Kabhi Pyar Kabhi Takrar..Part 3

2.2K 126 115
                                    

Aditya: maa...pehli baar muje ek ladki se pyar hua hei...mein kaise bhul saktha hoon usse..
Nirmala: tuje bhulna hoga adi...tum bhul jayege...hum kal hi yahan se jayenge..
Aditya: maa suman shravan se pyar nahi karthi...
Nirmala: tujse karthi hei vo pyar??
Aditya: pata nahi...lekin shravan usse nafrat kartha hei maa...shravan usse khush nahi rah payega...
Nirmala: mein samaj sakthi hoon tumhara baat...lekin tuje move on karna hoga beta...
Aditya: maa abhi bhi time hei...plzz aap ek baar nanaji se baat karo...shravan nahi chahtha suman se shadi karne keliye...issliye koi problm nahi hoga...plzz maa nanaji se mereliye ek baar baat karo...
Nirmala: tiwari ji jo faisla kiya hei vo soch samajkar kiya hoga...issliye mein unke faisle ke khilaf nahi ja sakthi...shravan suman ko khush rakhega...
Aditya: aap meri baat kyu nahi samaj rahi hei...sab uske saath hei...aap bhi...aisa kon hei shravan....
Nirmala: tuje jaana heina shravan kaun hei...
MERA BETA HEI SHRAVAN..
Meine janam diya hei usse...
Uski maa hoon mein...
Aditya was shocked to hear this...
Aditya: beta....aapka beta...
Issliye aaj aap mere saath nahi de rahi hei...
Nirmala: aisa nahi hei...tum dono mereliye ek jausa hei...mein tum dono se pyar karthi hoon.
Aditya: aisa hota tho aap mereliye nanaji se baat karthe...sabse ladkar mereliye suman lakar de deti...lekin aaj aapko lagtha hei shravan keliye suman perfect hei...
Teek hei...
Mein chaltha hoon...aap apne bete ke baare mei socho...
He left from there angrily...
Nirmala: mein kaise samjao aadi meri majbooriyan..

--------------------------------------------------------

Shravan on phone:
Hello...
Saare taiyyariyan hogaya?
Simple hona chahiye...
Bahuth simple...
Ok thank you..

Shravan's pov..
Tumhe bahuth shok heina suman ladko ko fasane ka....shadi karne ka...tumhe kal tumhare zindagi ka sabse acha taufa milne wala hei...wait....nd watch...

---------------------------------------------------------
Next day morning....
Mamiji: sharvan beta...itni subah subah tum yahan...koi kaam hei kya...
Shravan: kuch nahi mamiji...
Mein bas suman se milne aya tha...hume bahar jana hei...
Mamiji: aise kaise...aaj tum dono ka bhi shadi hei...shaam tak ka intezar nahi kar sakthe...
Shravan: hum jaldi vapas ayenge...
Mamiji: teek hei beta...jaldi aana...itni jaldi horaha hei tum dono ka shadi...usse ready bhi tho hona hei...
Shravan: ok....hum bahuth jald ayenge...

After some time
Sumo: tum itni subah subah...
Shravan: bhool gayi kya...? Meine kal kahan tha na...
Sumo: kahan jana hei...ye tho batao...
Shravan: vo tho surprize hei madam...
Aur aaj hum dono ke shadi ka din hei..tumhe kuch acha kapde nahi mila...pehnne keliye....
Sumo: tumhare saath ja rahi hoona...ye kaafi hei...
Shravan: ok...muje koi problm nahi...infact mein khush hoon...
Chale...

---------------------------------------------------------

Sumo: shravan...hum yahan....iss mandir mei....
Both of them standing infront of the temple
Shravan: ha...kyunki iss bagvan ke saamne tumhe tumhare aanewale kismat se milvaunga...
Aao...ruk kyu gayi...
He held her hand...nd dragged her towards the temple...
Sumo: shravan plzz batao muje...kya karne ja rahe ho...
Shravan: SHAADI KARNE...
Sumo: pagal ho gaye kya?
Hamara shaadi sham ko hone ja raha hei...
Shravan: nahi hamara shaadi abhi issi vaqth hoga...iss mandir mei...
Sumo: shravan tum kyu kar rahe ho aisa...
Mere naanu ka sapna hei mera shadi...mein unke saamne shadi karna chahthi hoon...
Shravan: lekin tumhe bhi hoga na kuch sapne...
Ek bade ghar mei...ek ameer ladke se...ek bahuth bada mandap mei...
He was smiling...
Lekin tumhara vo sapne ko mein thod raha hoon yahan...
Sumo: shravan mein ja rahi hoon...tum akele khud ko shaadi karo...
She started to leave....suddenly he held her wrist tightly...
Shravan: tum nahi ja sakthi suman...iss shadi isi vaqth hoga...preethi aur pushkar ek dusare se pyar karthe hei...un dono ka shadi ek pavithra bandan hoga...lekin hum dono aisa nahi heina
..hum dono ek dusare se nafrath kartha hei...issliye mein nahi chahtha uss mandap mei tumhare saaye bhi pade...
Tears rolling down from her eyes...
Pandit ji...aap aayiye...
Pandit ji: ji aapne kahan tha sirf mangalsutra aur sindoor hi chahiye...phera nahi hoga..lekin phero ke bina shadi adhura hei...
Shravan: pandit ji hum dono phero ke bina bhi perfect hei...heina suman...
He wrapped his hand around her shoulder...
Pandit: aapki marzi...
Pehle aap dono ek dusare ko vanamala pehnayiye...

ShraMan Short Story Collections..♥Where stories live. Discover now