Part 4

668 46 146
                                    

Aarushi came back from ceremony & directly went in her room. Sumedh's words were echoing in her ears.

"Kya jaroorat thi mujhe uss pagal insan ko itna sunane ki.. Kisne sach hi kaha hai.. Agar bewakoofo ke muh lagoge toh wo aapko bhi unke hi jitna niche gira denge.. Main bhi uss bewakoof ke muh lagi.. Aur mere muh se aisi ajib baat nikal gyi.. " She said.

"Bappa.. Kyu aisa kiya mere sath.. " Aarushi said.

She kept walking restlessly in her room. Her phone ranged.

"Hello.. " She said.

"Pehchana..? " She heard a deep voice.

"Tum..? Phone kyu kiya hai.? " She asked as she recognised Sumedh's voice.

"Tumhari mithi aawaj sunane ka man kiya isliye.. " He said sarcastically.

She rolled her eyes.

"Kaam hai toh bolo warna mere pas time nai hai.. " She said.

"Kaam toh hai.. Bahot bada.. " He said.

"Kya..? Sidhe sidhe bolo.. " She said.

"Tumhe toh pata hi hoga.. Parso main Kolhapur area ke daure (tour) pe ja raha hoon.. " He said.

"Nai.. Mujhe nai pata.. " She said.

"Good.. Abhi maine bata diya.. Aur ab dusri baat yeh ki Party seniors chahte hai ki tum mere sath uss daure pe chalo.. " He said.

She widened her mouth.

"Bilkul nai.. Main nai aa rahi.. " She declared.

"Listen.. Mujhe bhi koi shauk nai hai.. Par waha Mahila morcha ki ek branch ka inaugration hai.. Usi ke liye tumhe jana hai.. " He said disparagingly.

Aarushi thought fr a second.

"Main.. Kisi aur se baat karungi iss bareme.. Bye.. " She said.

"Okk.. Bye.. " He smiled cunningly.

Aarushi disconnected call & called Amruta Jadhav.

"Ajji.. Mujhe sach me Kolhapur jana padega kya..? " She asked.

"Main chali jati beta.. Par kya kare.. Mere baad tumhe hi sambhalna hai.. Isiliye abhi se tum har jagah jaya karo.. " Amruta said.

"Aaji.. Kaisi bate karti ho.. Wo Sumedh Mudgalkar hoga waha.. Tumhe pata hai na mujhe wo pasand nai.. " Aarushi said irritatingly.

"Aarushi.. Aise bahit se log tumhe apne career me milenge.. Jo tumhe bilkul pasand nai aayenge.. Par phir bhi.. Unke sath adjust karna padta hai beta.. " Amruta said.

"Aajji.. Par wo Sumedh ajib hai.. Mujhe nai pasand.. " Aaru said.

"Thik hai.. " Amruta sighed. "Kisi na kisi ka jana waha jaroori hai.. Main hi chali jati hoon.. Haan.. Wo baat alag ki meri tabiyat thik nai.. Par phir bhi.. Ab kya kar sakte hai.. " She said.

Aarushi felt guilty. She chuked.

"Accha thik hai.. Emotional ate mat karo.. Main jati hoon.. " She said.

Amruta became happy.

"Yeh baat... Logoko ignore karna sikho Aarushi.. Abhi toh shuruat hai.. Aur bahot se log aayenge tumhare life me aise.. " She said.

Aarushi sighed.

"Thik hai.. Jaungi main.. Khush..? " She said.

"Bahot khush.  " Amruta laughed.

                           *******

Everyone in Vrundavan mantion were busy in preparations of Garbhadan vidhi.

Against All Odds Where stories live. Discover now