ek galati

2.3K 80 7
                                    


gauri: aap wo baatein mujhe yaad mat dilaye

om:kyun yaad na karaon?

ek baar bhi mera yaad nehin aaya tumne 

 9 mahine pehle suicide karne ki koshish ki bachon ke saath

tumne promise kiya tha ki mein tumhare liye sab kuch hoon

lekin ek bhar bhi mera yaad nehin aaya

tum muje itna guilt mein duba chuki ho

ki muje apne aap se nafrath hone laga hein gauri

issiliye tum pe mein insaam pe insaam lagara tha paisoon ke wajse 

phir bhi sab kuch seh ke ho yaha pe

phir se marne ka irada hai kya? ya muje marne ka

gauri:aap yeh kya keh rahein hein

mein apse bohot pyaar karthi hoon lekin us waqt..

om:uss waqt kya gauri?

mein ne tumse maafi manga

sab kuch kiya ! lekin tum marna chahti ti

15 din mein nein hospital mein mar raha tha tumare liye 

bachoon ke liye

lekin tum par koi asar nehin 

phir se koshish ki thi marne keliye kyu

kya mein intna bura hoom

agar itna nafrath karthi thi tho kyu ane diya muje tumhare kareeb

kyu bani maa mere bachon ki kyu gauri kyu

maar rahi hoon muje

dard hota hai gauri 

pyaar kartha hoon tumse lekin tum nehin samjogi

gauri:mein.......

*****************************************************************

shivaay:om kya huwa

om:kuch nahin shivaay

shivaay:kuch to huwa hai om

tumhara dard dikraha hein

om:dard ke siva zindagi ne muje diya kya hai bhai

shivaay: dard bhula jasakta hein om!

anke kolo aur gauri ko maaf kardo

pyaar mein dard hota hein lekin maffi uska malam hai om

om: kya aap maaf karsaktein hein anika bhabhi ko shivaay

batayein na

maaf karsaktein hein kya

shivaay:om tum samaj nehin raha hein! mera baat alag hein

om:jab aap kudh ka dard kam nehin karsaktein to mera kaise karenge bhai

chodiye muje

jeene deejiye jaisa hoon teek hoon

************************************************************

gauri:maa kya aap aaj bachon ka kayal raksak tein hein

muje kuch kaam hein 

jhanvi:koi baat nehi gauri mein dhyaan raklongi tum apne kam karlena

gauri:danku ma

tej:wah aaj mere pothe hamare room mein

jhanvi: haan gauri ko kuch kaam tha

tej:muje lagta hein phir se ek aur kush kabri milegi

pyaar ya dard ?Where stories live. Discover now