tanuja niche aake dekhti hai

Tanuja : bhaiya...phone aa raha hai...

Vikram : tu uthale...Mai baad Mai dekhta hu....🗣️

Tanuja : theek...

And wo phone pick Karti usse pehle hi phone cut ho jata hai

Tanuja : cut ho gaya...

Vikram : chal koi na...tu aake dinner kar le...Mai baad Mai baat karta hu...

Tanuja : jaisi apki iccha...

And tanuja dinner ke liye chali jati hai

Pan to rishi

Rishi dinner ke baad apne room mai bed par leta tha and tanuja ke bare mai soch raha tha..

Rishi : tanuja se milne ka bhout maan kar raha hai..par milu kaise..yehi baat samjh nhi aa rhai hai...Kassh usse mil pata...par kya karu nhi mil sakta...kya kru kya kru...🤔......idea....

And uske face par 😏 smirk aa jati hai and wo smile karte hue so jata hai

Pan to tanuja

Tanuja or Vikram dono khana kha rahe tha...

Tanuja khate khate bolti hai : bhaiya..ek baat puchu...

Vikram : haa.. puch..

Tanuja : yeh Priya kon hai...

Vikram iss naam ko sunkar shocked ho jata hai and khana uske gale Mai atak jata hai and start coughing 😷

Tanuja : yeh lo...Pani pi lo..piyo..

And glass offer karti hai and Vikram nervous si smile dekar Pani pine lagta hai...

Vikram tanuja ki taraf dekhta hai and tanuja uski taraf smrik karte hue dekh rahi thi..

destiny - a love 💓Where stories live. Discover now