Part 26

728 31 3
                                    



R to himself: ishita jhuth kyu bol rhi thi mujse..aisa kya kiya hai usne ki muje pata chalega toh muje acha nhi lagega... n wo kya muje dekhenge.. main hi usse chodunga nhi.. himmat kasie huyi uski meri biwi ko chhune ki.. aur wo madrasan bhi zyaada chipak rhi thi...ishita toh kabhi jhuth nhi bolti.. toh kya zarurat padh gyi.. sach bol deti isse acha toh..ishita muje shak karne par kyu majbur kar rahi hai..par mian shak nhi karunga.. raat ko sidha puchh lunga.. haan.. raat ko...

He dn tried to gather his thoughts n concentrated on his office work... It ws 4pm in evening nw n so he thought to call bala..

Bala: hello raman..

R: hello.. kaise ho..

Bala; main thk hu.. tum batao.. aaj kaise..

R: bas thik hu..meri ishtia se baat huyi thi .. wo mihika abhishek ki shaadi ke baare mian keh rahi thi..

Bala; han meri bhi vandu se huyi thi baat.. vandu n mihika ki ishita se bhi huyi thi...toh hume milna chahiye abhishek se ek baaar formally..

R: haan.. tu vandu aur main mil lete hai.. as abhi ishita ko aane main toh tym hai.. aur ek baar toh formally milna chahiye..family ka bhi puchna hai.. as sarika ke tym par toh family nhi thi.. par ab toh hogi..

Bala: hmm.. right..chalo fir kab milna hai..

R: main usse baat kar leta hu.. wo bhi freee hona chahiye,.. hawaldaar ki duty ka kya pata..

Bala; sahi kaha..

N both started laughing..n dn ended conversation...

Raman dn called abhishek...N he picked d call..

Abhishek: hello raman..

R: hello.. hawaldaar kasie ho..

Abhsihek: thik hu..aur kisko dhunda hai ab...

R: abhi toh kisi ko nhi.. bt enquiry bithani hai kisi ki..

Abhishek: kiski..??

R: tumhari..

Abhishek: meri kyu? Maine kya kiya..

R: tumne toh bahut khatarnak kaam kiya hai..

Abhishek: muje bhi batao aisa kya kar diya hai maine..

R: yaar ek madrasi se shaadi karne chale ho.. isse khatarnak kaam kya hoga..

Abhihsek: aise mat darao raman..

R: main toh sach bol rahahu.. apne experience se bata raha hu..

Abhishek: hmm...

R: acha suno.. tum se milna tha.. kab free ho.. aj ?

Abhishek: aaj shaam ke baad free hu..

R: ok.. toh shaam ko 6baje..

Abhishek: tum dinner par aao na.. sath main karenge..

R: arey nhi. Tu pata nhi kya banayega..

Abhishek: arrey restraurant ki baat kar raha hu..

R: chal fir 8 baje thik hai..?

Abhishek: haan thik hai.

R: fr milte hai..

LOVE IS TO LIVE FOR EACH OTHERजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें